Chal Insha Apne Gaon Mein

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Awal Hamd Sana Ilahi Jo Malik har har da
Us da Nam chitaran wala kise medan nai harda
mallaah apne bazawon ki pori quwat se chappo chalate huve nihayat ijz se yeh kalaam parh raha tha,safaid baadal aasam pe idhr udhr bikhre huve the,fzaaon me char su bikhra sakoon aur parindon ki surili aawazen Qudrat k husn ka muh bolta mazhar the, nadi me dhire dhire behta pani,terti safaid btakhen aur nadi k kinaron pe lge khile phool aur perh dil'kash manzr pesh kar rahe the,nadi k ek simat bane kache ghar yahan ke basiyon k saada rehan sehan ka pata dete the.
sar pe ghare uthaye kache raston se hoti huvi gaaon ki larkiyan kunwen se pani bharne ja rahi thin,nadi ki pul se guzarte huve Bina ki nazr bargad k bhurhe drakht pe pari thi jahan gulehriyan idhr udhr athkeliyan kar rahi thin,dekh zra kitni bhali lg rahi hain na ..us ne muskarate huve kaha tha,,
Rab Sonhe ne b kya kya makhlooq bnai hai is duniya me..k bande ki aqal b dhang reh jati hai.. ! Rubi ne tashkur bhari nazron se dekhte huve kaha tha
sahi kehti hai tu..Rab Sohne k kam wohi jane..ab dekho bhala yeh bhurha pairh barson se har aane jane wale k liye thandi methi chaon deta hai,bhala mans sa..Bina ne kaha ..
meray Abba kehte hain k bhale lok b in perhon jese hote hain jo auron k liye chaaon ki tarha hote hain,Un se dosron ka bhala hota hai,na woh apne Rab sohne se koi shikwa karte hain aur na hi unhe bandon se koi shikayat !..har haal me Rab se raazi rehte hain..Rubi ne use bataya
pata hai mere Veer ki nokri pakki ho gai hai shear(shehar)me,mai ne suna hai shear bot vadda(bara) hota hai,wahan pakke makan hote hain bari bari sarken,..Bina ese bol rahi thi jese kisi dosri duniya ki baat kar rahi ho..
ek gal ty dass Bina(ek baat to batao) tu agar shear chali jaye gi to mere sath ghara bharne kon aaye ga bhala? Rubi ne us ki tarf udas nazron se dekha tha
pata nai..jo Rab sohne di marzi..bina soch me par gai

loye loye bhar ly kuriye je tud bhanda parna
sham payi bin sham muhamad ghar jandi ne darna
(larki jaldi se apna bartan(nama-e-amal) bhar ly,(zindgi ki)sham hone ko hai phir tujhe ghar(qabr) me jate huve dar lge ga)
in lazfon k piche zindgi ki ek haqiqat thi..mallaah ki aawaz in k kano me pari to woh dono kuwen ki tarf barh'hin.

maazi k manzr dhulde hote huve akhir gaib ho gaye us ne khirki kholi jahan haal us k samne tha.khirki se bahir shehar me har soo zindagi ka hangama tha magr zindgi apne asal mafhoom se khaali thi ..aadmiyon ka ik hajoom tha lekin insan kahin kho gaya tha.nafsa nafsi k aalam me jadeediyat k is dor me Insaniyat maadiyat'parasti k malbe tale dab rahi thi,yahan dukh sukh bantne k liye waqt na tha..ehsas mar raha tha..bhore saya dar darakhto k sath sath thandi methi chaon dene wale log b ab yahan k basiyon ko bhoj mehsos hone lge the,saadgi aur hayaa kisi purane zamane ki baat lgti thi..yeh jiddat hai..is bheerh me insan kho gya hai..
us ne khirki band ki aur zair-e-lab kaha tha.

CHAL 'INSHA' APNE GAON MEIN
Yahan ujlay ujlay roop Bohot
Per asli kam Behroop Boht
Us pair k neechy kia rukna
Jahan saya km ho dhoop Boht
Chal Insha Apne Gaon Mein
Bethein gay sukh ki chhaon men
kyu teri Ankh sawali hai
Yahan her ik Baat nirali hai
Is dais Basera mat kerna
Yahan muflis hona gaali hy
Chal Insha Apne Gaon Mein
Jahan sachay rishtay yaro k
Jahan wadey pakay pyaro k
Jahan ghongat zewar naron k
Jahan jharne komal sur wale
Jahan saz bajen bin taron k
Kre sjda wafa b paon mein
"CHAL INSHA APNE GAON MEIN"
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

Really heart touching
poora insaf kiya manzar k saath !
itni pyaari tehreer pe aap k liye dhairon daad aur naik tamannayian :-bd :)
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI

Zabardest Annaya ..:-bd , bht khoob par kar maza aia ,
 
whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866

wowwwwwww
une to zabardast likh b li yaraa:) .......................m:confused:
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
sory 4 late..bht bzi te...

beautiful kahani anno...nd choti c kahani but barpor msg...wow,,,,,,,,,,best of luck..
 
Aayat

TM Star
Dec 9, 2011
1,020
737
613

MAsha ALLAH booohat hi khobsoorat likha ap ne sis

specially kalaam ko jis tarha ap ne use kia kahani mai bht hi acha laga aur last mai nazam ko title k sath attach krna bht hi acha laga

aur manzar k sath bht achi lg rhi hai kahani !

Best of luck :)
 
Top