tum aj hanste ho hans lo mujh par ye aamaish na bar bar hogi main janta hun mujhe kha

  • Work-from-home

rehanckl

Newbie
Jan 28, 2010
1,485
1,215
0
33
tum aj hanste ho hans lo mujh par ye aamaish na bar bar hogi
main janta hun mujhe khabar hai k kal faza khushgawar hogi​
rahe muhabbat main zindagi bhar rahegi ye kashamakash barabar
na tumko qurbat main jit hogi na mujhko furqat main har hogi​
hazar ulfat sataye lekin mere iradon se hai ye mumkin
agar sharafat ko tumne chera to zindagi tum pe war hogi
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Ocean-of-love

Hot Shot
Nov 13, 2014
23,099
5,146
513
tum aj hanste ho hans lo mujh par ye aamaish na bar bar hogi
main janta hun mujhe khabar hai k kal faza khushgawar hogi​

rahe muhabbat main zindagi bhar rahegi ye kashamakash barabar
na tumko qurbat main jit hogi na mujhko furqat main har hogi​
hazar ulfat sataye lekin mere iradon se hai ye mumkin
agar sharafat ko tumne chera to zindagi tum pe war hogi
Nice Sharing.
 
Top