TM Debate Contest II - Anaaya Ali vs Be Happy

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
  • Facebook
  • myspace
  • orkut
  • youtube
  • hi5
  • Tafreehmela
  • etc etc
etc etc wali site ka link de den plz baqi to sari sites open horhi hain bt yeh last wali nhi horhi
 

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
ma manti hon ap ki bat ko kkoi b cheez ba'zat-e-khud achi ya buri nhi hoti..har cheez k kuch ache or bure pehlu hote hn jb hum soceity ki bat krte hn to sbhi log us k faidon ko nhi dekhte..soceity me kisi b cheez k negetive pehlu pehle nashrunma pate hn..or log un ka aasar jaldi kabool krte hn ye 1 fact hai.
..humare youngsters sns zeyada tar tafreeh k lye use krte hn, achi bat hai is tarha un ko kuch sekhne ko b milta hai lekin wo apni studies ko us tarha time nhi de pate jis tarha une dena chaheye..
dunya boht aage barh chuki hai mehnat k bageer kuch b nhi,agar 1 student ko 8 ghante parhne ki zarurat hai (itna parhna parta hai agar zindgi me kisi achi jaga punchna ho) farz kia wo 3 ghante sns ko de..us ki routine me farq to aaye ga na..
wo apni studies pe us tarha consentrat nhi kr paye ga..

No,buhot se students jab bhi SNS use krte hain to wo tafreeh k lie km aur apni knowladge k lie ziyada use krte hain.shayad isi lie aaj k bache pehle k bachon se zyada zaheen ho gae hain.aur sath hi study me bhi buhot agey hain.wrna inko sara sara din books read krte dekha jata tha.
lekin km time me SNS ki waja se ye buhot kuch seekhe....just aik click krne se hum kahan se kahan pohnch jate hain.jab k aaj se pehle kisi bhi chez k bare me jan'na kafi mushkil tha....beshak bache ab 8 hrs tak nahi parhte.aur na parhne ki waja bhi yeh hai k onhe already sab kuch SNS se pta chal chuka hota h.SNS hi inhe hr trha ki knowladge frahm krti h.is lie hi to aaj donya kahan se kahan pohnch gai.

aur research se malom hoa hai k 94 percent students internet use krte h, 82 percent ghar se online hote h aur 77 percent ki profiles social networking site pr hai. aur jab pocha gya k ye kia learn krte h social networking sites se to maloom hoa k students listed technology skills as the top lesson, followed by creativity, being open to new or diverse views and communication skills.
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
aur main apne bare me hi btati chalon.main pehle aik number ki bewaqoof larki thi.na donya ki khabar na donya me hone wale kamon ki.magar ab esa nahi hai SNS ki help se mere andar confidence peda hoa.main kisi bhi topic pr discuession kr sakti hon.kisi bhi male,female se bat kr saktii hon warna mojh me itni himmat nahi thi k main kisi se 2 lafz os ki khair kheriat k hi pochti.:)
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
thek hai is se student ko kisi had tk faida hota hai lekin un ka interest b scatter ho jata hai...
zeyada dair net se study b nhi ho skti bcoz is se zehan fresh nhi rehta..
wese b sns k use se physical activities b na hone k barabr reh gyi hn,,
jis se society healthy nhi rahi..jo kayi tarha k masail ko janam deti hai..life b ab is qadar mashini c ho gyi hai sns ka b in me boht had tk hisa hai ki.. insan ko ye to pata hota k dunya me kya ho rha hai lekin use apne humsaye k haal ka pata nhi hota..
jo k humare family system k lye b nuksan-dah hai



No,buhot se students jab bhi SNS use krte hain to wo tafreeh k lie km aur apni knowladge k lie ziyada use krte hain.shayad isi lie aaj k bache pehle k bachon se zyada zaheen ho gae hain.aur sath hi study me bhi buhot agey hain.wrna inko sara sara din books read krte dekha jata tha.
lekin km time me SNS ki waja se ye buhot kuch seekhe....just aik click krne se hum kahan se kahan pohnch jate hain.jab k aaj se pehle kisi bhi chez k bare me jan'na kafi mushkil tha....beshak bache ab 8 hrs tak nahi parhte.aur na parhne ki waja bhi yeh hai k onhe already sab kuch SNS se pta chal chuka hota h.SNS hi inhe hr trha ki knowladge frahm krti h.is lie hi to aaj donya kahan se kahan pohnch gai.

aur research se malom hoa hai k 94 percent students internet use krte h, 82 percent ghar se online hote h aur 77 percent ki profiles social networking site pr hai. aur jab pocha gya k ye kia learn krte h social networking sites se to maloom hoa k students listed technology skills as the top lesson, followed by creativity, being open to new or diverse views and communication skills.
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Sis yahan tk confidence ki bat hai to..
Is tarha confidence nhi aata eyse to koi b bat kr sakta hai..asal me confidence to wo hota hai jb kisi se face to face bat kijaye..
Ye thek hai k hum yahan se boht c achi baten b sekhte hn..lekin privacy b nhi rehti.har banda ap k bare me jan leta hai..is tarha sometimes kuch masail b pesh aate hn..
Sns ne hume is so called modern kr diya hai humari values khatam ho ja rhi hn..
aur main apne bare me hi btati chalon.main pehle aik number ki bewaqoof larki thi.na donya ki khabar na donya me hone wale kamon ki.magar ab esa nahi hai sns ki help se mere andar confidence peda hoa.main kisi bhi topic pr discuession kr sakti hon.kisi bhi male,female se bat kr saktii hon warna mojh me itni himmat nahi thi k main kisi se 2 lafz os ki khair kheriat k hi pochti.:)
 

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
dear sis I think u didn't get my points{(doh)}maine jese k pehle bhi likha k agar students SNS ki waja se wo apni studies pe os trha consentrat nahi kr pa rahe to is ki asal waja yehi hai k km time me onhe sns se wo sab kuch hasil ho jata hai jo itne ghanton beth kr read krne se hota tha.
aur agar koi student ghar ko time nahi de pata to ye khami sns ki nahi ye oski apni hai.is k lie hum sns ko zimmadar nahi tehra sakte.aap values iqdar ki bat kar rahi h iqdar insan k zameer pe depend karti hain insan ki soch pe depend karta hai agar insan ki soch pukhta ho to SNS ka iqdar par koi assar nahi hota.
aur SNS aaj humari society k lie aik zarorat h.SNS ki waja se hi aaj k bache kal k bachon se behtar hain.

aur jahan tak bat hai SNS se aap ki
privacy khtam ho jati hai to esa nahi hai.ye depend krta hai aap par k aap ne kis se kia share krna hai.aap hi share karein ge to hi aap ki privacy khtam ho gi na.....to is me SNS ka koi kusoor nahi.kusoor aapka hoga k aap ne wo sab share kia h jis se aapki ab privacy nahi rehti...warna koi zaberdasti to nahi aap se sab pochta na.

Note:main SNS k buhot se faidey likhe hain.aap SNS k bhi buhot se nuqsanat likhiye.sirf ye bat kafi nahi k SNS ki waja se ghar ko time nahi de pate ya phir studies etc.
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
is tarha agar sare insan ache hote to dunya kitne thek tarike se chal rhi hoti koi masla hi na hoti ,lekin eysa nhi hota.dunya me sb log musbat nhi sochte or wese b mahool insan par boht gehra asar dalta hai ,.
humare yungsters yahan se kya sekhte hn?
wo apni values se door ho rhe hn ,ye 1 haqeeqat hai,wo values to apne baron se b sekh sakta hai,kya sns humare baron se zeyada behtar tarike se sikha sakte hn...
nhi..

or yahan jb privicy ki bat hai to jb ap kisi se share nhi kro ge to bat kese kro ge jb ap 1 comunity me move krte hn to bat to krni parti hai or jb bat krte hn to kuch na kuch share b krna parta hai.
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
sns par islam k bare me kuch authentic sites nhi hoti,jese galat hadees etc..
jb insan us ko study krta hai to uljh b jata hai,or faisla nhi kr pata k kis cheez ko galat mane or kis ko durs,
jis se aqida kharab ho skta hai..
or ye boht khatarnak bat hai..

authentic sirf books hoti hn..
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
is tarha agar sare insan ache hote to dunya kitne thek tarike se chal rhi hoti koi masla hi na hoti ,lekin eysa nhi hota.dunya me sb log musbat nhi sochte or wese b mahool insan par boht gehra asar dalta hai ,.humare yungsters yahan se kya sekhte hn?
ji haan aap k ird gird ka mahmool aap pr zaror asar andaz hota hai.jese farigh time me specially boys ghar se bahir nikalte hain.aur is trha mahmool khrab hone ki waja se wo awaragardi krte hain.,aur mahmool ki khrabi ki waja se wo bhi bahir ja kr khrab hote hain.smocking krte,club jate hain,burey logon se dostiyaan hoti hain aur bhi buhot si buraiyaan hain jo wo adopt krte h.
ab yehi boys ghar me rahein ge apne parents ki nazar k samne bethe rahein ge to wo esi buraiyoon se bach jaein ge.jo wo bahir ja kr krte h.
humari society me buhot kharabiyaan ho rahi h.to parents yehi chahte hain k humari ulaad humari nazron k samne rahe.to net pr esi sites se wo apne faltoo time me enjoy krte hain aur is se buhot kuch seekhte bhi hain jese main pehle bta chuki hon.bar bar same points pr discuess nahikrna chahti.

wo apni values se door ho rhe hn ,ye 1 haqeeqat hai,wo values to apne baron se b sekh sakta hai,kya sns humare baron se zeyada behtar tarike se sikha sakte hn...
nhi..
ab ye hargiz nahi hai k wo sns ki waja se apne ghar waloon se qata-tal'luq ho jate hain.wo ghar me hi rehte hain.aur ye aap k parents ki tarbiyat ka asar hota hai k wo kis trha ki krte hain.achi ya buri donu hi.agar tarbiyat achi hoi to wo kabhi koi bura kam nahi krte.kuch bhi bura nahi sochte.bache ki tarbiyat bachpan se hoti hai.aur bache ab bachpan se to net use nahi krne lg jate na.zahir hai jab onhe aqal,shaor ata hai tab hi wo use krte hain....aap ,main ya dosre log net use krte hain.to btaein aap ne kitni buraiyaan seekhi?aap ko yahan koi achai lagti hai to aap ati hain.net use krne ka matlab ye nahi k aap apne ghar waloon ko chor dete hain.

or yahan jb privicy ki bat hai to jb ap kisi se share nhi kro ge to bat kese kro ge jb ap 1 comunity me move krte hn to bat to krni parti hai or jb bat krte hn to kuch na kuch share b krna parta hai.
yahan bat krne ki shart ye nahi hai k aap apni privacy share karein ge to hi kisi se bat kr sakein ge warna nahi.net pr jitne bhi log hain onki ids fake bhi to ho sakti hain.wo zaror apne bare me hr bat sahi share karein ge.No,buhot se log male hote hoe female ban kr ate hain aur females ho kr male ban kr.ab koi kese jan sakta hai k ye jo bhi bat kr rhe hain wo apne hi bare me theik keh rahe hain......yahan log parde k beech me rehte hoe sab share krte hain.

sns par islam k bare me kuch authentic sites nhi hoti,jese galat hadees etc..
jb insan us ko study krta hai to uljh b jata hai,or faisla nhi kr pata k kis cheez ko galat mane or kis ko durs,
jis se aqida kharab ho skta hai..
or ye boht khatarnak bat hai..

authentic sirf books hoti hn..
buhot achi bat ki aap ne.is ki misaal main aapko kahin aur jga se nahi don gi isi forum se don gi.agar yahan pr Islam se related sab jhot hota to buhot se log beshak aaj gumrah ho jate.har aik forum pr aapko aik section milta hai jo Islam k lie hota h.wahan buhot se topics ese hote hain jo sahi hadees se dekh kr share kie jate hain.quraan se dekh kr likhe jate hain....koi bhi hadees with out reference share nahi ki jati.
kuch dinu pehle aik member ne aik thread lgai os ka link aapko deti hon "Thread" is se aapko andaza ho ga k jab onhe kuch bhi galat info milti hai to wo sns pr hi share krte hain takey onhe guide kia jae.sahi rastey pr laya jae.
ab agar SNS ki help na li jati to wo zaror os info ko hi sahi samjhta aur onhi ki baton me aa kr ghalat deen ki traf chala jata.ye sns ki hi khoobi hai k yahan se log burai se door rehte hain.
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ap sirf tm tk hi mehdood bat q kr rhi hn jb hum ne sns ki bat krte hn to is me facebook or youtube b aati hai,
specially youtube u k sb se zeyada use hone wali sns hai,wahan geer-muslims islams k bare me galat baten share krte hn jo k islam me hn hi nhi..or logo me shakko-o-shabahit peda krte hn
is tarha jb koi banda agar sreach kre kisi b topic k bare me to wo uljh jata hai,phir use kuch smjh nhi aata..
non-muslims islam k khilaf kam krte hn..
or logo ko bhatkate hn lekin agar wo cheez ap kisi book se search kren to wo sach or haqeeqat pe mabni ho gi..q k books bageer tehqeeq k shaya nhi hoti..
or authentic hoti hn..


buhot achi bat ki aap ne.is ki misaal main aapko kahin aur jga se nahi don gi isi forum se don gi.agar yahan pr Islam se related sab jhot hota to buhot se log beshak aaj gumrah ho jate.har aik forum pr aapko aik section milta hai jo Islam k lie hota h.wahan buhot se topics ese hote hain jo sahi hadees se dekh kr share kie jate hain.quraan se dekh kr likhe jate hain....koi bhi hadees with out reference share nahi ki jati.
kuch dinu pehle aik member ne aik thread lgai os ka link aapko deti hon "Thread" is se aapko andaza ho ga k jab onhe kuch bhi galat info milti hai to wo sns pr hi share krte hain takey onhe guide kia jae.sahi rastey pr laya jae.
ab agar SNS ki help na li jati to wo zaror os info ko hi sahi samjhta aur onhi ki baton me aa kr ghalat deen ki traf chala jata.ye sns ki hi khoobi hai k yahan se log burai se door rehte hain.[/QUOTE]
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ye kis kisam ka parda huva?
kya jhot bolna achi bat hai..? jhot to sb buraiyon ki jar hai..privicy agar jhot bol k chupai jaye to kya ye moral values me aata hai..to kya yahi sns sekhati hn.. ma inhi values ki to bar bar bat krti hon..jo humari society me khatam hoti ja rhi hn.. agar log fake ids bna kr apna asal chupate hn ye sb se bara jhot huva na..






yahan bat krne ki shart ye nahi hai k aap apni privacy share karein ge to hi kisi se bat kr sakein ge warna nahi.net pr jitne bhi log hain onki ids fake bhi to ho sakti hain.wo zaror apne bare me hr bat sahi share karein ge.No,buhot se log male hote hoe female ban kr ate hain aur females ho kr male ban kr.ab koi kese jan sakta hai k ye jo bhi bat kr rhe hain wo apne hi bare me theik keh rahe hain......yahan log parde k beech me rehte hoe sab share krte hain.



SIZE]
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
1 gap zarur aata hai,
1 bacha jo 7,8 ghante skol ya colllege me guzare phir academy b akasr student jate hn..phir agar wo aa k sns pe beth jayen to baki un k pas kya time rhe ga..selfstudy b to krni parti hai.
yahan ap ne bat ki k bache ki tarbiyat bachpn me hi hoti hai to 1 bat hai k inasan zindgi k har marhale me sekhta hai or wese b aj kal to science ne itni taraki kr li hai boht km age k bache b net use krte hn..
yahan hume personal ho kr bat nhi krni yahan society ki bat krni hai lehaza sirf ap ya mere net ko ache tarike se use krne ki bat nhi hai..





ab ye hargiz nahi hai k wo sns ki waja se apne ghar waloon se qata-tal'luq ho jate hain.wo ghar me hi rehte hain.aur ye aap k parents ki tarbiyat ka asar hota hai k wo kis trha ki krte hain.achi ya buri donu hi.agar tarbiyat achi hoi to wo kabhi koi bura kam nahi krte.kuch bhi bura nahi sochte.bache ki tarbiyat bachpan se hoti hai.aur bache ab bachpan se to net use nahi krne lg jate na.zahir hai jab onhe aqal,shaor ata hai tab hi wo use krte hain....aap ,main ya dosre log net use krte hain.to btaein aap ne kitni buraiyaan seekhi?aap ko yahan koi achai lagti hai to aap ati hain.net use krne ka matlab ye nahi k aap apne ghar waloon ko chor dete hain.



SIZE]
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
wo jo ma ne sns ki waja se physical activities km hone ki bat ki thi ap ne us k bare me kuch nhi kaha...?
jis se society me log us qadar sehatmad nhi rhe jese k pehle zamane ne hote the.insan boht mashini zindgi guzar rha hai..
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
1 or bat humari society me boht se log jo office jate hn to wahan tafreeh k lye sns use krte hn..is tarha wo apni job ko thek se tawajo nhi de pate.
or apni company k lye takari ka bais nhi bante..
or un ko pay milti ka us ka haq b thek se ada nhi hota..
kya ye bat society k lye buri nhi k humare log sns me inte invole ho jaye k apne faraiz ko b thek se injam na den payen..
 
  • Like
Reactions: Deep Silence
Status
Not open for further replies.
Top