Assalaamu alaikum TM doston mein haazir hoon aap subke saamne meri
taazi ghazal ke saath INSHA'ALLAH aap subhi ko pasand aayegi
Mazhab na zouq e shahadat tumhara hussaini hai
bas karobaar ke peish e nazar naara hussaini hai
aal e Hussain ne to youn maatam na kiyak abhi
matami ko to hussain hai na pyara hussaini hai
yaad un ke dars o aqwaal bilkul nahin bas
dikhaawe ko kuffaar ne pukaara hussaini hai
hai hubb e Hussain na deen e ISLAM ki fikar
bas kharch e moharram ka sahara hussaini hai
noha khori wale ko to kalima tak qabool nahin
to kese wo muslim kese bechaara hussaini hai
ho zikr Islam ka ya Umer bin Hussain ka
to lamhe ko bhi inko kahan gawara hussaini hai
ehl e kufr ise apna kahe phirta to hai dar asal
ae mominon ohda tumhaara hussaini hai
***S_Chiragh***