Dil-e-naadaan tujhe huaa kya hai ?
Aakhir is dard kee dawa kya hai
Hamko unse wafa ki hai ummeed
Jo naheen jaante wafa kya hai
Dil-e-naadaan tujhe huaa kya hai ?
Ham hain mushtaaq aur woh bezaar
Ya ilaahee !
Yeh maajra kya hai ?
Jab ky tujh bin nahin koi maujood
Phir ye hangaama, 'ei khuda ! Kya hai
Jaan tum par nisaar karty hen
Hum naheen jaanat duaa kya hai
Dil-e-naadaan tujhe huaa kya hai ?
Aakhir is dard kee dawa kya hai
Hamko unse wafa ki hai ummeed
Jo naheen jaante wafa kya hai
Dil-e-naadaan tujhe huaa kya hai ?
Ham hain mushtaaq aur woh bezaar
Ya ilaahee !
Yeh maajra kya hai ?
Jab ky tujh bin nahin koi maujood
Phir ye hangaama, 'ei khuda ! Kya hai
Jaan tum par nisaar karty hen
Hum naheen jaanat duaa kya hai
Dil-e-naadaan tujhe huaa kya hai ?