Facts And Advices For Those Who Afraid Of Jinnat!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
You should know that the Jinn are a creation of Allah, but they are of a lesser grade than human beings. Sheikh Abû Bakr al-Jazâ’irî said: “Even the Muslim Jinn are lower in dignity and honor than human beings. Allah says: “We have honoured the sons of Adam; provided them with transport on land and sea; given them for sustenance things good and pure; and conferred on them special favours, above a great part of Our Creation.” [Sûrah al-Isrâ’: 70]

Such honor was never mentioned for the Jinn in Qur’an or Sunnah. Hence, humans are more honorable than the Jinn. The Jinn know this fact and feel inferior in front of people. That is why when people seek refuge with them, it makes them they feel so proud and arrogant.(AL-jin:6)

You should know that the Jinn fear humans, particularly people with strong faith in Allah. It was related that the Jinn were frightened of `Umar and Abû Hurayrah.

Ibn Abî al-Dunyâ related that Mujâhid said: “While I was praying one night, somebody from among the Jinn, resembling a boy, stood in front of me and when I tried to grab him he jumped over the wall and I heard the noise of his fall. Then he never approached me again.” Then he said: “They (the Jinn) fear you as you fear them. But they fear you more than you fear them. If someone is approached by one of the Jinn, he should not fear him. Otherwise, they will pounce on him. But, if he confronts them, they will flee.” [Wiqâyah al-Insân min al-Jinn wa al-Shaytân page 33]

You should not fear the Jinn. Allah says: “It is only the Satan that suggested to you the fear of his votaries: be ye not afraid of them, but fear me if ye have faith” [Sûrah Al-`Imrân: 175]

In order to get rid of your fear of the Jinn,Advice for you to employ the following procedures:

1. Seek help from Allah and frequently seek refuge with him from Satan and his helpers from among the Jinn.

2. Be steadfast in praying on time.

3. Always read the prescribed remembrances of the morning and the evening, the remembrance before sleeping, and the other well-known remembrances.

4. Read or at lest listen to Sûrah al-Baqarah in full at least once every three days.

5. Read Ayah al-Kursî daily and particularly before going to bed. This is sure protection from the Jinn.

6. You have to abide strictly by Islamic teachings by doing what is permitted and avoiding what is sinful.

7. Offer sincere supplications to Allah to remove from you such unfounded fears and to protect you from evil and provide you with all manner of good.

And Allah knows best.

@Sabah
@Nelli
@Zee Leo
@Don
@RedRose64
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
making me read this post 4 am in the morning and try to kill my fear..
Bad Idea !! lol .. will read this in day light . InshAllah lol
 
  • Like
Reactions: hoorain

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Jin bhoot itnay b buray nai jitna logo ne apnay dimag pay inhe hawi kar dia ha.. zara se takleef ho to jinnat and kala jadu ki taraf dimag chala jata ha.. isi lie dimag may is ka khoof din ba din barhta ja raha ha..
anywayz JAZAKALLAH hoorain...
 
  • Like
Reactions: hoorain

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Hmmm jin se khauf serf tub hota hain jub raat mei koi khaufnat waqiya related to jinnat share kare, :| buchpan mei tu buhut derr lagta jaha pe andhera hota waha se mai guzerti bhi nai, but ab aisa nai hain just andhere se thora der lagta hain jub mai alone ho, per jinnat se zyada khauf nai.
aur aaj tuk kabhi jinn dekha bhi nai hain.
ab aisa nai k aaj dekh jaye. :-ss
aapke thread se kafi information mele about it, JazakAllah Khair. :)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Hmmm jin se khauf serf tub hota hain jub raat mei koi khaufnat waqiya related to jinnat share kare, :| buchpan mei tu buhut derr lagta jaha pe andhera hota waha se mai guzerti bhi nai, but ab aisa nai hain just andhere se thora der lagta hain jub mai alone ho, per jinnat se zyada khauf nai.
aur aaj tuk kabhi jinn dekha bhi nai hain.
ab aisa nai k aaj dekh jaye. :-ss
aapke thread se kafi information mele about it, JazakAllah Khair. :)
yeah its natural koi bhi aisi cheez jo insan ne pehle imagine bhi na ki ho aurachanak se saamne aaye to Insan ka darna ,,thora shcoked hona aik fitri amal hay
but Main purpose hamain apne emaan ko itna Strong bnana hay k in cheezon in weham aur waswason ko khud pe sawaar nhi hone dain..
WAswasey human life ko totally destroy kar daite hain Even k shaytan bhi kuch nhi kar sakta wo SIrf hmare dil may waswasey daalta hay HAmain haath pakar k burayi aur gunah ki taraf le k nhi ja sakta wo Hamarey apne ikhtyar may hay!
ALLAH is the greatest, "aur Beshak hum ALLAH se dartey aur ALLAH hi ki madad chahtey hain"[DOUBLEPOST=1347706860][/DOUBLEPOST]
Jin bhoot itnay b buray nai jitna logo ne apnay dimag pay inhe hawi kar dia ha.. zara se takleef ho to jinnat and kala jadu ki taraf dimag chala jata ha.. isi lie dimag may is ka khoof din ba din barhta ja raha ha..
anywayz JAZAKALLAH hoorain...
True
issi topic pe kuch din pehle Maani n hira ka talk show lagg hua tha us may aik dRama actor "asad" invited tha aur unho ne is khubsurti se is cheez ki haqeeqat ko bayan kiya k hum agar dehan se sun lain aur apna ALLAH par yaqeen kamil kar lain to yaqeenan ye cheezain kisi ko nuqsan na pohancha sakain!
kehtey hain sab se barra jin jahalat aur Haqeeqat se lailmi phir waswason ki perwi karna hay!
ajisa k maine kaafi baar aik aayat quote ki hay,,jiska simple meaning ye tha
JAb insano ne jinnat se panah maangni shuroo ki to wo apne gharur aur sarkashi may mazeed bhar gaye(Al-jin:6)
to ye hmara khauf hay jo us makhluq ko hum pe sawaar hone daita hay aur hamain nuqsan pohanchane daita hay...hala k insan ashrafal makhlooqat (tmam makhluqaat se behtar) hay
Main us show k clips dhundh rhi thi abhi upload nhi huye,,Agar nhi miley to uski discussion yahan type karti rahungi INSHA ALLAH![DOUBLEPOST=1347707212][/DOUBLEPOST]
making me read this post 4 am in the morning and try to kill my fear..
Bad Idea !! lol .. will read this in day light . InshAllah lol
agar aap parh laite to yaqeenan raat k 12 bajjey bhi dar khatam ho jata
INSHA ALLAH zarur parhiyega i'll try to get and share more info about it,,hum sab logon ko iski ziada se ziada awareness honi chahiye!
 
  • Like
Reactions: Khwahish

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
JAZAK'ALLAH for sharing
i really needed this :s
Darpok larki:D
jab b darr lagay, read ayat-al-kursi n darood shareef n believe me saara darr khatam hoga. mujhe b aksar esa feel hota hai jese meri room main koi hai:s aur ese main kalam pak hi parti hoon
 
Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....

hahah yaar i do honestly but phir bhi shitan ka bacha mere peche para rehta hai :(
but jab muje same feeel ho k koi hai tou ignore karti hon but mostly muje akele rehna nhi pasand :-ss
 
Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
haan it happens, n actulli ye hamara vehem ya darr hi hota hai warna esa kuch nai. ........like agar sochen k esa kuch hai tou waqai main feel hone lagta hai:D ya agar koi droni film ya drama dekh loon tab tou jo us dramay main hota hai mujhe b lagta hai wesa hi kuch mere ghar main b hai:s isi liye main esi cheezen dekhna avoid karti hoon.....
 
  • Like
Reactions: hoorain

Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
haan it happens, n actulli ye hamara vehem ya darr hi hota hai warna esa kuch nai. ........like agar sochen k esa kuch hai tou waqai main feel hone lagta hai:D ya agar koi droni film ya drama dekh loon tab tou jo us dramay main hota hai mujhe b lagta hai wesa hi kuch mere ghar main b hai:s isi liye main esi cheezen dekhna avoid karti hoon.....
lo g ab batao kaun hai darpook :p
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
agar aap parh laite to yaqeenan raat k 12 bajjey bhi dar khatam ho jata
INSHA ALLAH zarur parhiyega i'll try to get and share more info about it,,hum sab logon ko iski ziada se ziada awareness honi chahiye!
yea actually may nay perh lia tha usi time, it was just a mocking comment.
and Thanks for solving the puzzle hum sab ko kahi na kahi halka phulka idea hai k we are the strongest but we just had to understand it thoroughly .
 
  • Like
Reactions: hoorain
Top