Mera Piyara Gaon :)

  • Work-from-home

Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
29
Peshawar
samay tehra howa sa hai hamary gaon mei ab tak
wahe payal wahi cham cham wahi darya porana hai
Asalam o alaikum
Shuru Allah key naam sey jo barha Meyharbaan Neyhayat Reyham wala hai...

Waqt e sehr se chand auqaat qabal khulne waali aankhen
bedaar hoti Aisha apni dono behnon ko jagane ke liye
jaa rahi hai jinhen pata hai waqt e fajar qareeb hai
jisse pehle kaam kaaj se ke liye saman taiyar rakhna hai
ke namaz ke baad sub kaam ba asaani ho jaayen
baad e namaz naashte ki taiyari me masroof Aisha Iqra
aur Afreen kaam karte karte achhe sakhion ki taraf
guftagoo se bhi faraghat nahin paatin choonke Iqra
subse choti hote huwe aaj ek sawal kar bethi bare
behnon se ke hum se shehr wali larkiyan ki darja
khushi ki zindagi basar karte hain unhein shauq ke liye
kitni cheezen mayassar hoti hain aur unke mad e muqabil
humen kuch bhi nahin naseeb
is waqt wo dono apas me baat cheet karty karty is soch me gum hain k akhir wo kis tarz ki zindgi g rahi hain. Iqra to bas isi baat per zor dy rahe k wo roz mara k uokaat-kar sy ukta gai hai. agar wo sher me hoten to dosri larkion ki tarha un ko be aish o ishrat ki zindagi naseeb hoti. is per Aisha kahti hai k ye to har ek shakhs pe muhassir hota hai k wo apni zindagi kis andaz sy basr karti hai. hamen apney halaat ko ilzam nahi dena chahye. or waisy be jaga chahe kaisi be q na ho ye to har insaan ki apni soch hai jo us ko asaish o aram sy hamkinar krti hai.
Afreen jo ye guftagu bary khamoshi sy sun rahi the ab guya hui k mahool baht asr rakhta he insaani soch pe. jab Iqra ne daikha k Afreen be usi ki tarf dari me baat kr rahe hai to us ne ek bar phr kaha k shehr ki larkian apni marzi ki maleq hoti hain. un ko zindagi un k apny andaaz se jeeny ka haq hasil hota hai. or ham gaun wali larkian bas apny waladen k banaye usulon pe he chalti rahti hain. ye to kowen k mandak ki c zindagi he.
tab Aiasha ne kaha k ye tamam saholiyat to gaun me be mayessir hain. or waisy b hamary gharano mei to is tarha ki soch ni rakhta or hamary waladein ne ham sab ko taleem hasil krny ki ijazat be dy rakhi hai.
is per Iqra boli wo to theak he lekin ham wo sab nai kr saktien jo shaher ki larkian kr sakti hain.
Aiasha ne kaha k shehr ki fiza me wo tazgi ni hoti jo k gaun ki fiza me hoti hai wo hussan.e.saluk or rawangi shehr me nai hoti.
is per Iqra ne kaha shehr k logon ko bht ko masroofiyat.e.zindagi ki waja se waqt ni milta. is ki kami ko pura krny k lye un k pas hasptal or dosri zindagi bakhsh sahuliaat mayasr hoti hain.
Tab Aisha ni kaha meri piyari behno meri baath sono
ye hai hamara piyara gaun yaha jo log rehti hai vo es bath ko ba khobi janti hai ki gaun mei subh murghi ki pehli azan ki sath hi ho jate hai.
tamam log oth ti hai namaz padhni ki baad apni apni kamo mei mashghul hojati hai.
koi bartan othay behsoon ka dood dohni jarahi hoti hai ,koi chara kantni jarahi hote hai ,ya koi kowen si pani lani jarahi hote hai,eki elawa agr koi subh namaz padhni ki baad khuli hawa mei nekli tu mashallah kiya nazara hota hai har taraf sabza hi sabza jes ko dek ni sy ankho ko sakoon melta hai or rooh tak sar shaar hoti hai.
gaun mei zindagi apni asal surat mei nazar aygi,gaun mei agr kesi ki ghar mei koi masla ho to pora gaun onki dukh dard mei shareek hota hai jaisi ki kesi ek fard ya ek ghar ka masla nahe pori gaun ka masla ho ese tarha khushi ki mamli mei be hai jab kesi ek ghar mei shadi bheya ho to pora gaun ekattha hojata hai nawjawan melki khod dhoom masti karti hai,
gaun mei buzorgoon ka ehtiraam kiya jata hai.
gaun ki log sheher mei rehni walo si ziyada sehat mand or tawana hoti hai.
gaun ki log bohot mehmaan nawaz hoti hai dil kholki mehmaan nawazi karte hain.
eski bar aks shehri logo ki zindagi dek le taman nahe tu kafi had tak log subha der si oth te hai
shaher ki fiza be aloda hote hai,eski elawa onko ek dosri ka ehsaas be nahe hota or ek dosre ko jante be nahe.ek dosre ki dukh dard mei shareek be nahe hote balki shaher ki log apni aap mei etne maghan hoti hai ki onki pass waqt hi nahe hota k apni elawa kese or ki taraf dekhin
tu khulasa ye ki hamara piyara gaon har lehaaz si acha hai :)
Mera piyara gaon
ye sar sabz khet,ye lehlahate wadiyaan
maa ki anchal ka saya lagi ye chahpar ki chaoon
baghoon mei khehlkhelati baliyaan
haseen hogay dunya bohot jannat lagi mujhi apna gaon
sardi ki mousam ki ye narm si dhoop
vo khasta haal methi ka mera kacha sa ghar
be garaz insaniyat ka ye mohnaa sa roop
sarapa gurbat ki daastaan thi jeski baam o dar
har ghar bayaan kary gurbat ki kahani
vo anghan ki per taly maa ka khana bana na
ye raat ki sard hawaoon ki son sonahateen
vo maa ka bacho ko apni aghosh mei chopana
vo ghar ki chokat pi jalta ek nanha sa diya
raah chalto ko banti raat bhar apni ziyaan
ye meri gaon ki haseen chandi ni raat
na jani kion jagay hai meri jazbaat
kahein door si ati hoy chaki ki awaz
khwah ma khwah chery hai meri dil ki saaz
 
Menaz

Active Member
Aug 10, 2012
481
275
563
1155_4245_9199.gif
Utho kr zulmate shab ko tamam karna hai.....
Saharan pur kehne ko to sirf aik chota sa gaon tha lekin uske qudrati manazir
is qadar khubsurat the ke dekhne waale ko kisi aur hi duniya ki ser kara dete...
Sarsabzo shadab khushamdid kehte darakht,neelgu aasmaan ki chadar jisme udne waale
parinde goya dekhne waale ko bhi udne ki dawat de rahe hon....
Aur gaon ki khubsurti ko dobala karti nadi..............
jisme tairti batkhe aisi maalum hoti goya paani men taairte safaid rui ke gaale...
Nadi ................jo na sirf is gaon ki khubsurti ko char chan lagati ,balke saalo se is gaon ke
beshtar logon ko rozgar bhi faraham karti thi....
gaon ke log isme kashti chala kar apni rozi roti ka intzaam karte the...
Yun to gaon ke log behad mukhlis aur milansaar log the lekin unme andhi taqled behad aam thi....
ab is kuen ko hi le lijeye.....kaha jata hai ki....
Saalo pehle ki hai ye baat
aik raja ka tha is gaon main raaj paat
raja tha bohat ghamandi
khane main use pasand thi bhindi
raja ne aik din darbaariyon ki dawat bulawai
aur bawarchi se wohi bhindi pakwai
najane us din bawarchi ko kya sujhi
kehne kaga kyun na khilaun main raja ko loki aur suji
junhi dawat par khana lagane ka waqt aaya
raja ne sabse pehle wohi bhindi mangwaya..
bhindi na paakar raja hua aaga bagola
aur kehne laga.....
tujhe zaroor milegi is galti ki saza..
raja ne apne gusse ko is tarah undela
sipahiyyon se keh kar bawarchi ko kuen men dhakela
bechara bawarchi cheekhta raha chillata raha..
bhindi na pakane ki itni dard nak saza paata raha
aakhir kaar bawarchi ki cheekhe ho gayi us kuen men gum
aur us din se ye kuan kehlaya jaane laga bad shagun....
Bas phir kya tha logon ne us kuen ke paani lena to dur uske paas se
guzarna tak tark kardiya...kuch hi dino main aik bachcha khelte khelte us kuen men ja gira..
bas phir kya tha gao waalon ka yaqeen to aur pukhta hogaya ke zaroor
us bawarchi ki rooh is kuen ke aas paas hi bhatakti hai..
Kiran us gaon ki bashaura aur padhi likhi ladki thi...use in bhoot pret ki baato par
kabhi yaqeen na hua tha..Aaj to usne qataee irada kar liya tha ke wo is kuen se zaroor pani bhar laegi...
aur to aur usne apni saheliyon ko bhi tayyaar karliya tha....ke wo bhi uske saath chale..
par pul par pohanchte hi unki himmat jawab de gayi,aur wo khud to wahin pul ke paas theher gayin...
aur use bhi na jane ka mashwora dene lagin...
kiran ab bhi kuen ki janib rawa dawa thi...
zehen men ye azm liye ke....
Utho ke zulmate shab ko tamaam karna hai..
ik naee subh ka aihtamaam karna hai...
uski saheliyan ab bhi muntazir hain kisi anhoni ki.....
aap ko kya lagta hai kya ye mumkin hai??????
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

awwww MASHAALLAH soo sweet bohat acha likha aap ne
GUD LUCK :-bd
 
hahaha woww interesting bhae​
bohat dilchasp andaaz may bohat zabardast tehreer likhi aap ne​
GUD LUCK :-bd
magar ye aap ne yahan share nhi karni​
is section may alag se thread lgayain :)
[DOUBLEPOST=1347102274][/DOUBLEPOST]
wah jeee wah bohat khoooob @Khwahish @sweeet-girl
aap ki kidar hay?
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

bohat shukriya ki aaap ko pasand aaya....
pata hai kal hi raat men mene likhi thi....
to ab us section men lagane ke liye dobara likhna hoga kya???
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
bohat shukriya ki aaap ko pasand aaya....
pata hai kal hi raat men mene likhi thi....
to ab us section men lagane ke liye dobara likhna hoga kya???
arre nhi nhi isse copy karain aur thread may paste kar dain
thread lgane k liyehelp chahiye aapko?
 
Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
29
Peshawar
Utho kr zulmate shab ko tamam karna hai.....
Saharan pur kehne ko to sirf aik chota sa gaon tha lekin uske qudrati manazir
is qadar khubsurat the ke dekhne waale ko kisi aur hi duniya ki ser kara dete...
Sarsabzo shadab khushamdid kehte darakht,neelgu aasmaan ki chadar jisme udne waale
parinde goya dekhne waale ko bhi udne ki dawat de rahe hon....
Aur gaon ki khubsurti ko dobala karti nadi..............
jisme tairti batkhe aisi maalum hoti goya paani men taairte safaid rui ke gaale...
Nadi ................jo na sirf is gaon ki khubsurti ko char chan lagati ,balke saalo se is gaon ke
beshtar logon ko rozgar bhi faraham karti thi....
gaon ke log isme kashti chala kar apni rozi roti ka intzaam karte the...
Yun to gaon ke log behad mukhlis aur milansaar log the lekin unme andhi taqled behad aam thi....
ab is kuen ko hi le lijeye.....kaha jata hai ki....
Saalo pehle ki hai ye baat
aik raja ka tha is gaon main raaj paat
raja tha bohat ghamandi
khane main use pasand thi bhindi
raja ne aik din darbaariyon ki dawat bulawai
aur bawarchi se wohi bhindi pakwai
najane us din bawarchi ko kya sujhi
kehne kaga kyun na khilaun main raja ko loki aur suji
junhi dawat par khana lagane ka waqt aaya
raja ne sabse pehle wohi bhindi mangwaya..
bhindi na paakar raja hua aaga bagola
aur kehne laga.....
tujhe zaroor milegi is galti ki saza..
raja ne apne gusse ko is tarah undela
sipahiyyon se keh kar bawarchi ko kuen men dhakela
bechara bawarchi cheekhta raha chillata raha..
bhindi na pakane ki itni dard nak saza paata raha
aakhir kaar bawarchi ki cheekhe ho gayi us kuen men gum
aur us din se ye kuan kehlaya jaane laga bad shagun....
Bas phir kya tha logon ne us kuen ke paani lena to dur uske paas se
guzarna tak tark kardiya...kuch hi dino main aik bachcha khelte khelte us kuen men ja gira..
bas phir kya tha gao waalon ka yaqeen to aur pukhta hogaya ke zaroor
us bawarchi ki rooh is kuen ke aas paas hi bhatakti hai..
Kiran us gaon ki bashaura aur padhi likhi ladki thi...use in bhoot pret ki baato par
kabhi yaqeen na hua tha..Aaj to usne qataee irada kar liya tha ke wo is kuen se zaroor pani bhar laegi...
aur to aur usne apni saheliyon ko bhi tayyaar karliya tha....ke wo bhi uske saath chale..
par pul par pohanchte hi unki himmat jawab de gayi,aur wo khud to wahin pul ke paas theher gayin...
aur use bhi na jane ka mashwora dene lagin...
kiran ab bhi kuen ki janib rawa dawa thi...
zehen men ye azm liye ke....
Utho ke zulmate shab ko tamaam karna hai..
ik naee subh ka aihtamaam karna hai...
uski saheliyan ab bhi muntazir hain kisi anhoni ki.....
aap ko kya lagta hai kya ye mumkin hai??????
v nice sis
aapni bohot acha likha hai
best of luck :)
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
mere dimagh ke tehatush shaur mai.... udhar phansi hoi hai :s
hain...agaq quit kiya to chorungi nhi shb bhaya /:)[DOUBLEPOST=1347102836][/DOUBLEPOST]
hmmmm chahiye aap karengi na sis.....
of course
jo section ka maine link diya uspe click karain
upper ri8 cornet may option hoga post new thread ,,us pe click karain,,
jo pahe open hoga us may ooper title likha hay wahan ani story ka naam likhain

aur neeche aik khaali box hay us may aap kuc mat karain sirf dots lga dain ,,aapkis tory main udhar paste kar deti hun filhaal baqi details aapko pm kar dungi phir aapko khud lgana aa jaayega INSHAALLAH :)
 
  • Like
Reactions: Khwahish

Jiya.

TM Star
Jan 1, 2011
7,370
4,268
113
•°Karachi
samay tehra howa sa hai hamary gaon mei ab tak
wahe payal wahi cham cham wahi darya porana hai
Asalam o alaikum
Shuru Allah key naam sey jo barha Meyharbaan Neyhayat Reyham wala hai...

Waqt e sehr se chand auqaat qabal khulne waali aankhen
bedaar hoti Aisha apni dono behnon ko jagane ke liye
jaa rahi hai jinhen pata hai waqt e fajar qareeb hai
jisse pehle kaam kaaj se ke liye saman taiyar rakhna hai
ke namaz ke baad sub kaam ba asaani ho jaayen
baad e namaz naashte ki taiyari me masroof Aisha Iqra
aur Afreen kaam karte karte achhe sakhion ki taraf
guftagoo se bhi faraghat nahin paatin choonke Iqra
subse choti hote huwe aaj ek sawal kar bethi bare
behnon se ke hum se shehr wali larkiyan ki darja
khushi ki zindagi basar karte hain unhein shauq ke liye
kitni cheezen mayassar hoti hain aur unke mad e muqabil
humen kuch bhi nahin naseeb
is waqt wo dono apas me baat cheet karty karty is soch me gum hain k akhir wo kis tarz ki zindgi g rahi hain. Iqra to bas isi baat per zor dy rahe k wo roz mara k uokaat-kar sy ukta gai hai. agar wo sher me hoten to dosri larkion ki tarha un ko be aish o ishrat ki zindagi naseeb hoti. is per Aisha kahti hai k ye to har ek shakhs pe muhassir hota hai k wo apni zindagi kis andaz sy basr karti hai. hamen apney halaat ko ilzam nahi dena chahye. or waisy be jaga chahe kaisi be q na ho ye to har insaan ki apni soch hai jo us ko asaish o aram sy hamkinar krti hai.
Afreen jo ye guftagu bary khamoshi sy sun rahi the ab guya hui k mahool baht asr rakhta he insaani soch pe. jab Iqra ne daikha k Afreen be usi ki tarf dari me baat kr rahe hai to us ne ek bar phr kaha k shehr ki larkian apni marzi ki maleq hoti hain. un ko zindagi un k apny andaaz se jeeny ka haq hasil hota hai. or ham gaun wali larkian bas apny waladen k banaye usulon pe he chalti rahti hain. ye to kowen k mandak ki c zindagi he.
tab Aiasha ne kaha k ye tamam saholiyat to gaun me be mayessir hain. or waisy b hamary gharano mei to is tarha ki soch ni rakhta or hamary waladein ne ham sab ko taleem hasil krny ki ijazat be dy rakhi hai.
is per Iqra boli wo to theak he lekin ham wo sab nai kr saktien jo shaher ki larkian kr sakti hain.
Aiasha ne kaha k shehr ki fiza me wo tazgi ni hoti jo k gaun ki fiza me hoti hai wo hussan.e.saluk or rawangi shehr me nai hoti.
is per Iqra ne kaha shehr k logon ko bht ko masroofiyat.e.zindagi ki waja se waqt ni milta. is ki kami ko pura krny k lye un k pas hasptal or dosri zindagi bakhsh sahuliaat mayasr hoti hain.
Tab Aisha ni kaha meri piyari behno meri baath sono
ye hai hamara piyara gaun yaha jo log rehti hai vo es bath ko ba khobi janti hai ki gaun mei subh murghi ki pehli azan ki sath hi ho jate hai.
tamam log oth ti hai namaz padhni ki baad apni apni kamo mei mashghul hojati hai.
koi bartan othay behsoon ka dood dohni jarahi hoti hai ,koi chara kantni jarahi hote hai ,ya koi kowen si pani lani jarahi hote hai,eki elawa agr koi subh namaz padhni ki baad khuli hawa mei nekli tu mashallah kiya nazara hota hai har taraf sabza hi sabza jes ko dek ni sy ankho ko sakoon melta hai or rooh tak sar shaar hoti hai.
gaun mei zindagi apni asal surat mei nazar aygi,gaun mei agr kesi ki ghar mei koi masla ho to pora gaun onki dukh dard mei shareek hota hai jaisi ki kesi ek fard ya ek ghar ka masla nahe pori gaun ka masla ho ese tarha khushi ki mamli mei be hai jab kesi ek ghar mei shadi bheya ho to pora gaun ekattha hojata hai nawjawan melki khod dhoom masti karti hai,
gaun mei buzorgoon ka ehtiraam kiya jata hai.
gaun ki log sheher mei rehni walo si ziyada sehat mand or tawana hoti hai.
gaun ki log bohot mehmaan nawaz hoti hai dil kholki mehmaan nawazi karte hain.
eski bar aks shehri logo ki zindagi dek le taman nahe tu kafi had tak log subha der si oth te hai
shaher ki fiza be aloda hote hai,eski elawa onko ek dosri ka ehsaas be nahe hota or ek dosre ko jante be nahe.ek dosre ki dukh dard mei shareek be nahe hote balki shaher ki log apni aap mei etne maghan hoti hai ki onki pass waqt hi nahe hota k apni elawa kese or ki taraf dekhin
tu khulasa ye ki hamara piyara gaon har lehaaz si acha hai :)
Mera piyara gaon
ye sar sabz khet,ye lehlahate wadiyaan
maa ki anchal ka saya lagi ye chahpar ki chaoon
baghoon mei khehlkhelati baliyaan
haseen hogay dunya bohot jannat lagi mujhi apna gaon
sardi ki mousam ki ye narm si dhoop
vo khasta haal methi ka mera kacha sa ghar
be garaz insaniyat ka ye mohnaa sa roop
sarapa gurbat ki daastaan thi jeski baam o dar
har ghar bayaan kary gurbat ki kahani
vo anghan ki per taly maa ka khana bana na
ye raat ki sard hawaoon ki son sonahateen
vo maa ka bacho ko apni aghosh mei chopana
vo ghar ki chokat pi jalta ek nanha sa diya
raah chalto ko banti raat bhar apni ziyaan
ye meri gaon ki haseen chandi ni raat
na jani kion jagay hai meri jazbaat
kahein door si ati hoy chaki ki awaz
khwah ma khwah chery hai meri dil ki saaz
Walykumaslam..​
very nyc written khwahish :-bd
and names bi baray achy rkhy k aisha ,iqra and afreen ;;)
nd waisy iqra to mera name hy :D
very nicle written :-bd
keep it up :)
 
  • Like
Reactions: Khwahish

Raat ki Rani

Super Star
May 26, 2011
9,376
1,452
413
wow very nice story khwahish
aapne bht ache tareeke se apne gaon ko bayan ki hain es kahani me
mujhe aapke shair k kuch lines bht ache lage
ye raat ki sard hawaoon ki son sonahateen
vo maa ka bacho ko apni aghosh mei chopana
vo ghar ki chokat pi jalta ek nanha sa diya
raah chalto ko banti raat bhar apni ziyaan
ye meri gaon ki haseen chandi ni raat
na jani kion jagay hai meri jazbaat

welldone
:-bd
 
  • Like
Reactions: Khwahish

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi

woww boht hi pyari story likhi hai khaas ker poetry boht achi hai[DOUBLEPOST=1347170426][/DOUBLEPOST]
Utho kr zulmate shab ko tamam karna hai.....
Saharan pur kehne ko to sirf aik chota sa gaon tha lekin uske qudrati manazir
is qadar khubsurat the ke dekhne waale ko kisi aur hi duniya ki ser kara dete...
Sarsabzo shadab khushamdid kehte darakht,neelgu aasmaan ki chadar jisme udne waale
parinde goya dekhne waale ko bhi udne ki dawat de rahe hon....
Aur gaon ki khubsurti ko dobala karti nadi..............
jisme tairti batkhe aisi maalum hoti goya paani men taairte safaid rui ke gaale...
Nadi ................jo na sirf is gaon ki khubsurti ko char chan lagati ,balke saalo se is gaon ke
beshtar logon ko rozgar bhi faraham karti thi....
gaon ke log isme kashti chala kar apni rozi roti ka intzaam karte the...
Yun to gaon ke log behad mukhlis aur milansaar log the lekin unme andhi taqled behad aam thi....
ab is kuen ko hi le lijeye.....kaha jata hai ki....
Saalo pehle ki hai ye baat
aik raja ka tha is gaon main raaj paat
raja tha bohat ghamandi
khane main use pasand thi bhindi
raja ne aik din darbaariyon ki dawat bulawai
aur bawarchi se wohi bhindi pakwai
najane us din bawarchi ko kya sujhi
kehne kaga kyun na khilaun main raja ko loki aur suji
junhi dawat par khana lagane ka waqt aaya
raja ne sabse pehle wohi bhindi mangwaya..
bhindi na paakar raja hua aaga bagola
aur kehne laga.....
tujhe zaroor milegi is galti ki saza..
raja ne apne gusse ko is tarah undela
sipahiyyon se keh kar bawarchi ko kuen men dhakela
bechara bawarchi cheekhta raha chillata raha..
bhindi na pakane ki itni dard nak saza paata raha
aakhir kaar bawarchi ki cheekhe ho gayi us kuen men gum
aur us din se ye kuan kehlaya jaane laga bad shagun....
Bas phir kya tha logon ne us kuen ke paani lena to dur uske paas se
guzarna tak tark kardiya...kuch hi dino main aik bachcha khelte khelte us kuen men ja gira..
bas phir kya tha gao waalon ka yaqeen to aur pukhta hogaya ke zaroor
us bawarchi ki rooh is kuen ke aas paas hi bhatakti hai..
Kiran us gaon ki bashaura aur padhi likhi ladki thi...use in bhoot pret ki baato par
kabhi yaqeen na hua tha..Aaj to usne qataee irada kar liya tha ke wo is kuen se zaroor pani bhar laegi...
aur to aur usne apni saheliyon ko bhi tayyaar karliya tha....ke wo bhi uske saath chale..
par pul par pohanchte hi unki himmat jawab de gayi,aur wo khud to wahin pul ke paas theher gayin...
aur use bhi na jane ka mashwora dene lagin...
kiran ab bhi kuen ki janib rawa dawa thi...
zehen men ye azm liye ke....
Utho ke zulmate shab ko tamaam karna hai..
ik naee subh ka aihtamaam karna hai...
uski saheliyan ab bhi muntazir hain kisi anhoni ki.....
aap ko kya lagta hai kya ye mumkin hai??????
woww sweet u ki kahani b boht achi hai lekin apne apni kahani khuwahish ke thread main kyun post kardi apna alag thread creat krti na kher gud story
 
  • Like
Reactions: Khwahish
Top