Share Ur Favorite Ghazals

  • Work-from-home

waaniya

Newbie
Nov 15, 2013
24
20
3
layyah
Barey anjaan mausam mien
Bahut be rang lamhoon mien

Bina Aahat, Bina Dastaak
Bahut Masoom Sa Sapna
Utar Aya hai Ankhoon mien
Bina Sochey, Bina Samjhey
Kaha ye dil ne Chupkey se
Tum is nannhey se Sapney ko
Inn Ankhoon Mien Jaga de do

Bina Rokey, Bina Tokey
Ragoon ka Khoon Ban’ney do
Sansoon Mien Mahakney do
Hamesha Ki Trha Ab Bhi

Bina Uljhey Bina Bolay
Jhuka diya hai Sr hum ne
Magar Tabeer kia ho gi
YE HUM JANIEN NA DIL JANEY
Fakat Maloom Itna Hai
K DIL K FALSAFAY AKSAR HAMIEN KAM RAAS AAYE HAIN
 
  • Like
Reactions: Dua001

waaniya

Newbie
Nov 15, 2013
24
20
3
layyah
Ishq k Elaqay me

Hukm-e-yar chlta hy

Zabte nhi chlty

Husn ki adalat me

Aajzi to chlti hy

Mrtbay nhi chlty

Muhbton k rishton ki

Prwarish zruri hy

Silslay talluq k

Khd se bn to jate hn

Lekin in shgufon ko

Tootne bikhrne se

Rokna b prta hy

Chahton ki mitti ko

Arzu k poday ko

Seenchna b prta hy

Rnjshon ki baton ko

Bholna b prta hy

Q k

Ishq k Elaqay me
Hukm-e-yar chlta hy

"ZAABTY" nhi chalty.
 

waaniya

Newbie
Nov 15, 2013
24
20
3
layyah
Jo hote hain faqat chahne k qabil
,
Wo log nahi hote bhulane k qabil
,
Tera khuloos apni jaga meri mjboori bhi samajh
,
Kuch dukh nahi hote batane k qabil
,
Ae sagar ki lehro zara dhiyaan se palatna
,
Kuch zakham nahi hote mitane k qabil
,
Har gham batana zaruri nahi ankhein keh deti hain
,
Kuch jazbaat nahi hote chupane k qabil
,
Hum sooli charh gaye ye keh kar
~ AE SAGAR~
Kuch sir nahi hote jhukaane k qabil...
 
  • Like
Reactions: Dua001

mughalsso

Newbie
Oct 23, 2013
22
3
3
کچھ اس ادا سے آج وہ پہلو نشیں رہے
جب تک ہمارے پاس رہے ہم نہیں رہے

یا رب کسی کے رازِ محبت کی خیر ہو
دستِ جنوں‌ رہے نہ رہے ، آستیں رہے

د ر دِ غمِ فرا ق کے یہ سخت مرحلے
حیراں‌ ہوں میں کہ پھربھی تم اتنے حسیں رہے

جا اور کوئی ضبط کی دنیا تلاش کر
اے عشق ہم تو اب ترے قابل نہیں رہے

اللہ رے چشمِ یار کی معجز بیانیاں
ہراک کوہےگماں کہ مخاطب ہمیں رہے

اس عشق کی تلا فیء ما بعد د یکھنا
رونے کی حسرتیں ہیں جب آنسو نہیں رہے

"جگر مراد آبادی"
 

waaniya

Newbie
Nov 15, 2013
24
20
3
layyah
ﺳﻨﻮ ﺗﻢ ﻧﮯ ﮐﮩﺎ ﺗﮭﺎ ﻧﺎ
ﻣﺠﮭﮯ ﺟﺬﺑﮧ ﻣﺤﺒﺖ ﺳﮯ ﮐﺒﮭﯽ ﺟﻮ ﺗﻢ
ﭘﮑﺎﺭﻭ ﮔﯽ
ﻣﯿﮟ ﺍﺱ ﺩﻥ ﻟﻮﭦ ﺁﺅﮞ ﮔﺎ
ﺗﻮ ﺩﯾﮑﮭﻮ ﻧﺎ
ﮐﺌﯽ ﻟﻤﺤﻮﮞ
ﮐﺌﯽ ﺳﺎﻟﻮﮞ
ﺳﮯ ﺗﯿﺮﺍ ﺭﺳﺘﮧ ﺗﮑﺘﯽ
ﯾﮧ ﻣﯿﺮﯼ ﻣﻨﺘﻈﺮ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ
ﻣﯿﺮﮮ ﺩﻝ ﮐﯽ ﯾﮧ ﺩﮬﮍﮐﻦ ﺍﻭﺭ ﺳﺎﻧﺴﯿﮟ
ﺑﺲ ﺗﻤﮩﺎﺭﺍ ﻧﺎﻡ ﻟﯿﺘﯽ ﮨﯿﮟ
ﺗﯿﺮﯼ ﺗﺼﻮﯾﺮ ، ﺳﻮﮐﮭﮯ ﭘﮭﻮﻝ ﺍﻭﺭ ﺗﺤﻔﮯ
ﺗﯿﺮﯼ ﭼﺎﮨﺖ ﮐﯽ ﺧﻮﺷﺒﻮ ﻣﯿﮟ
ﺍﺑﮭﯽ ﺗﮏ ﺳﺎﻧﺲ ﻟﯿﺘﮯ ﮨﯿﮟ
ﻭﮦ ﺳﺐ ﺭﺳﺘﮯ ﮐﮯ ﺟﻦ ﭘﺮ ﺗﻢ ﮨﻤﺎﺭﮮ
ﺳﺎﺗﮫ ﭼﻠﺘﮯ ﺗﮭﮯ
ﻭﮦ ﺳﺐ ﺭﺳﺘﮯ ﺟﮩﺎﮞ ﺗﯿﺮﯼ ﮨﻨﺴﯽ ﮐﮯ
ﭘﮭﻮﻝ ﮐﮭﻠﺘﮯ
ﺗﮭﮯ
ﺍُﺩﺍﺳﯽ ﺳﮯ ﺑﮭﺮﮮ ﻣﻨﻈﺮ
ﺗﻤﮭﺎﺭﮮ ﻟﻮﭦ ﮐﺮ ﺁﻧﮯ ﮐﯽ ﺍﻣﯿﺪﯾﮟ ﺩﻻﺗﮯ
ﮨﯿﮟ
ﺳﻨﻮ ﮐﭽﮫ ﺑﮭﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﺑﺪﻟﮧ
ﺗﻤﮭﺎﺭﮮ ﭘﺎﺅﮞ ﮐﯽ ﺁﻭﺍﺯ ﺳﻨﻨﮯ ﮐﯽ
ﻣﯿﺮﮮ ﮐﻤﺮﮮ ﮐﯽ ﺑﮯ ﺗﺮﺗﯿﺐ ﭼﯿﺰﯾﮟ ﻣﻨﺘﻈﺮ
ﮨﯿﮟ
ﺳﻨﻮ
ﺗﮑﻤﯿﻞ ﭘﺎﺗﯽ ﭼﺎﮨﺘﻮﮞ ﮐﻮ ﯾﻮﮞ ﺍﺩﮬﻮﺭﮦ ﺗﻮ
ﻧﮩﯿﮟ ﭼﮭﻮﮌﻭ
ﻣﺠﮭﮯ ﻣﺖ ﺁﺯﻣﺎﺅ ﺗﻢ
ﭼﻠﻮ ﺍﺏ ﻟﻮﭦ ﺁﺅ ﺗﻢ
 

waaniya

Newbie
Nov 15, 2013
24
20
3
layyah
Ye Ulfatain bhi ajeeb hain...
Ye Chahatain bhi ajeeb hain...

Kabhi mil k bhi na paas ho..
Kabhi paas ho k bhi na mil sake...

Kabhi Yaad aye to be-shumaar...
Kabhi Ro diya to be-hisaab...

Ye Dil ki halatain bhi ajeeb hain...
Ye Sazishain bhi ajeeb hain...

Kabhi Larzishain...
kabhi ranjishain...

kabhi Durian...
kabhi majboorian...

Ye Uljhanain bhi ajeeb hain...
Ye Mushkilain bhi ajeeb hain...

Wo Hasay tou sirf meray liye,
Wo Roye tou sirf meray liye...

Ye Hasratain bhi ajeeb hain....
Ye Khuwaishain bhi Shadeed hain..
 
  • Like
Reactions: Asheer

Xyz.

Banned
Nov 30, 2013
270
61
1,128
saudi arabia
Har Zarra-e-Umeed Se Khushbuu Nikal Aaye
Tanhaayi Ke Sehra Mein Agar TU Nikal Aaye
Kaisa Lagay Is Baar Agar Mausam-e-Gul Mein
Titli Ka Badan Oorh Kar Jugnuu Nikal Aaye
Phir Din Teri Yaadon Ki Mundairon Pe Guzra
Phir Shaam Howi Aankh Se Aansoo Nikal Aaye
Be-Chain Kye Rehta Hai Dharka Yehi Ji Ko
Tujh Mein Na Zamanay Ki Koi Khu Nikal Aaye
Phir Dil Ne Kya Tark-e-Talluq Ka Iraada
Phir Tujh Se Mulaqaat Ke Pehluu Nikal Aaye
 
  • Like
Reactions: sana179

Xyz.

Banned
Nov 30, 2013
270
61
1,128
saudi arabia
Mohabbat Ki Aseeri Se Rihaayi Maangtay Rehna
Bohat Aasaan Nahi Hota Judaai Maangtay Rehna
Zara Sa Ishq Karlaina, Zara Si Aankh Bhar Laina
Iwaz Iske Magar Saari Khudaai Maangtay Rehna
Kubhi Mehroom Honton Per Dua Ka Harf Rakh Dena
Kubhi Wehshat Mein Oski Naarsaayi Maangtay Rehna
Wafaaon Ke Tasalsul Se Mohabbat Rooth Jaati Hai
Dil Ki Sakoot-e-Shaam-e-Gham Se Humnawaayi Maangtay Rehna
Kubhi Bachay Ke Nannay Haath Per Titli Ke Par Rakhna
Kubhi Phir Oske Rangon Se Rihaayi Maangtay Rehna
 
  • Like
Reactions: sana179

Xyz.

Banned
Nov 30, 2013
270
61
1,128
saudi arabia
Yehi Nahi Ke Toofan Meri Talaash Mein Hai
Ke Mausam-e-Gham-e-Jaanan Meri Talaash Mein Hai
Visaal Rut Hai Magar Dil Ko Aisa Lagta Hai
Sitaarah-e-Shab-e-Hijraan Meri Talaash Mein Hai
Mein Faislay Ki Ghari Se Guzar Chali Hun
Kisi Ki Deeda-e-Hairaan Meri Talaash Mein Hai
Ye Be-Yaqeen Si Aasoodgi Batati Hai
Ke Ik Qirya-e-Veeran Meri Talaash Mein Hai
Mein Teergi Mein Mohabbat Ki Ik Kahani Hun
Koi Charaagh Sa Unwaan Meri Talaash Mein Hai
Ye Kaisa Khwaab Tha Dharka Sa Lag Gaya Dil Ko
Ke Ik Shaks Pareshaan Meri Talaash Mein Hai
 
  • Like
Reactions: sana179

Xyz.

Banned
Nov 30, 2013
270
61
1,128
saudi arabia
Rukta Bhi Nahi Theek Se Chalta Bhi Nahi Hai
Ye Dil Ke Tere Baad Sambhalta Bhi Nahi Hai
Ye Sheher Kisi Aina Kirdaar Badan Par
ilzam Lagate Howe Darta Bhi Nahi Hai
Ik Umar Se Hum Is Ki Tamanna Mai Hain Be-Khwaab
Wo Chaand Jo Aangan Main Utrta Bhi Nahi Hai
Phir Dil Mein Teri Yaad Ke Manzar Hain Firozaan
Aisay Mein Koi Dekhnay Waala Bhi Nahi Hai
Is Umar Ke Sehra Main Teri Yaad Ka Baadal
Talta Bhi Nahi Aur Barasta Bhi Nahi Hai
Hamraah Bhi khwaahish Se Nahi Rehta Hamare
Aur Baam-e-Rafaaqat Se Utarta Bhi Nahi Hai….
 
  • Like
Reactions: sana179

Xyz.

Banned
Nov 30, 2013
270
61
1,128
saudi arabia
Teri zaat ke shajar se yun mera chaman raha,
Wo be-samar shajar magar Saaya Ifgan raha,
Tera mizaaj waqti taqazo’n pe munhasir,
Mere mizaaj par wahi pehla zaman raha,
Ye medaan jahan aaj kal hy hashr ka smaa’n,
Ik dor mein kbhi tha kitna pur-aman raha,
An ginat silwaten ab tak hain par chuke’n,
Rishta hmara phir bhi hy ke be-shikan raha,
Atraaf-o-jawaanib toh mere pur-sukoon thy,
Dil tha ke jis me jalta shola-e-agan raha,
Thaama gulaab ko jo, phir toh chhor na sakay,
Umr bhr kaanto’n se yun rbt-e-chubhan raha,
Alfaaz bhi na kar sakay akaasi-e-mizaaj,
Ksh-ma-ksh me hr ghari mera hm-sukhan raha,
Mujrim qaraar de ke baa-izzat bari kiya,
Teri adaalato’n me bhi ajab ziman raha,
Be-misl khataao’n mein hun agarchy mein ‘Saadi’,
Zamana misaal de magar esa chalan raha..
 

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
وفا کے قید خانوں میں سزائیں کب بدلتی ہیں
بدلتا دل کا موسم ہے ہوائیں کب بدلتی ہیں
لبادہ اوڑھ کے غم کا نکل جاتے ہیں صحرا کو
جواب آئے کہ نہ آئے، صدائیں کب بدلتی ہیں
میری ساری دعائیں تم سے ہی منسوب ہیں جاناں
محبت ہو اگر سچی دعائیں کب بدلتی ہیں
کوئی پا کر نبھاتا ہے، کوئی کھو کر نبھاتا ہے
نئے انداز ہوتے ہیں وفائیں کب بدلتی ہیں
گناہوں کو ہمارے ایک ہی مالک بخشتا ہے
عطا اس کی پرانی ہے خطائیں کب بدلتی ہیں
 

Azeyy

•´¯`•» RuDleSS AzeYY «•´¯`•
VIP
Aug 17, 2012
12,084
5,479
513
lahore
وفا کے قید خانوں میں سزائیں کب بدلتی ہیں
بدلتا دل کا موسم ہے ہوائیں کب بدلتی ہیں
لبادہ اوڑھ کے غم کا نکل جاتے ہیں صحرا کو
جواب آئے کہ نہ آئے، صدائیں کب بدلتی ہیں
میری ساری دعائیں تم سے ہی منسوب ہیں جاناں
محبت ہو اگر سچی دعائیں کب بدلتی ہیں
کوئی پا کر نبھاتا ہے، کوئی کھو کر نبھاتا ہے
نئے انداز ہوتے ہیں وفائیں کب بدلتی ہیں
گناہوں کو ہمارے ایک ہی مالک بخشتا ہے
عطا اس کی پرانی ہے خطائیں کب بدلتی ہیں
nicee 1 !
 

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
zindagi ke mele mein
khvaahishon ke rele mein
tum se kyaa kahen jaanaa
is qadar jhamele mein
vaqt ki ravaani hai
bakht ki giraani hai
sakht bezamini hai
sakht laamakani hai
hijr ke samandar mein
takht aur takhte ki
ek hi kahaani hai
tum ko jo sunaani hai

baat go zaraa si hai
baat umr bhar ki hai
umr bhar ki baatein kab
do ghadii mein hoti hain
dard ke samandar mein
anginat jaziren hain
beshumaar moti hain
aankh ke dariche mein
tum ne jo sajaaya thaa
baat us diye ki hai
baat us gile ki hai
jo lahuu ki khilvat mein
chor ban ke aata hai
lafz ke fasilon par
tuut tuut jaataa hai

zindagi se lambi hai
baat rat_jage ki hai
raaste mein kaise ho
baat takhaliye ki hai
takhaliye ki baaton mein
guftaguu izaafi hai
pyaar karane vaalon ko
ik nigaah kaafi hai
ho sake to sun jaao
ek din akele mein
tum se kyaa kahen jaanaan
is qadar jhamele mein

-Amjad Islam Amjad
 

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
وفا کے قید خانوں میں سزائیں کب بدلتی ہیں
بدلتا دل کا موسم ہے ہوائیں کب بدلتی ہیں
لبادہ اوڑھ کے غم کا نکل جاتے ہیں صحرا کو
جواب آئے کہ نہ آئے، صدائیں کب بدلتی ہیں
میری ساری دعائیں تم سے ہی منسوب ہیں جاناں
محبت ہو اگر سچی دعائیں کب بدلتی ہیں
کوئی پا کر نبھاتا ہے، کوئی کھو کر نبھاتا ہے
نئے انداز ہوتے ہیں وفائیں کب بدلتی ہیں
گناہوں کو ہمارے ایک ہی مالک بخشتا ہے
عطا اس کی پرانی ہے خطائیں کب بدلتی ہیں
zaberdast
 
  • Like
Reactions: Mahen

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
hamesha der kar deta hun main
zaruri bat kahni ho
koi wada nibhana ho
use awaz deni ho
use wapas bulana ho

hamesha der kar deta hun main
madad karni ho uski
yar ki dharas bandhana ho
bahut derina raston par
kisi se milne jana ho

hamesha der kar deta hun main
badalte mausamon ki sair main
dil ko lagana ho
kisi ko yad rakhna ho
kisi ko bhul jana ho

hamesha der kar deta hun main
kisi ko maut se pahle
kisi gam se bachna ho
haqiqat aur thi kuch
us ko ja k ye batana ho
hamesha der kar deta hun main
 

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
اپنی اپنی کھوج میں نکلے میں اور میں
اک دوجے سے باتیں کرتے میں اور میں

آخر آخر اس کے دوار تک آ پہنچے​
سہمے سہمے ڈرتے ڈرتے میں اور میں​
چاروں آنکھیں بنجر تھیں پر برس پڑی​
کتنے برسوں بعد کھلے تھے میں اور میں​
ہم دونوں تو گیان کی حد سے گزر گئے​
اک دوجے کا چہرہ پڑھتے میں اور میں​
وقت کو پیچھے، کافی پیچھے چھوڑ آئے​
کیسے اتنی دور اکیلے میں اور میں​
خود سے خود تک صدیاں کاٹنی پڑتی ہیں​
پھر پل بھر میں کیسے ملتے میں اور میں​

میں اور میں کے چکر سے جب نکلے ہم
زعیم کتنے ٹوٹ چکے تھے میں اور میں​
 

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Ek Shab-e-Mehtaab Se Bhaagty Phirty Hyn
Hamqn Apnay Aap Se Bhaagtay Phirtay Hyn

Pyaas Ki Shiddat Honton Ki Taqdeer Hui
Aur Ham Qatraa-e-Aab Sy Bhaagtay Phirty hyn

Shaam Dhalay Saari Choupaalain Sajti Hyn
Ham Apnay Ehbaab Sy Bhaagtay Phirtay Hyn

Khushbuu Ki Tehreer Badan Per Likhi Hai
Aur Safaid Gulaab Sy Bhaagtay Phirtay Hyn

Ik Kitaab Liye Phirtay Hain Haathon Mein
Aur Zar-o-Asbaab Sy Bhaagtay Phirtay Hyn

Unhyn Kisi Ta'abeer Ki Khwaahish Kia Hogi ?
Loog Jo Arsaa-e-Khwaab Se Bhaagtay Phirtay Hyn

Aankhon Mein Be-Taab Samandar Hai Phir Bhi
Jaanay Kis Gardaab Se Bhaagtay Phirtay Hyn

@Asheer @Dua_E_Sehar @S_ChiragH @whiteros @Azeyy @Hoorain
 
Top