Möhabbat Ki Aadhöri Nazam . .

  • Work-from-home

Arsalan-Afzal

I Wish Not Have Feelings .....
TM Star
Sep 30, 2013
1,330
370
83
..' A Ki C Sham Ki C Yaad Ki Dheliz Pe A,
Umar Guzri Tujhe Dekhye Huye Bhelaye Huye,
Yäad Hai ?
Hum Tujhe DiL Mante Thay,
Apne Seenye Mein Machalta Hua Ziddi Baccha,
Tere Har Naz Ko Ungli Se Pakar Kar Aksar,
Nit Naye Khuwab K Bazar Mein Le Aate Thay,
Tere Har Nhakre Ki Farmaish Par,
Ek Jeewan K Tam'man'naö'n Ki Binai Se Hum Dekhte Dekhte Hi Na Thay. Söchte Thay,
Ek Chota Sa Naya Ghar,
Naya MahöoL,
Möhabbat Ki Fiza,
Hum Döno'n,
Aur Ki C Baat Pe Takiyön Se Larai Apni,
Phir Larai Mein Kabhi Hanste Huye Ro Parna,
Aur Kabhi Rote Huye Hans Parna,
Aur Thak Haar K Gir Parne Ka Masöom Khushi Baksh Khayal,
Yäad Hai ?
Hum Tujhe Sukh Jante Thay,
Räat Hans Parti Thi Be Shakta Darshan Se Tere,
Din Teri Döori Se Ro Parta Tha,
Yäad Hai ?
Hum Tujhe Jaa'n Khete Thay,
Teri Khamöshi Se Hum Mar Jate,
Teri Awaz Se G Uth'te Thay,
Tujhkö Cho Lene Se Ek Zindagi A Jati Thi Sharyan'ö Mein,
Is Qadar Lafz Ki'Se Yäad Rahein,
Zindagi, Zakham, Sahara Aur Tum,
Tum, Wafa, Khuwab, Pareshani, Firaq,
Yäad' Majböri, Tam'man'na Aur Tum,
Bhöok, Föotpath, Sarak, Kac'chye Raste,
Is Qadar Lafz Ki'Se Yäad Rahein,
Bs Tmhai'n Yäad Rakha Hai DiL Ne. .
Ghair Wazah Hai Safar,
Phir Bhi Zaröri Hai Rakhye Jayein Qadam Saaf Shafaf,
Koi Tuo Rha Salamat Hogi,
Jo Teri Yäad Se Hoti Hoi Aabadi Talak Jaye Gi,
A C Aabadi Talak Jis Mein Ki C Lafz Ka Mafhöm Ki C Khöuf, Ki C Dhökye, Ki C Hijar Se Wabasta Nahi Hoga Kahin, ,
A C Aabadi Talak,
Hafza Jis Mein Ki C Lafz Se Katrana Nahi Chahaye Ga,
Hurf, Aalfaz, Ibarat Aur Tum,
Zindagi, Shöq, Möhabbat Aur Tum,
Khuwab, Aasaishein Jäa'n,
Husun, Ibadat Aur Tum, ,
A C Aabadi Jahan, ,
Jis Qadar Lafz Höon Dhöraye Bina Yäad Rahein . . .
 
Top