Śaŵal Pâkîstân Kà !

  • Work-from-home

Cheeky

Active Member
May 25, 2011
424
145
343
Pakistan
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
bohot hi acha silsila shuru kiya hai aap ne

waise ham pakistan se to talluq nahi rakhte lekin jitna hamne dekhe hain aur jitna hamara tajruba hai pakistani logon se milne ka baat karne ka aur jitna ham ne mushahada kiye hain us hisab se baat karenge in sha Allah

Urdu zaban se mohabbat ke dawe to bohot loog karte hain chahe wo hind ke log hon ya pakistan ke lekin is zuban ko bachane ke liye is zuban ki taraqqi k liye koi sahi aqdam nahi lete aur kabhi urdu zuban k liye kuch karte bhi hain to bas mushairon tak mehdood kar dete hain

aksar ham ne dekha hai ke urdu zuban conference k naam se jitne me programe munaqid hote hain usme sirf shayari hi hoti hai aur kuch nahi to sawal ye bhi uth'ta hai k kya ye zuban sirf sher o shayari ke liye hai?

ab jahan tak pakistan ki baat hai to ham samajhte hain wahan sirf akhbaarat news channels aur kuch maqsoos ilakhon me ye zuban reh gayi hai aur ham ye dawe k sath keh sakte hain ke pakistan ki aksariyat urdu zuban nahi bolti balke zyada tar hissa punjabi bolta hai aur uske baad shayad pashto aur digar zubane

ye dawa hamare mushahade ka hai ab tak jitne bhi pakistanion se mulaqat huyi hai un me se 65% log aise mile jo punjabi bolte hain aur 30% pashto aur 5% urdu

ham ye jaan kar hairan hain ke deen ki khidmat me Arabic k baad sab se zyada likhi jane wali kitaben Urdu me hain lekin afsos ke use parhne wale ab bohot kam hain

ye mukhtasar hamari taraf se aur in sha Allah mazeed guftugu hogi to ham bhi apni taraf se baten rakhne ki koshish karenge :)
1stly thànk yôu sô mûch for precioûs cômment :) ! em agrèéd wîth u wîth all pionts . Làkin kûch kà bary mài kûch points mài apna ôpinîon dôngi :) ! Pûnjabi is lîya zyda boli jàti ha q kà Pûnjab ma pôpulation zŷda ha. Aûr lôg zŷda families ma pûnjabi hi bôlty ha bût kûch famlîes ûrdû speaking hài even wo bàsicàlly pûnjabi familîes ha :) . Hûmari côuntry mai màin prôblém yà ha kà edûcation sŷstem ma englîsh zŷda dôminating hai even officially bhi English is everŷ whère. Hûm apnÿ cûlture aur apni tahzèéb kô wèstern cûlture Ma messed up kr rhy hai Jo ka thêêk nhi.
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
Sâlâm
I wàs sêarching fôr a plátfôrm whêrê I cân ráisè cèrtàin iššues regàrding Pàkistan. Wañña knôw abôut opînîon and pôint ôf vîew ôf diff pplž. Firstly I plàn to crêate a page/grôup ôn FB but côz ôf pplz attitude I changêd mŷ plân & dècided tô jôin sôme ôther sôciál sîte & I câme here.
Everŷ wêêk I wîll gîve a tôpic we ppl wîll discûss on ît. Bešide dîscûssîon wè will make a pôint chârt on whîch we will fînalize fèw idèas thôse cân hèlp ûs tô sôlve thát issûe.
I hôpe u pplz wîll pàrtîcîpate :)
Hèré is 1st tôpîc

Ûrdû
Urdû hûmari qoamî zûban ha lakin kîya isy ahmiŷat qoami zuban jási dî gái ha ?
Hûmary èdûcation sŷstem ma English prominent ha every where u cán see only english.
Jo imptôrtánce english ko di gâi ha wo ûrdû ko q náhi dî gâi ?
Hûm ûrdû kô kašy prômôte krŷ ?

WS...
aapka thread mene edit ker k sub ko tag ker dia hey... bcz issey pir aap ki tarafsey tags show hongey sub ko INSHA'ALLAAH... :)
creative n behtareen idea ley ker ae hein aap... Insha'Allaah bari achi series sabit hogi...

Jesa k @saviou bro ne kaha k deen mey arabic k baad sub sey ziada urdu ka use hoa hey books mey.. or dekha jaey tu worldwide b kafi boli janey wali zaban hey. bt as a Pakistani hum ney is zaban ko wo izzat nae di jo ye zaban haq rakhti hey... saviou bro ney sae kaha k ik shaeri ki had taq programs mey istemaal hojati hey. or schools etc mey b jis tarah ka urdu ka course design kia jata hey tu ziada focus shaeri jese topics per hi kia jata hey.

hum english ya is jesi or languages k samney urdu ko haqeer b samjhtey hein. Jo k sub sey main or common issue hey.. aap log upper class logon ki misaal hi ley lein, unki yahi koshish hoti hey k unka beta bachpan sey hi english me baat kare or seekhey.. agar aap urdu mey baat b karogey tu wo english mey jawab dengey. ya agar urdu bolengey b tu 50% pir b us mey english shamil hogi.. or pir inko dekha dekhi mey middle class tabke ki b yahi koshish hoti k mera bacha b urdu sey ziada english bolne mey mahaarat rakhne wala hojaey. Honestly bataon apne oper rakh ker tu mey jab urdu mey english add ker k bolon tu lagta mene izzat daar language boli.. or 2 parhey likkhon mey agar mey normal urdu bolon tu mey apne aap ko kamtar samjhonga.. or haqiqat hey k agle k dil mey b hoga k agla khaas parha likkha nae lagraha hey.. english ka tu touch hi nae hey.Jab k hamarey deeni akaabir or mahoor ishq-e-Haqiqi Sha'iron ney urdu ko aasmaan taq charhaya. or mey smjhta hun k unhi ki badolat ab taq ye zaban dunya me ik maqam rakhti hey warna hum ney giraaney mey koi qasar nae chori hoe :)

.
 
Agrêêd wîth ur thôughts. Hûm lôgô ná English ko apnŷ cultûre maî zŷda importañce da dî ha. Jaha ûrdû ko hôna chàhiya wahan ab eñglîsh ha. Aûr ya báàt bhi thêêk kahi apna ab ûrdû bôôks kôi nhi prhta. Mŷ Môm tôld me abôut hèr côllection of ûrdû bôôks when shè was stûdying. Bût nôw a dáys nô one have interest in ûrdû. English ab trènding languagè ha jîs kî waja sa lôg is ka pèéchy bhàág ràhy ha. Em reàllu ashamed bèing pàrt of thîs sôciety Jahan app apñi pèhchàn hi bhôôl gàye ha !
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
Agrêêd wîth ur thôughts. Hûm lôgô ná English ko apnŷ cultûre maî zŷda importañce da dî ha. Jaha ûrdû ko hôna chàhiya wahan ab eñglîsh ha. Aûr ya báàt bhi thêêk kahi apna ab ûrdû bôôks kôi nhi prhta. Mŷ Môm tôld me abôut hèr côllection of ûrdû bôôks when shè was stûdying. Bût nôw a dáys nô one have interest in ûrdû. English ab trènding languagè ha jîs kî waja sa lôg is ka pèéchy bhàág ràhy ha. Em reàllu ashamed bèing pàrt of thîs sôciety Jahan app apñi pèhchàn hi bhôôl gàye ha !
bilkul theek kehrae hein :)
 
  • Like
Reactions: Cheeky

Cheeky

Active Member
May 25, 2011
424
145
343
Pakistan
@Don @Pari @Hoorain @RedRose64 @Mahen @STAR24 @*Sarlaa* @Syeda-Hilya @whiteros @namaal @Shiraz-Khan @sweet-c-chori
@Abidi @Qu33na @Iceage-TM @Toobi @i love sahabah @Prince-Farry @Babar-Azam @Princess_Nisa @babarnadeem996 @MukarramRana
@NamaL @Fa!th @MSC @Armaghankhan @yoursks @nighatnaseem21 @Fanii @lovely_eyes @Angel_A @Sweeta @Island_Jewel @LaDDan
@soul_of_silence @MIS_MaHa @junaid_ak47 @Guriya_Rani @Azeyy @Gul-e-lala @Blue_Sky @Poetry_Lover @crystal_eyez @Naila_Rubab
@shzd @p3arl @Fantasy @Atif-adi @Lost Passenger @marzish @Fahad_Awan_Huh @Pakhtoon @Mano_Doll @Iceage-TM @innocent_jannat
@Rubi @Umm-e-ahmad @Tariq Saeed @Mas00m-DeVil @Wafa_Khan @amazingcreator @marib @Zaryaab @Parisa_ @Twinkle Queen
@S_ChiragH @Binte_Hawwa @sweet_c_kuri @Masoom_girl @hariya @Seap @Pari_Qrakh @soul_snatcher @Shahzii_1 @SUMAIKA @raji35
@Aayat @italianVirus @saviou @Ziddi_anGel @Princess_E @Asheer @bilal_ishaq_786 @ShehrYaar @Umeed_Ki_Kiran @dur-e-shawar
@Bird-Of-Paradise @shailina @Haider_Mk @maanu115 @Dua001 @pyaridua @Pari_Qrakh @Menaz @colgatepak @aishagull @gullubat
@Rahath @zonii @Noor_Afridi @sweet bhoot @Noorjee @Miss_Tittli @Nadaan_Shazie @seemab_khan @sameer_jan @Shoaib_Nasir
@Bela @Silent_tear_hurt @gulfishan @Manxil @Raat ki Rani @jimmyz @genuine @errorsss @raaz the secret @diya. @AshirFrhan @ujalaa
@Mantasha_Zawaar @reality @illusionist @huny @Gul-e-Pakiza @mrX @Chief @silent_heart @X_w @Ahmad-Hasan @Afsaan @UHPF
@Hudx @Flower_Flora @Zia_Hayderi @minaahil @Nikka_Raja @Aqsh_Arch @Huree @Jahanger @umeedz @amerzish_malik @Ramiz
@Amaanali @ujalaa @Fizaali @Marah @Meekaeel @mishahaider @Sabeen_27 @SharieMalik @Danee @Ocean-of-love @Arz0o @nizamuddin
@Blue-Black @phys_samar @Sameer_Khan @Dreamy Boy @Akaaaash @sona_monda @wajahat_ahmad @onemanarmy @RaPuNzLe
@DevilJin @Faiz4lyf @Charming_Deep @unpredictable2 @REHAN_UK @Muhammad_Rehman_Sabir @sweet_lily @farhat-siddiqa
@jal_pari_ @Tanha_Dil @attiya @H0mer @Dard-e-Dil @Mehar_G786 @CuTe_HiNa @shineday11 @MukarramRana @Lightman
 
Cheeky

Active Member
May 25, 2011
424
145
343
Pakistan
@Don @Pari @Hoorain @RedRose64 @Mahen @STAR24 @*Sarlaa* @Syeda-Hilya @whiteros @namaal @Shiraz-Khan @sweet-c-chori
@Abidi @Qu33na @Iceage-TM @Toobi @i love sahabah @Prince-Farry @Babar-Azam @Princess_Nisa @babarnadeem996 @MukarramRana
@NamaL @Fa!th @MSC @Armaghankhan @yoursks @nighatnaseem21 @ZarOon @lovely_eyes @Angel_A @Sweeta @Island_Jewel @LaDDan
@soul_of_silence @MIS_MaHa @junaid_ak47 @Guriya_Rani @Azeyy @Gul-e-lala @Blue_Sky @Poetry_Lover @crystal_eyez @Naila_Rubab
@shzd @p3arl @Fantasy @Atif-adi @Lost Passenger @marzish @Fahad_Awan_Huh @Pakhtoon @Mano_Doll @Iceage-TM @innocent_jannat
@Rubi @Umm-e-ahmad @Tariq Saeed @Mas00m-DeVil @Wafa_Khan @amazingcreator @marib @Zaryaab @Parisa_ @Twinkle Queen
@S_ChiragH @Binte_Hawwa @sweet_c_kuri @Masoom_girl @hariya @Seap @Pari_Qrakh @soul_snatcher @Shahzii_1 @SUMAIKA @raji35
@Aayat @italianVirus @saviou @Ziddi_anGel @Princess_E @Asheer @bilal_ishaq_786 @ShehrYaar @Umeed_Ki_Kiran @dur-e-shawar
@Rashk-E-Hina @shailina @Haider_Mk @maanu115 @Dua001 @pyaridua @Pari_Qrakh @Menaz @colgatepak @aishagull @gullubat
@Rahath @zonii @Noor_Afridi @sweet bhoot @Noorjee @Miss_Tittli @Nadaan_Shazie @seemab_khan @sameer_jan @Shoaib_Nasir
@Bela @Silent_tear_hurt @gulfishan @Manxil @Raat ki Rani @jimmyz @genuine @errorsss @raaz the secret @diya. @AshirFrhan @ujalaa
@Mantasha_Zawaar @reality @illusionist @huny @Gul-e-Pakiza @mrX @Chief @silent_heart @X_w @Ahmad-Hasan @Afsaan @UHPF
@Hudx @Flower_Flora @Zia_Hayderi @minaahil @Nikka_Raja @Aqsh_Arch @Huree @Jahanger @umeedz @amerzish_malik @Ramiz
@Amaanali @ujalaa @Fizaali @Marah @Meekaeel @mishahaider @Sabeen_27 @SharieMalik @Danee @Ocean-of-love @Arz0o @nizamuddin
@Blue-Black @phys_samar @Sameer_Khan @Dreamy Boy @Akaaaash @sona_monda @wajahat_ahmad @onemanarmy @RaPuNzLe
@DevilJin @Faiz4lyf @Charming_Deep @unpredictable2 @REHAN_UK @Muhammad_Rehman_Sabir @sweet_lily @farhat-siddiqa
@jal_pari_ @Tanha_Dil @attiya @H0mer @Dard-e-Dil @Mehar_G786 @CuTe_HiNa @shineday11 @MukarramRana @Lightman @Panchii
 
Top