TM Debate Contest II - Anaaya Ali vs Be Happy

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
[SHADOW="1"]Topic: Social Networking Sites Are Good For Our Society

Anaaya Ali : have to go against the topic ( Social Networking Sites are not good for our society )
Be Happy: have to go for the topic ( Social Networking sites are good for our society )

Introduction:
Social networking sites k bahut saray achay or buray asaar hamare society par parte hain, ap logo ko yahan yeh discuss karna hai k kia social networking sites hamari SOCIETY k lie achi hain k nahi. Yaad rahe k ap k saray points society par ho na k alag alag logo par.
Also is baat ka khayal rakhein k social networking sites may sirf Facebook nahi hotin.. Social networking sites may yeh sari websites count hotin hain:

  • Facebook
  • myspace
  • orkut
  • youtube
  • hi5
  • Tafreehmela
  • etc etc
Tips and Hints for Both Contestants:

  • Social networking sites(SNS) are good for our society
    • SNS can be helpful to find a job
    • SNS can help you to solve your problem
    • SNS can promote business and events
  • Social Networking Sites (SNS) are not good for our society
    • SNS may leak your personal info
    • students pay less attention to their school work
    • less physical activities will occur.
Please, remember and follow DEBATE RULES

This Topic Will Close in 12 days ( December 17th 2010 )[/SHADOW]
 
Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
Asslam o Alikum.....:)
my 1st statement.

social networking sites se hume kafi faide hasil hain jese k social networking sites ki badolat hum apne raletives & friends se intouch rehte hain.MySpace,Tiwtter and Facebook have made communication much easier.not only does a social networking sites help u keep in touch with friends/raletives already have,but they also help u from new relationships....aur social networking sites se hume new new ideas milte hain.hum donya ki raftar k sath chal sakte hain.:)
 
Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
please keep in mind that topic is, "Is social networking sites are good for OUR SOCIETY, NOT FOR YOU(only) "

your points were good, but koshish karein k next time ap k points Society k lie ho...

Now Anaaya Ali have to answer

ok main likhne ki koshish kron gi.lekin kuch bhi likhon is se pehle Anayaan ko bhi to reply krna chahiye.aur rules k motabiq is thread ko 24 hrs bhi ho chuke h ,aur 24 hrs me hi reply krna h.mojhe nahi lgta k Anaaya is me interested hain.{}{5tr
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~ and Aara'af

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
she still have two hours late... If she does not reply.. she will be disqualified. and that would be end of this debate.
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Assalam o alaikum
sns se humari personal life kafi distrb b hoti hai..time ka boht zaya hota hai..
Hum apne karebi rishton ko thek se time nhi day pate....

Thek hai har cheez k kuch faide hote hn lekin nuksan b hote hn..time ka boht zaya hota hai,is se studies b achi khasi mutasir hoti hai..
asslam o alikum.....:)
my 1st statement.

Social networking sites se hume kafi faide hasil hain jese k social networking sites ki badolat hum apne raletives & friends se intouch rehte hain.myspace,tiwtter and facebook have made communication much easier.not only does a social networking sites help u keep in touch with friends/raletives already have,but they also help u from new relationships....aur social networking sites se hume new new ideas milte hain.hum donya ki raftar k sath chal sakte hain.:)
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Oh..sorry 4 late..
Ma ne dekha hi nhi..

ok main likhne ki koshish kron gi.lekin kuch bhi likhon is se pehle anayaan ko bhi to reply krna chahiye.aur rules k motabiq is thread ko 24 hrs bhi ho chuke h ,aur 24 hrs me hi reply krna h.mojhe nahi lgta k anaaya is me interested hain.{}{5tr
 
Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley

Social Networking sites ka Background aur inn k Favaied:

Jab se computer ejaad hua hai iss ne hamari dunya ko badal k rakh dia hai ,
computer ki sab se ahem services mein se aik internet bhi hai , internet ki badolat dunya mein millions of computers aik dusre se connected hain..

Jab ham internet ki baat karein to social networking sites ki maqbooliyat ko bhulaya nahi jaa sakta,
social networking sites aisi sites hein jo logon ko baham rabtey mein rakhti hein , log izhaar e roy khayal kar sakte hein , apne friends , family se intouch raha jaa sakta hai etc...

ye to social networking sites k inferaadi pehlu hein jin ka tazkira kia gaya hai , ijtemaai,samaji aur muasharti pehluon par ghor kia jaaye to social networking sites ne iss dunya ko "GLOBLE VILLAGE" bananey mein ahem kirdar ada kia hai , balke mein to kahoon gi internet ki wajah se agar dunya ko "Globle Village" kaha jaata hai to ye social networking sites ki badolat hi hai ..

social networking sites k tamam tarr favaied batana to i think kisi k lye bhi bohat mushkil ho ga but sab se ahem favaied mein se aik faida ye hai k social networking sites ne society k afraad ko baham rabtey mein rakhne mein ahem kirdaar ada kia hai ... kuch social networking sites aisi bhi hein jo apne members ko bohat saari free facilities faraham karti hein , social networking sites afraad ko apni mushkilaat ka tazkira karne aur unn ki rahnumaai karne mein ahem kirdar ada karti hein .... social networking sites par apni educational , social , medical , economical neez haar qism k masaiel ka hall mill sakta hai aur ye hall aapko social networking sites ki administration bazaat e khud ya site k dusre member faraham karte hein...

social networking sites k be inteha favaied hein lekin mein aik aur ahem faidey ki janib tawajjoh dilana chaahun gi ,
wo ye k social networking sites dars o tadrees aur ILM k farogh mein intehai ahem kirdaar ada karti hein jabkeh logon ko apni information share karne k liye na sirf encourage karti hein balkeh munasib mavaqey bhi faraham karti hein , ab TM ki misaal hee le lijiye , mein iss qabil kujaa thi k yahan apne alfaaz mein kuch bayaan kar sakti , lekin TM ne mujhe moqa faraham kia aur mein ne apne khayalaat aap se share kiye jis k liye mein TM ki admin ki shukr guzaar hoon.....

social networking sites k manfi pehlu :

kehte hein har cheez jahan favaied rakhti uss k kuch manfi asraat bhi hotey hein , aise hee social networking sites bhi kuch manfi pehlu rakhti hein lekin mein nahi samajhti k ye puri tarha social networking sites k manfi pehlu nahi hein balkeh users pe ziada depend karta hai k wo social networking sites ko kese use kartey hein .... agar ham tameeri maqasid k lye social networking sites ko istemaal karein to be panah favaied hasil kar sakte hein , e.g ham logon ki madad karne , ilm ki tarseel waghera k lye istemaal karein to social networking nihayat madadgar sabit ho sakti hein..... lekin agar ham social networking sites par waqt zaya karein to social networking sites qat'an madadgar sabit nahi hoon gi balkeh nuqsan deh sabit hoon gi...students social networking sites pe time zaya karne ki bajaye agar educational debates karein aur educational problems pe baham guft o shaneed karein to social networking sites students k lye intehaai mozooN hein.

social networking sites k aik aur manfi pehlu jis par ghor kia jaa sakta hai that's leakage of personal information.social networking sites k users apni khasi ahem maloomat site admin ko faraham karte hein aur site admin inn ka ghalat istemaal kar sakte hein lekin ye just aik possibility ki hadd tak hai aur aaj tak sun'ney mein nahi aaya k kisi site admin ne aisa kia ho...

khulasan , social networking sites be panah favaied rakhti hein agar inhein tameeri maqasid k liye istemaal kia jaaye , kuch manfi points bhi hein lekin inn giney chuney manfi points k lye ham social networking sites afadiyat ko bhula nahi saktey.Depend hum pe karta hai k ham inn sites ko kese use karte hein.
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
yahan in sites ne dunya ko globle village bnaya hai wahan 1 tarha humari society
bure asrat b dale hn..bache apna zeyada time in sns pe zaya krte hn..is tarha un ko apne parents or family se zeyada baat cheet ka time nhi milta..wo apni family ko thek se time nhi de pate,smjh nhi pate..is tarha un k or un k parents k darmiyan 1 gap aa jata hai..jo bacho me boht c kamiyon ka bais banta hai..
un ki tarbiyat us tarha se nhi ho pati jis tarha se honi chaheye..
q k har fard milat k mukadar ka sitara hota hai to kahi kisi me b ko kami reh jaye to wo society k lye nuksan-dah sabit ho sakti hai.

students pr SNS bilkul bhi ghalat asar nahi dalti kiu k SNS se students ko kafi sare note bhi milte hain.
aur students apni study k lie time nikalte hain book read krte aur books on history bhi aur ye hume kisi book store pr ya foran hi kahin se nahi mil sakti.magar ye sab SNS se milna buhot hi asaan hai.
students hostel me bhi rehte hain apni study k lie tab bhi wo parents ko time nahi de pa rahe hote.jab ke SNS se students ko ye prob bhi nahi rehti.thore hi time me buhot kuch seekha ja sakta hai
 
  • Like
Reactions: Aara'af and ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
sis yahan hm sb sns ki bat kr rhe hn..
parents se achi bachon ki tarbiyat kon kr skta hai agar 1 bache k pas itna time hi nhi k apne ghar walo k sath mil k time guzare..
is tarha se humara family system me begar aa rha hai..
hum apni values bholte ja rhe hn..
to kya is se society par bure asrat nhi parte..
ap ne kaha k urdu adab par skta hai..humari libraries kis lye hn.jo k khali pari hn,kya ye humare lye nuksan-dah nhi..
humara itna keemti sarmaya or kyi maliyat se kharidi gyi kitabe sirf dhol se atti pari hn .computer k samne beth k 1 book parhne se behtar 1 ache se sehat afza or pur-sakoon mahool me parhi jate k book ka maza hi or hota hai or us se sehat par b ache asrat parte hn...
aik aur bat jese k aap ne kaha k is trha in me kai khamiyaan peda ho sakti hai.jb k aap TM ya is jesi aur sites ki misal le lein is pr aik section urdu adab bhi hai is se hume bolne,likhne aur samjhne ka saliqaa ata h
 
Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
sis yahan hm sb sns ki bat kr rhe hn..
parents se achi bachon ki tarbiyat kon kr skta hai agar 1 bache k pas itna time hi nhi k apne ghar walo k sath mil k time guzare..
is tarha se humara family system me begar aa rha hai..
hum apni values bholte ja rhe hn..
to kya is se society par bure asrat nhi parte..
ap ne kaha k urdu adab par skta hai..humari libraries kis lye hn.jo k khali pari hn,kya ye humare lye nuksan-dah nhi..
humara itna keemti sarmaya or kyi maliyat se kharidi gyi kitabe sirf dhol se atti pari hn .computer k samne beth k 1 book parhne se behtar 1 ache se sehat afza or pur-sakoon mahool me parhi jate k book ka maza hi or hota hai or us se sehat par b ache asrat parte hn...
main aap k is sawal pr already bat kr chuki hon ab sawal krne ka jawaz hi nahi banta..manfi points SNS mein nahi hein manfi users ya students hee hotey hein bcuz students k court mein hai ball k wo SNS ko kese use karte hein agar wo educational use karte hein to thats good agar wo social networking sites se time zaya karte hein to ye khami SNS ki nahi hai balkeh students ki hai jis student ka parhne ka irada nahi uss ne college jaa k b nahi parhna
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Phir b b happy..wo apni studies ko itna time nhi de pate jitna k une dena chaheye..
Wese b bache to na smjh hote hn..
Ma bad me is ka jawab tafseel se don gi..

main aap k is sawal pr already bat kr chuki hon ab sawal krne ka jawaz hi nahi banta..manfi points sns mein nahi hein manfi users ya students hee hotey hein bcuz students k court mein hai ball k wo sns ko kese use karte hein agar wo educational use karte hein to thats good agar wo social networking sites se time zaya karte hein to ye khami sns ki nahi hai balkeh students ki hai jis student ka parhne ka irada nahi uss ne college jaa k b nahi parhna
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ma manti hon ap ki bat ko kkoi b cheez ba'zat-e-khud achi ya buri nhi hoti..har cheez k kuch ache or bure pehlu hote hn jb hum soceity ki bat krte hn to sbhi log us k faidon ko nhi dekhte..soceity me kisi b cheez k negetive pehlu pehle nashrunma pate hn..or log un ka aasar jaldi kabool krte hn ye 1 fact hai.
..humare youngsters sns zeyada tar tafreeh k lye use krte hn, achi bat hai is tarha un ko kuch sekhne ko b milta hai lekin wo apni studies ko us tarha time nhi de pate jis tarha une dena chaheye..
dunya boht aage barh chuki hai mehnat k bageer kuch b nhi,agar 1 student ko 8 ghante parhne ki zarurat hai (itna parhna parta hai agar zindgi me kisi achi jaga punchna ho) farz kia wo 3 ghante sns ko de..us ki routine me farq to aaye ga na..
wo apni studies pe us tarha consentrat nhi kr paye ga..

main aap k is sawal pr already bat kr chuki hon ab sawal krne ka jawaz hi nahi banta..manfi points SNS mein nahi hein manfi users ya students hee hotey hein bcuz students k court mein hai ball k wo SNS ko kese use karte hein agar wo educational use karte hein to thats good agar wo social networking sites se time zaya karte hein to ye khami SNS ki nahi hai balkeh students ki hai jis student ka parhne ka irada nahi uss ne college jaa k b nahi parhna
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
ma manti hon ap ki bat ko kkoi b cheez ba'zat-e-khud achi ya buri nhi hoti..har cheez k kuch ache or bure pehlu hote hn jb hum soceity ki bat krte hn to sbhi log us k faidon ko nhi dekhte..soceity me kisi b cheez k negetive pehlu pehle nashrunma pate hn..or log un ka aasar jaldi kabool krte hn ye 1 fact hai.
..humare youngsters sns zeyada tar tafreeh k lye use krte hn, achi bat hai is tarha un ko kuch sekhne ko b milta hai lekin wo apni studies ko us tarha time nhi de pate jis tarha une dena chaheye..
dunya boht aage barh chuki hai mehnat k bageer kuch b nhi,agar 1 student ko 8 ghante parhne ki zarurat hai (itna parhna parta hai agar zindgi me kisi achi jaga punchna ho) farz kia wo 3 ghante sns ko de..us ki routine me farq to aaye ga na..
wo apni studies pe us tarha consentrat nhi kr paye ga..
achi bat ki aap ne.abhi mojhe neend aa rahi h subh reply krti hon
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~
Status
Not open for further replies.
Top