Agar mera dill us k sath lag gya to meri ye koshish ho gi k wo na he jae or agar wo Rwaiti biviyon ki tarha hui to main us ko maike main he rakhun ga ta k wo bhi aram se ho or main bhi.acha ye tello k u apni wife ko month may kitni bar uskay MAKAY janay dia kero gay
main use kahun gayeh batoo k wife aghar naraaz hoo jahai gi too kasay manoo gai
Ruthe ho tum tum ko kese manaun piya bolo na
achaa shadi k baad sab say pehle kahan jana pasand karain gay?
bhabi ki education kia honi chaiye?
pehle que ka ans ho chuka hai.
use bus likhna parhna ata ho ta k jab main use msg karun to wo parh le.
Is ka ans bhi ho chuka hai.shaadi k baad family k saat rahna passand karoo gai matlab join family ya phir alaag ghar main rahoo gai bhabhi k saat