Task Submitted By Participants For 1st Round

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,205
24,155
1,313
Assalamu Alaykum Wrwb :)
masha Allah badi khushi huyi in sab ki mehnat ko dekh kar
Allah sab ko jazae khair aata farmaye aur apni zindagi me amali taur par in sab cheezon ko nafiz karne ki taufeeq de Aameen

jitne logon ne naam likhaye un sab ne to hissa nahi liye shayad masroofiat ya phir dusri majboori ki wajhe se lekin wo log 2nd round me hissa le sakte hain dusron ko hausla dene aur khud ke ilm me izafa karne k liye

jazakumullahu khairan :)

Tasks Submitted By Participants

Sara Cilli Milli

faari

(1) توحید فی الذات
اللہ تعالیٰ اپنی ذات میں واحد اور بے مثل ہے۔(نہ) اس کی بیوی ہے نہ اولاد،(نہ) ماں ہے نہ باپ،اس عقیدہ کو توحید فی الذات کہتے ہیں۔
اس کائنات کا خالق ،مالک،رازق،مدبر،زندگی دینے والا،موت دینے والا،پوری کائنات
میں ارادے سے تصرف کرنے والا وہ اللہ رب العزت ہی ہے
'' بے شک اللہ شرک کرنے والے کو کبھی معاف نہیں کرے گا،"
(سورۃ النساء:آیت 116)
'' جس نے بھی اللہ کے ساتھ شرک کیا،ایسے مشرک کے لیے جنت حرام ہے،ایسے مشرک کا ٹھکانا آگ ہے،اور وہاں اس کا کوئی مدد گار نہ ہو گا''
المائدہ:آیت72)
،اس توحید کو تو مشرکین مکہ بھی مانتے تھے،جو نبی صلی اللہ علیہ وسلم کے زمانے کے مشرکین لوگ تھے،وہ لوگ بھی توحید ربوبیت کا اقرار کرتے تھےلیکن ان کا توحید ربوبیت کو ماننا ان کے کسی کام نہ آیا،اس کے باوجود بھی وہ لوگ مشرک قرار پائے،آپ لوگ کہیں گے کہ اس بات کی کیا دلیل ہےکہ مشرکین مکہ اللہ رب العزت کو خالق ،مالک،رازق مانتے تھے اس بات دلیل آپ قرآن کریم سے سنیے ،جیسا کہ اللہ رب العزت نے (سورۃ یونس:آیت31)کے اندر ارشاد فرمایا(قُلْ مَنْ يَّرْزُقُكُمْ مِّنَ السَّمَاۗءِ وَالْاَرْضِ اَمَّنْ يَّمْلِكُ السَّمْعَ وَالْاَبْصَارَ وَمَنْ يُّخْرِجُ الْـحَيَّ مِنَ الْمَيِّتِ وَيُخْرِجُ الْمَيِّتَ مِنَ الْحَيِّ وَمَنْ يُّدَبِّرُ الْاَمْرَ ۭ فَسَيَقُوْلُوْنَ اللّٰهُ)ارشاد فرمایا پیارے نبی ان سے کہیےکہ تمہیں آسمان اور زمین سے رزق کون دیتا ہے کون ہے جو تمہاری آنکھوں اور تمہارے کانوں کا مالک کون ہے جو مردہ سے زندہ نکالتا ہےاور زندہ سے مردہ نکالتا ہے اور پوری کائنات کے معاملات کون بناتا ہے،( فَسَيَقُوْلُوْنَ اللّٰهُ)پیارے نبی یہ جواب دیں گے اللہ(فَقُلْ اَفَلَا تَتَّقُوْنَ)ان سے کہیے کہ ڈرتے کیوں نہیں
(2) توحید فی العبادت
ہر قسم کی عبادت مثلا دعا،نذر،نیاز،استعانت،استم داد،استعاذہ ،سجدہ اور اطاعت وغیرہ صرف اللہ تعالیٰ ہی کے لائق ہے،اسی عقیدہ کو توحید فی العبادت کہتے ہیں
۔
حضرت معاذ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ میں نبی اکرم کے پیچھے گدھے پر سوار تھا جسے عفیر کہا جاتا تھا،رسول اللہ نے (مجھ سے )پوچھا"اے معاذ!کیا تو جانتا ہے کہ اللہ تعالیٰ کا اپنے بندوں پر کیا حق ہے اور بندوں کا اللہ پر کیا حق ہے؟میں نے عرض کیا"اللہ تعالیٰ اور اس کے رسول بہتر جانتے ہیں۔"آپ نے فرمایا "بندوں پر اللہ کا حق یہ ہے کہ وہ صرف اسی کی عبادت کریں اور اس کے ساتھ کسی کو شریک نہ ٹھہرائیں اور بندوں کا اللہ پر حق یہ ہے کہ جو شخص شرک نہ کرے اسے عذاب نہ دے۔میں (معاذ) نے عرض کیا "یا رسول اللہ ! کیا میں لوگوں کو یہ خوشخبری نہ سناؤں؟"آپ نے فرمایا "ایسا نہ کرو کیونکہ پھر وہ اسی پر بھروسہ کر بیٹھیں گے۔"

(3) توحید فی الصفات
اللہ تعالیٰ اپنی صفات میں واحد اور بے مثل ہے ،جن میں اس کا کوئی ہمسر نہیں، اس عقیدے کو توحید الصفات کہتے ہیں۔
حضرت ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ نبی اکرم سے روایت کرتے ہیں کہ آپ نے فرمایا "اللہ تعالیٰ کے نناوے (صفاتی) نام ہیں جو انہیں یاد کر لے وہ جنت میں داخل ہو ا ،اللہ تعالیٰ طاق ہے اور طاق کو ہی پسند فرماتا ہے۔

(صحیح مسلم کے اندر حدیث ہے کتاب الحج میں حدیث کا نمبر ہے 2032-1185)عبد اللہ ابن عباس رضی اللہ عنہما بیان کرتے ہیں کہ وہ لوگ کعبۃاللہ کا طواف کرتے اور تلبیہ پکارتے(لَبَّيْكَ لَا شَرِيكَ لَكَ)جب یہاں تک پہنچتے تو اللہ کے رسولصلی اللہ علیہ وسلم ارشاد فرماتےان کے لیے ہلاکت ہوآگے نہ جائیں یہیں بس کریں مگر وہ آگے کیا کہتے(إِلَّا شَرِيكًا هُوَ لَكَ تَمْلِكُهُ وَمَا مَلَكَ)وہ کہتے کہ اللہ ہم حاضر ہیں تیرا کوئی شریک نہیں مگر وہ شریک ہیں جن کو تونے خود اپنا شریک بنایا ہے،اور انہیں کوئی اپنا ذاتی اختیار نہیں ہےبلکہ ان کے پاس جو بھی اختیارات ہیں وہ تیرے دیے ہوے ہیں۔میرے بھائیو! مشرکین مکہ جن ہستیوں کو اللہ رب العزت کی عبادات میں شریک کرتے تھے وہ ان کا ذاتی اختیار نہیں سمجھتے تھے،بلکہ یہیں سمجھتے تھے کہ ان کے پاس جو بھی اختیار ات ہیں وہ اللہ رب العزت دیے ہوئیے ہیں یعنی عطا‏ئی ہیں،اسی طرح ان لوگوں نے اللہ رب العزت کے اسماء وصفات میں سے اپنے معبودانے باطلہ کے نام نکالے،الالہ سے انہیں نے لات کا نام نکالا،اور العزیز سے انہیں نےعزہ کا نام نکالہ ،پیارے بھائیو! یہ بات تو ہمارے سامنے کھل کرآئی ہےکہ مشرکین مکہ اللہ رب العزت کی عبادات میں اور اسماء وصفات میں غیروں کو شریک کرتے تھے،لیکن سوال یہاں یہ پیداہوتا ہےکہ وہ لوگ کیوں اللہ رب العزت عبادات میں دوسروں کو شریک کرتے تھے،اس کے پیچھے ان کا کیا مقصد تھا،کیا مفاد تھا

kirpa bai

~Sona~

Tauheed
Lughwi toor per Tauheed ka matlab hai “aik banaana” ya “ikaee per israr kerna” aur ye arabi lafz وحد say lia gaya hai jis ka mafhoom hai aik kerna, muttahid ya mazboot kerna
[1]. Bahar-haal jab lafz Tauheed Allaah k hawaalay say istimaal kia jaata hai
[2] to iss ka matlab hota hai insaan ka tamaam a’maal mein, jo bil-waasta ya bila-waasta Allaah say mutalliq hoon, Allaah ki wahdaaniat ki samajh rakhna aur ussay qaim rakhna.
Ye iss per eemaan hai k Allaah aik hai , Uss ki baadshahi mein aur Uss k kaamon mein Uss ka koi saathi nahein (Rabuubeyyat), Uss ki zaat jaisi aur sifaat jaisi koi aur hasti nahein (Asma-wa-Ssifaat), aur Uss ki khudaee aur Ibadat mein koi Uss ka madd-e-muqaabil nahein (Ulooheyyat/Ibadat). Ye 3 pehlu un iqsaam ki bunyaad hein jin mein ilm-e-Tauheed ki aam toor per darja-bandi ki jaati hai. ye teenon pehlu aik doosray say munsalik hein aur iss had tak laazim-o-malzoom hein k agar koi in mein say kisi aik pehlu ko bhi nazar-andaaz kerta hai to wo Tauheed k taqaazay poora kernay mein na-kaam rehta hai. in pehluoon mein say kisi aik ko choor daina shirk kehlaata hai yani Allah k saath doosron ko shareek kerna, jo k Islam k nuqta-e-nazar say asal mein but-parasti hai.

Tauheed ki Ahimiyat
tauheed islam ka sab sa buniyadi aur iham aqeeda hai. jis terha pury islam ki jan is ka aqeid hai. isiterha in aqaid ki jan aqeeda tauheed hai. Allah ta'ala na kam-o-baish aik lakh choubis hazar Anbiyan Karam ko insano ki hadiyat ka liya is duniya mai bhaja. is sab ki tableegh ka nuqta Agaz Tuaheed hi tha. khud Hazrat Muhammad (SAW) na bhi sab sa zyda zor tauheed pr hi diya hai.
Tauheed ki ahmiyat Quran ki roshini mai
Man zal lazi yashfa'u indahoo illa bi izni
"Who is it that can intercede with Him, except with His permission." (Sura Baqara: Verse 225)

Wa ubri'ul akmaha wal abrasa wa uh'yil mawta bi iznillahi
"I heal those who are born blind and the leper and I raise the dead by Allah's permission." (Sura Ale Imraan: Verse 49)

Wa ma khalaqtul Jinna wal insa illa liya'budun
"I have not created Man and Jinn, but that they worship Me." (Ad Dhaariyat: Verse 56)

: Kul in kuntum tuhiboonal laaha fattabi'ooni yuh'bibkumul laahu
Say (O Muhammad to them), if you love Allah follow me, Allah will love you." (Sura Ale Imraan: Verse 31)

Ahadees ki roshni mai

"He who has caused enmity with My Wali (Friend), I give him declaration of war. Among those acts through which My slave achieves My closeness, the most beloved are the Fardh (Compulsory) acts. My slave also achieves My closeness through the Nafil (Optional) deeds, till I make him into My beloved. When he becomes My beloved, I become his ears through which he listens, his eyes through which he sees, his hands by which he holds, his feet by which he walks. When he pleads to Me for anything I definitely bestow it on him. When he seeks refuge in Me from any bad deed, then I definitely save him from it."

"In the same manner, if the slave continuously adopts good deeds, then he indeed reaches that stage of which the Almighty Allah states that He becomes the slaves eye and ear. When the Magnificent Noor (Light) of Allah becomes the eye of the slave, then the slave perceives things near and distant. When this Light becomes the hand of the slave, then he, the slave, is then able to dispense with things easy and difficult, near and far."

"When My slave, becomes My beloved, then his words and attributes become the mirror of My Words and Attributes. Whatever he pleads for, I bestow it upon him. If he seeks refuge in Me, I protect him."

"I am for it (that is, I am that person who will intercede for you)."

O Muhammad! Raise your head. Speak you shall be listened to. Ask, it shall be given to you. Intercede, your intercession will be accepted."
Tauheed ki Iqsaam
Tauheed-e-Rabuubeyyat
Tauheed k iss darjay mein ye bunyaadi tasawwur hai k Allaah hi sab cheezon ko ‘adum say wajood mein laaya, uss say pehlay kuch nahein tha. Wo hi apni takhleeq ko qaim rakhay huay hai, aur Wo hi uss ko chala raha hai, baghair un ki ya un say apni kisi zaroorat k, aur wo bila-shirkat-e-ghairay iss kainaat ka aur iss mein rehnay waalon ka Maalik-o-Haakim aur Rab hai, aur Uss ki baadshahi ko haqeeqatan koi challenge kernay waala nahein. Arabi zubaan mein paida kernay waalay aur qaim rakhnay waalay k liay jo lafz istimal kiya jaata hai wo “ربوبية” hai (urdu mein Rabuubeyyat) jo bunyadi lafz Rab say akhaz kiya gaya hai. iss darjay k mutabiq chuunkay Allaah hi ki zaat haqeeqi taaqat hai, iss liay mukhtalif cheezon mein harkat aur taghayyir-o-tabaddul ki quwwat bhi Usi ki di hue hai. iss kainaat mein kuch nahein hota siwayay uss k jis ki Wo ijaazat day.

Quran ki Roshni mai
Rabuubeyyat k tasawwur ki bunyad mukhtalif Qurani aayaat mein milti hai. maslan Allah nay farmaaya hai:
“Allah hi Khaaliq hai har cheez ka aur Wohi hai har cheez per Nigraan”Surah Zumar, 39:62

“Allah nay paida kiya hai tum sab ko aur jo kuch bhi tum kertay ho”Surah Saaffaat, 37:96

“aur nahein phainki thi tum nay (wo raait un per) jab phainki thi tum nay, balkay Allah nay phainki thi.”Surah Anfal, 8:17

“nahein pohanchti koi museebat magar Allah ki ijaazat say.”Surah Taghabun, 64:11

“aay logo jo eemaan laayay ho, yaqeenan tumhari beewion aur oolaad mein say kuch aisay hein jo dushman hein tumhaaray, so hooshiyaar raho tum un say”Surah Taghabun, 64:14

matlab ye hai k zindagi ki khush-gawaar cheezon mein, insaan k Allah per eemaan k karday imtihaan hein aur isi tarha zindagi mein paish aanay walay khoof-naak waqi’aat mein bhi imtihaan hota hai jaisa k mandaja-zail ayat mein hai:
“aur Hum tumhein kisi qadar khoof aur bhook say aur maalon, jaanon aur phalon mein kami ker k zaroor aazmayein gay aur sabar kernay waloon ko khush-khabri day dijeyay.”Surah Baqarah, 2:155

Hadees ki roshni mai

Rasool Allah (sallallahu ‘alaihi wasallam) nay iss tasawwur ko mazeed wazaahat kertay huay farmaaya:
khabardaar raho iss baat say k agar tamaam dunya k loog jama ho ker bhi tumhaari kisi qisam ki koi madad kerna chahein to wo sirf itna hi ker sakein gay jitna k Allaah nay tumhaaray liay pehlay say likh rakha hai. isi tarha agar tamaam dunya k loog jama ho ker tumhein nuqsaan pohanchana chahein to wo utna hi nuqsaan pohancha sakein gay jitna k Allaah nay pehlay say tumharay liay likh rakha hai.Tirimidhi, Hadith#2516 (Mubashar Ahmed Rabbani)
pehnay huay hai. uss aadmi nay foran apnay kapron k andar haath daala aur ta’weez toor ker phaink diya, phir Aap (sallallahu ‘alaihi wasallam) nay uss say bai’t li. Uss k baad Nabi (sallallahu ‘alaihi wasallam) nay farmaaya: “jo koi bhi ta’weez gnday pehanta hai wo shirk kerta hai.”

Tauheed-ul-Asma-wa-Ssifaat
pehlay pehlu mein Allah k Asma-wa-Ssifaat ki ikaaee ko qaim rakhnay k liay Allah ka hawala sirf isi tareekay say diya jaayay jis tarha khud Allah nay aur Allah k Rasool (sallallahu ‘alaihi wasallam) nay wazeh kiya hai, baghair Allah k Asma-was-Ssifaat ki koi aur taaweel kiay, yani wazeh ma’ni k bijaayay usay koi aur ma’ni diyay. Misaal k toor per Allah nay Quran mein farmaya hai k wo kaafiron aur munafiqon say naraaz ho jata hai. Allah nay farmaya:

“aur takay un munafiq mardon aur munafiq auraton aur mushrik mardon aur mushrikah auraton ko azab dai jo Allah k baaray mein bad-gumanian rakhnay waalay hein, (darasal) unhein per buraae ka phaira hai, Allah un per naraz hua aur unhein la’nat ki aur un k liay jahannum tayyar ki aur wo (bohat) buri lotnay ki jaga hai.”Surah Al-Fath, 48:6

Ahadees ki Roshni mai
laikin Al-Ra`uuf jis ka matlab sab say ziada shafeeq aur Al-Raheem jis ka matlab sab say ziada meharbaan hai, insaanon k naam k toor per sirf usi waqt istimal ho saktay hein jab un say pehlay lafz “’abd” istimal kiya jayay, Abd-u-RRa`uuf ya Abd-u-RRaheem, kiunki makhsoos shakal mein ye uss a’la-o-kamil darjay ki numaindagi kertay hein jo faqat Allah ka haq hai. isi tarha aisay naam rakhnay say mana kiya gaya hai jaisay AbdurRasool, AbdunNabi, Abd-ul-Hussain waghairah. Isi asool ki bina per Nabi (sallallahu ‘alaihi wasallam) nay musalmanon ko mana kia k jo loog un k ikhtiyaar mein hein unhein Abdi (maira banda) ya Amati (mairi bandi) na kaha karein

Tauheed-ul-Ibadat

Tauheed k pehlay do darjon k wasee’ mafhoom k ba-wajood sirf un per mazboot eemaan hi Tauheed ki Islami zarooriyaat poora kernay k liay kaafi nahein hai. Tauheed-e-Rabuubeyyat aur Tauheed-ul-Asma-wa-Ssifaat k saath saath Tauheed k teesray takmeeli juz yani Tauheed-ul-Ibadat ko laazman shamil kiya jaana chaheyay takay Islam k mutabiq Tauheed ko mukammal kiya ja sakay. Iss nuktay ko iss baat say bhi taqweyyat milti hai k Allaah nay khud saaf toor per bayan farmaya hai k Allah k Nabi (sallallahu ‘alaihi wasallam) k zamaanay mein mushrikeen bhi Tauheed k pehlay do darjon k bohat say pehluon ki tauseeq kertay thay. Quran mein Allah nay Nabi (sallallahu ‘alaihi wasallam) say farmaya k buton ko poojnay waalon say keh dein:

Quran ki Roshni mai
“(un say) pooch koon rizq daita hai tum ko aasmaan say aur zameen say. Ya koon maalik hai daikhnay aur sunanay (ki quwwaton) ka aur koon nikaalta hai jaandar ko bay-jaan say aur (koon) nikaalta hai bay-jaan ko jaandar say aur kon intazam kerta hai tamam amoor ka? To wo zaroor kahein gay Allaah.”Surah Yunus, 10:31

kiya nahein tum jang karo gay aisay logon say, toord daalein jinhon nay apni qasmein aur qasad kia tha jila-watni kernay ka Rasool ko aur yahi wo hein jinhon nay ibtada ki thi tum per (ziadati kernay mein) pehli martaba. Kiya tum dartay ho aisay logon say? Haalankay Allah ziada mustahiq hai iss baat ka k daro tum Uss say agar ho tum (waqae) momin.”Surah Taubah, 9:13

Ahadees ki roshni mai
Tauheed-ul-Ibadat per yaqeen rakhnay aur tasdeeq kernay ki waja say ye zaroori hota hai k apnay aur Allaah k darmian har qisam k saalis say aur Allaah k saath doosron ko shareek thehraanay say inkaar kia jaayay. Agar koi murdon say dua kerta hai aur un say zinda logon ki zindagion per asar-andaaz honay ki, ya jo fout ho gayay hein un ki ruuhon per asar-andaz honay ki, tawaqqu rakhta hai to wo murdon ko Allah k saath shareek kerta hai, kiunki iss tarha ibadat Allah aur Uss ki makhlooq k darmiaan bat jati hai. Allah k Nabi (sallallahu ‘alaihi wasallam) nay bila-shak-o-shuba saaf saaf alfaaz mein farma diya hai: “dua ibadat hai”

sabha_khan40

TAWHEED... The very basis of the religion Islam is the faith & belief in Only One God – Allah.

It is the belief in One Almighty who is the Creator & God of Adam, Abraham, Budha, Moses, Jesus and Mohammad. (May peace be upon them). The Creator & God of all other Prophets & Saints, of every Man , of every Woman & Child.

This one God is the only Creator & King of the Universe, the Heavens, the Galaxies, Milky Way, Solar systems, all other planets & this humble Earth. The Creator of the Sun, Moon, Stars & the skies.

Allah is the only Creator of all creatures big & small. The microscopic organisms, the fish & all sea creatures, the insects, the birds & the beasts.

The Creator of Mountains, Forests, Trees, Bushes, Plants, Flowers or a mere seed.The Creator of the Oceans, Seas, Rivers & Lakes.

The Creator of Gold , Diamonds, Rubies, Pearl, Coal or a mere stone. He is the Creator of Minerals, Chemicals, Oil , Gases, Water & Springs. The Creator of Matter & Anti-matter & all things known & unknown !

It is this God - Allah that is the Greatest & Supreme that everyone of us must believe in, put our trust in, worship & ask for the fulfillment of all our needs & wishes, for every problem or anxiety big or small. It is He who has the power & resources to do Everything.

“ Nay, Allah is your Patron, Lord, Helper, Protector and He is the Best of Helpers “

Reference : The Holy Quran, Chapter: Al-Imran, Verse : 150

Allah is the Finest & the most Genius, He first created a Man – Adam from clay & then put a minute fraction of His own Spirit in Adam and brought him to life as a human being. We all know Adam is the first Man on Earth and rightly so, we don’t call him “the Son of God” considering he had no father or mother.

Then Allah,the Almighty created Eve . The miracle of the birth of Eve was such that she sprouted from the rib of Adam as a complete human being. We know Eve as the first Woman on Earth but we do not associate her as either the daughter of God nor the daughter of Adam considering she was also born through a miracle & had no biological father & mother.

The Magnificent & all powerful Allah can make such amazing things happen that we mere mortals with our mere intellect cannot even imagine.

“ The Originator of the Heavens and the Earth. When He decrees a matter, He only says to it : “BE” ! and it becomes. “

Reference : The Holy Quran, Chapter: Al-Baqarah, Verse : 117

For example how God blessed Prophet Abraham & his wife with a son called Isaac in very old age , the same as God blessed Zechariah a son John in old age.

Another example of God’s miracles is how he provided clouds in the skies as shades & heavenly food - “Mannah” for Prophet Moses & his people for 40 years!

The Almighty also provided heavenly food & fruits to Mary. She was the most noble & pious woman of her time who was visited upon by Angels bringing food & God’s messages to her. One of the Glad tidings to her was the promise of a Noble son who will be assigned to convey God’s message to mankind. Thus like the miracle of life as of Adam & Eve, another miracle of life came to be in the form of Jesus Christ who though was born from a mother’s womb but had no father.

“ Oh Mary ! Verily, God has chosen you, purified you from polytheism and disbelief and chosen you above the women of the mankind and the genie and gives you glad tidings of a son, held in honor in this world and in the hereafter and he will be one of the righteous “

Reference: The holy Quran, chapter: Al-imran, Verses: 42 – 46

As God is all powerful & all capable , creating such miracles in the form of human life was not a big task for Him considering how the Almighty was able to create this whole Universe as we know it & all its creatures in just six days! Therefore the importance of worshipping the One True God is the most logical & rightful thing.

“ Surely your lord is Allah who created the Heavens and the Earth in six days and then rose over the throne disposing the affairs of all things. No intercessor can plead with Him except after HIS permission. That is Allah , your Lord, so worship Him alone. “

whiteros

chhoti si koshish hai is task pe likhne ki dekhty hain kia hota hai
QURA'AN KREEMki surah ikhlas ki ayaat no 2 mainALLAH MIYAANapni zaat ki toheediyat beyaan krty huy frmata hai

Qul hu wala hu ahad

tarjuma
hum har zamana k musalman ko hukam dety hain ktu dusre logon se kehta chala jakeh (asal)bat ye hai k ALLAH apni zaat main AKELA hai

tafseer
mufrid k liy arbi zubaan main do alfaz use hoty hain WAHID aur AHUD
WAHID k maani hoty hain 1lekin bolny se dusry ki taraf zehen jata haiaur kehne wala samajhta hai k aik k bad do hai or do k bad teen hai-pas go ye lafz aik hony per dalalat krta hai magar ta'adad k imkan ko rad nahin krta-
is k khilaf AHAD k ma'ani hoty hain AKELA -aur akely k bad koi dokela nai kehta -pas is lafz k ma'ani ye hoty hain k is wajood k sath kisi aesy he dusre wajood ka koi imakan nahin
is surah main ALLAH MIYAN ko AHAD kaha geya hai- yani is ki toheed e kamil ka zikr kia geya hai aur bataya geya hai k ALLAH MIYAN apni zat main AKELA hai ye kheyal bhi nai kia jasakta k is qisam ki koi dusri zaat bhi hoge
pas is surah main is lafz k lane se ALLAH MIYAN ne apni kamil TOHEED ka aylan kr dia hai
wazy ho k QURAN E KREEM ki taleem ka asal maqsad yehi hai k khuda WAHOD O LASHAREEK hai
jesa keh kalma

LAILAHA ILULAHU
jo har waqt musalmano k wird e zubaan rehta hai isi ki taraf ishara krta haikiyon k ILAH-WALAH se mushtamikq hai aur is k ma'ani hainaesa mehbob e mashooq jis ki parastish ki jay-
ye kalma na toret ne sikhlaya na injeel ne
sirf QURAAN ne sikhlaya-aur ye kalma islam se aesa ta'aluq rakhta hai keh goya ISLAM ka tamga hai
yehe kalma panch waqt masajid k minaron main buland aawaz se kaha jata hai

jis se isaeeyat ki tasliseeyat parah parah aur hinduon k tamam but hoty maloom hoty hain yehe wajah hai k khuda ko wWAHID mannaaur mohabat k sath yaad krna aun k nazdeek gunah hai
ye ISLAM he ka khasa hai k subh hoty he islami mo'azan bulaand aawaz se kehta hai

ASH'HADO ANLAILAHA ILULAHU
ya'ni
main gawahi deta hun k koi humara piyara aur mehboob aur ma'bood bajuz ALLAH k nahin phir dopeher k bad yehe aawaz islami masajid se ati hai aur phir asar ,magrib aur isha ko bhi yehi aawaz gunjti hui aasman ki taraf chadh jati hai
kia dunia main kisi aur mazhab main bhi ye nazara dikhai deta hai???

wahid hai lashareek hai aur lazawal hai
sab mot ka shikar hain aus ko fana nahin
@TM

hoorain

Asma24

*khushi*

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513

waliekum assalam mashaallah bht bht pyari sharing hy sbki very beautifull
sab ki mehnat bht umda hy jazakallah khair :)

all the best every participents..:)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,205
24,155
1,313

waliekum assalam mashaallah bht bht pyari sharing hy sbki very beautifull
sab ki mehnat bht umda hy jazakallah khair :)

all the best every participents..:)
jee sahi kaha aap ne
sab ne dil se mehnat ki hai :)
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Salam Alikum...

Sab members ko itni achi kawish par tah e dil se mubarak..

mashAllah sab ki posts bahut hi achi aur informative hen..

now we shall wait for the results..

thanks a lot to all who shared this sheer knowledge..

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,205
24,155
1,313
Salam Alikum...

Sab members ko itni achi kawish par tah e dil se mubarak..

mashAllah sab ki posts bahut hi achi aur informative hen..

now we shall wait for the results..

thanks a lot to all who shared this sheer knowledge..

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
shukran bro
aur apse umeed hai ke aage ke rounds me zaroor hissa lenge inshAllah
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
32
Karachi,PK
Wa'alaikum assalam thanks for posting sharings at here bro

jazaKALLAH khair subki sharing bariya aur kamaal ki hai

pc se aa ker insha'ALLAH poora poora parhunga aur

ilm me izafa hoga ameen

ALLAH aap subko jazaye khair ata kare Ameen!!
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,205
24,155
1,313
Wa'alaikum assalam thanks for posting sharings at here bro

jazaKALLAH khair subki sharing bariya aur kamaal ki hai

pc se aa ker insha'ALLAH poora poora parhunga aur

ilm me izafa hoga ameen

ALLAH aap subko jazaye khair ata kare Ameen!!

Aameen summa Aameen
jee zaroor parhna aur logon ka hausla bhi barhana
aur aap bhi next round me hissa lene ki koshish karna
hame to umeed thi aap hissa loge par pata nahi kyun nahi liye
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
32
Karachi,PK

Aameen summa Aameen
jee zaroor parhna aur logon ka hausla bhi barhana
aur aap bhi next round me hissa lene ki koshish karna
hame to umeed thi aap hissa loge par pata nahi kyun nahi liye
Ji bhai humein bhi iraada tha per pc net na hone per
jese aap ko bhi pata hai ke theek se kuch search
nahin kar paate mobile se plus jis masjid ke imam
se rabita rehta hai aur mutaffiq ilm wale jo lagte
hain woh bhi masroof the so is liye hissa lena mumkin
nahin huwa khair agar aate auqaat mein ALLAH ne
chaha to zaroor hissa lengein bhai jan:)
 
Top