The Vacuum

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Assalam o alaikum Wrwb :)
ye is daur e jadeed ki haqeeqat hai jo bayan ki gayi hai.
aur isi tarha is dunya ka eqtetaam bhi hoga inshaAllah.
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
zaberdast shairing hei ye jo bhi ho raha hei khas tor se India ki waja se ho raha hei.
kisi ki waja se kuch nahi hota,insan apne ache bure ka zimadar khud hota hai..
 
  • Like
Reactions: yoursks

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
wonderful and nice sharing....

afsos ke saath kehna partaa hai keh yeah aaj ke daur ki talkh haqeeqat banti ja rahi hai or iss par mazeed sitam yeah keh hum apni ghalati tasleem karne ki bajaye doosron pe ilzaam taraashi kar rahe haen...

aaj iss baat ki ashad zaroorat hai keh hum hum apni ghalatiyon ko tasleem karte hue un se bachen, sirf or sirf yehi hamari kamyaabi ki zamaanat ho sakti hai... think about it...

thanks to sharing with us Anaaya and keep it up
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Bohot khoob Inaaya, bohot hi achi sharing hai, lekin mujhe aisa lagta hai ki thode log indians ko pasand{()|eqd{()|eqd nahi karte....{()|eqd{()|eqd
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Bohot khoob Inaaya, bohot hi achi sharing hai, lekin mujhe aisa lagta hai ki thode log indians ko pasand{()|eqd{()|eqd nahi karte....{()|eqd{()|eqd
ye kis ne kaha ap se..esa nahi hai..
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
mujhe aisa laga, aisa nahi hai to bohot hi achi baat hai...
shyd ap ne uper ek post me parh kar esa kaha..jahan ek bhai ne likha k ye sb India ki waja se hai..un ki murad indian film aur drama se thi..jo muslims ki values aur culture ko buri tarha tabah kar rahe hain,is liye esi cheezon se nafrat karni chaheye..lekin phir b muslims ko chaheye woh india me hon ya Pakistan me unhe apni mazhab aur values ka khayal khud rakhna chaheye..woh khud zimadar hain is k..
lehaza ap is baat pe parshan na ho Muslims dunya me yahan b hon un me akhwat ka rishta hota hai
 
Top