TM Debate Contest II - Anaaya Ali vs Be Happy

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
woww gud goingg laro laro dil bhar kar laro subah shaam laro har time laro kyunke
kisi mahaan admi ne kaha hai jab tak laro gay nahi tab tak mile ga nahi

but ap log kya hasil karne ke lye lar rhe ho?
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
ap sirf tm tk hi mehdood bat q kr rhi hn jb hum ne sns ki bat krte hn to is me facebook or youtube b aati hai,
specially youtube u k sb se zeyada use hone wali sns hai,wahan geer-muslims islams k bare me galat baten share krte hn jo k islam me hn hi nhi..or logo me shakko-o-shabahit peda krte hn
is tarha jb koi banda agar sreach kre kisi b topic k bare me to wo uljh jata hai,phir use kuch smjh nhi aata..
non-muslims islam k khilaf kam krte hn..
or logo ko bhatkate hn lekin agar wo cheez ap kisi book se search kren to wo sach or haqeeqat pe mabni ho gi..q k books bageer tehqeeq k shaya nhi hoti..
or authentic hoti hn..
main sirf TM tak mehdod nahi hon aap ko misal di hai TM ki aur sath ye bhi likha hai k TM ki trha aur bhi esi buhot si sites hain.jahan tak aap books kii bat kr rahi hain to dear aap yahan se bhi books search kr sakte hain.Sahih Bukhari,Sahih Muslim,Quran with traslation yahan pr har language me hai...SNS ki hi khoobi hai k SNS ne yahan hr wo cheez de di hai.
ghar me Quraan rakha hai lekin wo sirf rakha hi rehta hai.buhot gharon me ab Quran nahi parha ja raha..to insan k dil me aik shoq peda ho is lie yahan Quran bhi kitni hi zubanon me likha hai.takey aap kisi trha ise parhein.
ab jo log namaz quran se itna dor ho gae hain wo ghar me rakhi books kb read karein ge?
aap sirf books ki bat kr rahi h yahan to Alim bhi buhot se hain,yani koi shari'e masle ka hall chahiye ho to wo bhi aapko mil jata hai.

jahan tak youtube ki bat hai to Muslims ka imaan itna kamzoor nahi hota k wo aik video dekh kr apna imaan khtam kr de.ya phir gumrah ho jae.agar koi esa kuch dekhta hai to wo apne friends se ya kisi forum pr ye bat share krta hai.aur ye SNS ki hi help leta hai to hi apne friends se bat kr pata hai kisi forum pr share kr sakta hai.facebook pr bhi.is trha ose gumrahi se bachaya jata hai.koi bhi insan dekh kr ese hi chup nahi ho jata wo 2,4 aur logon se bhi is bare discuss krta hai.aur ye saholat SNS hi ki waja se mil rahi h.

ye kis kisam ka parda huva?
kya jhot bolna achi bat hai..? jhot to sb buraiyon ki jar hai..privicy agar jhot bol k chupai jaye to kya ye moral values me aata hai..to kya yahi sns sekhati hn.. ma inhi values ki to bar bar bat krti hon..jo humari society me khatam hoti ja rhi hn.. agar log fake ids bna kr apna asal chupate hn ye sb se bara jhot huva na..
Ok,aap na bolein jhot.lekin esi bhi koi bat share koi nahi krta itna bhi koi bewaqoof nahi hota k wo apna har raz share kr de..jo bhi yahan pr apne bare me share krta hai wo sab jan bojh kr krta hai k is se mojhe kia nuqsan hoga aur kia faida.na hi yahan pr koi zaberdati hoti hai na hi koi majbori.sab apni marzi,apne shoq se krte hain....ab aap mojhse mere bare me kuch pochein aur main na btana chahon to main inkar kr don gi.agar btana hoa to bta don gi.lekin aap zaberdasti to nahi kr sakti na.ye sab depend krta hai aap pr.is me SNS ki koi burai nahi.

1 gap zarur aata hai,
1 bacha jo 7,8 ghante skol ya colllege me guzare phir academy b akasr student jate hn..phir agar wo aa k sns pe beth jayen to baki un k pas kya time rhe ga..selfstudy b to krni parti hai.
yahan ap ne bat ki k bache ki tarbiyat bachpn me hi hoti hai to 1 bat hai k inasan zindgi k har marhale me sekhta hai or wese b aj kal to science ne itni taraki kr li hai boht km age k bache b net use krte hn..
yahan hume personal ho kr bat nhi krni yahan society ki bat krni hai lehaza sirf ap ya mere net ko ache tarike se use krne ki bat nhi hai..
jesa k aap ne likha k bache school,collage & academy me apna time guzar k atey hain to ab bache ko thora to time esa bhi pore din me milna chahiye k wo kuch tafreeh kr sake.to SNS tafreeh k lie buhot achi h.youn tafreeh k lie ghar se bahir jaein to time ka pta nahi chalta.ghar late aein,thak jaein waghera waghera to in sab k bad wo next day apni study me dil nahi lgaein ge...lekin ghar me beth kr tafreeh ki jae SNS use ki jae to is se na aapko thakan hogi,na hi aap late soein ge na hi next day aap parhai se dil churaein ge.
ji haan science ne ab buhot taraqi kr li hai to ab bachon ko bhi science k sath chalna ho ga.wese hi taraqi krni ho gi.
maine apne bare me bat is lie bhi ki hai k hum bhi to krte hain hume is me achai/faida nazar ata hai jbhi krte hain to humari trha aur bhi log jo donya me rehte hain wo b SNS isi lie use krte h.

wo jo ma ne sns ki waja se physical activities km hone ki bat ki thi ap ne us k bare me kuch nhi kaha...?
jis se society me log us qadar sehatmad nhi rhe jese k pehle zamane ne hote the.insan boht mashini zindgi guzar rha hai..
ji haan aaj ka waqt buhot jaldi jaldi guzar raha hai.isi lie hi to net society ki aik eham zarorat hai.agar ye na ho to aap buhot piche reh jaein ge.

1 or bat humari society me boht se log jo office jate hn to wahan tafreeh k lye sns use krte hn..is tarha wo apni job ko thek se tawajo nhi de pate.
or apni company k lye takari ka bais nhi bante..
or un ko pay milti ka us ka haq b thek se ada nhi hota..
kya ye bat society k lye buri nhi k humare log sns me inte invole ho jaye k apne faraiz ko b thek se injam na den payen..
esa buhot km log krte honge.100 me se 10% lekin 90% kam hi krte h.aur agar wo bilfarz tafreeh k lie bhi krte hain to os waqt use krte hain jab aap ne apna office work kr lia ho.warna agar sirf tafreeh hi ki jati to aj donya me tarraqi km aur na-kami ziyada hoti.bari bari compaines hain.wo bina tariqi k hoi hain?
aur donya jo itni taraqi kr rahi h kia wo sab tafreeh k lie SNS use krte hoe itni taraqi kr gae.SNS sirf tafreeh k lie nahi.SNS se aapko kafi help milti hai.

aur buhot se log SNS ka use is trha se bhi krte hain.read this:

1."One popular use for this new technology is social networking between businesses. Companies have found that social networking sites such as Facebook and Twitter are great ways to build their brand image. According to Jody Nimetz, author of Marketing Jive,there are five major uses for businesses and social media: to create brand awareness, as an online reputation management tool, for recruiting, to learn about new technologies and competitors, and as a lead gen tool to intercept potential prospects.These companies are able to drive traffic to their own online sites while encouraging their consumers and clients to have discussions on how to improve or change products or services.& Social networks connect people at low cost; this can be beneficial for entrepreneurs and small businesses looking to expand their contact bases. These networks often act as a customer relationship management tool for companies selling products and services. Companies can also use social networks for advertising in the form of banners and text ads. Since businesses operate globally, social networks can make it easier to keep in touch with contacts around the world."

2."Social networks are also being used by teachers and students as a communication tool. Because many students are already using a wide-range of social networking sites, teachers have begun to familiarize themselves with this trend and are now using it to their advantage. Teachers and professors are doing everything from creating chat-room forums and groups to extend classroom discussion to posting assignments, tests and quizzes, to assisting with homework outside of the classroom setting. Social networks are also being used to foster teacher-parent communication. These sites make it possible and more convenient for parents to ask questions and voice concerns without having to meet face-to-face."

Ref:http://en.wikipedia.org/wiki/Social_network_service
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
thek hai sns se books search kr sakte hn to kya hum net k samne beth k wo books parh sakte hn..
kitni dair koi aaram se book read kr sakta hai..
is tarha to eyes problem b ho sakte hn..
or wo log jo ghar me pare QURAN PAK ko nhi parh sakte to wo kya sns pe aa kr search kr k QURAN PAK parhen ge..
yakeenan nhi..
yahan ap bat kr rhi hn k muslims k iman ki to koi b muslim insan hi hota hai or insan bhatak sakta hai jb koi cheez kisi k samne boht bhara chara k pesh ki jaye to wo soche ga zarur or phir us k behak jane ka andesha hota hai.
is lye islamic studies k ulma hazrat net se islam k bare me kuch b search krne se mana krte hn ye haqqeqat hai..

main sirf TM tak mehdod nahi hon aap ko misal di hai TM ki aur sath ye bhi likha hai k TM ki trha aur bhi esi buhot si sites hain.jahan tak aap books kii bat kr rahi hain to dear aap yahan se bhi books search kr sakte hain.Sahih Bukhari,Sahih Muslim,Quran with traslation yahan pr har language me hai...SNS ki hi khoobi hai k SNS ne yahan hr wo cheez de di hai.
ghar me Quraan rakha hai lekin wo sirf rakha hi rehta hai.buhot gharon me ab Quran nahi parha ja raha..to insan k dil me aik shoq peda ho is lie yahan Quran bhi kitni hi zubanon me likha hai.takey aap kisi trha ise parhein.
ab jo log namaz quran se itna dor ho gae hain wo ghar me rakhi books kb read karein ge?
aap sirf books ki bat kr rahi h yahan to Alim bhi buhot se hain,yani koi shari'e masle ka hall chahiye ho to wo bhi aapko mil jata hai.

jahan tak youtube ki bat hai to Muslims ka imaan itna kamzoor nahi hota k wo aik video dekh kr apna imaan khtam kr de.ya phir gumrah ho jae.agar koi esa kuch dekhta hai to wo apne friends se ya kisi forum pr ye bat share krta hai.aur ye SNS ki hi help leta hai to hi apne friends se bat kr pata hai kisi forum pr share kr sakta hai.facebook pr bhi.is trha ose gumrahi se bachaya jata hai.koi bhi insan dekh kr ese hi chup nahi ho jata wo 2,4 aur logon se bhi is bare discuss krta hai.aur ye saholat SNS hi ki waja se mil rahi h.

Ref:http://en.wikipedia.org/wiki/Social_network_service
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
lekin phir b kuch to share krte hn log ..
ya fake ids bna kr joth bolen
farz kren koi kisi dosre k bare me kuch poche or wo na bataye to phir log us se bat b boht km kren lehaza kuch na kuch share krna parta hai or log krte hn..jo bad me aksr problems lata hai..
ap ne fake ids se society me values khatam hone k bare me kuch nhi kaha...?

Ok,aap na bolein jhot.lekin esi bhi koi bat share koi nahi krta itna bhi koi bewaqoof nahi hota k wo apna har raz share kr de..jo bhi yahan pr apne bare me share krta hai wo sab jan bojh kr krta hai k is se mojhe kia nuqsan hoga aur kia faida.na hi yahan pr koi zaberdati hoti hai na hi koi majbori.sab apni marzi,apne shoq se krte hain....ab aap mojhse mere bare me kuch pochein aur main na btana chahon to main inkar kr don gi.agar btana hoa to bta don gi.lekin aap zaberdasti to nahi kr sakti na.ye sab depend krta hai aap pr.is me SNS ki koi burai nahi.

Ref:http://en.wikipedia.org/wiki/Social_network_service
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
agar student itna time studies me guzrne k bad sns use krne beth jayen to wo khelen ge kb ap k mutabik is tarha agar wo bahir ja k tafreeh kren ge for example khelen ge to un ko thakan ho jaye gi..time b zaya ho ga..
or in ki exercise ka kya?or khel-kod..??
ye 1 mashhor kahawat hai k sehat-mand(healthy) dimag sehat mind(healthy) jism ki alamat hai agar insan kele ga nhi idhar udhar ghome ga nhi to wo kese sehat-mand jism ya dimagh pa skta hai..
chaheye insan jitni b taraki kr le sehat us k lye ab se aham hai wo kisi mashen ki c zindgi nhi guzar sakta ..

jesa k aap ne likha k bache school,collage & academy me apna time guzar k atey hain to ab bache ko thora to time esa bhi pore din me milna chahiye k wo kuch tafreeh kr sake.to SNS tafreeh k lie buhot achi h.youn tafreeh k lie ghar se bahir jaein to time ka pta nahi chalta.ghar late aein,thak jaein waghera waghera to in sab k bad wo next day apni study me dil nahi lgaein ge...lekin ghar me beth kr tafreeh ki jae SNS use ki jae to is se na aapko thakan hogi,na hi aap late soein ge na hi next day aap parhai se dil churaein ge.
ji haan science ne ab buhot taraqi kr li hai to ab bachon ko bhi science k sath chalna ho ga.wese hi taraqi krni ho gi.
maine apne bare me bat is lie bhi ki hai k hum bhi to krte hain hume is me achai/faida nazar ata hai jbhi krte hain to humari trha aur bhi log jo donya me rehte hain wo b SNS isi lie use krte h.

Ref:http://en.wikipedia.org/wiki/Social_network_service
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
lekin phir b humari society ka 1 bara hisa office me sns use krta hai jis ki waja se aksar companies me youtube or face book wagera par pabandi hai,wo pabandi is lye hi hai k log apne kam ko thek se tawaju nhi de pate..
ap ne thek kaha k log sns ko use kr k apne business communication or dosri kai cheezon ko taraki dete hn..
ye to tasveer ka 1 rukh tha
lekin ye b haqeeqat hai k sns ko use kr k nonmuslims islam ki beruhmati krte hn,(QURAN PAK ko jalane ka din manne or HZARAT MUHAMMAD(S.A.W) ki shan me ghustakhi krte hn,nawuzbiAllah)kya ye galat nhi??
yakeenan is se bhar k buri or koi bat ho hi nhi sakti..is se to akwam k darmiyan larai hoti hai.
or almi jang ka khatra b hai ..
is se bhar k nuqsan-dah or kya bat ho sakti hai??????? UOTE=Be Happy;976653]

esa buhot km log krte honge.100 me se 10% lekin 90% kam hi krte h.aur agar wo bilfarz tafreeh k lie bhi krte hain to os waqt use krte hain jab aap ne apna office work kr lia ho.warna agar sirf tafreeh hi ki jati to aj donya me tarraqi km aur na-kami ziyada hoti.bari bari compaines hain.wo bina tariqi k hoi hain?
aur donya jo itni taraqi kr rahi h kia wo sab tafreeh k lie SNS use krte hoe itni taraqi kr gae.SNS sirf tafreeh k lie nahi.SNS se aapko kafi help milti hai.

aur buhot se log SNS ka use is trha se bhi krte hain.read this:

1."One popular use for this new technology is social networking between businesses. Companies have found that social networking sites such as Facebook and Twitter are great ways to build their brand image. According to Jody Nimetz, author of Marketing Jive,there are five major uses for businesses and social media: to create brand awareness, as an online reputation management tool, for recruiting, to learn about new technologies and competitors, and as a lead gen tool to intercept potential prospects.These companies are able to drive traffic to their own online sites while encouraging their consumers and clients to have discussions on how to improve or change products or services.& Social networks connect people at low cost; this can be beneficial for entrepreneurs and small businesses looking to expand their contact bases. These networks often act as a customer relationship management tool for companies selling products and services. Companies can also use social networks for advertising in the form of banners and text ads. Since businesses operate globally, social networks can make it easier to keep in touch with contacts around the world."

2."Social networks are also being used by teachers and students as a communication tool. Because many students are already using a wide-range of social networking sites, teachers have begun to familiarize themselves with this trend and are now using it to their advantage. Teachers and professors are doing everything from creating chat-room forums and groups to extend classroom discussion to posting assignments, tests and quizzes, to assisting with homework outside of the classroom setting. Social networks are also being used to foster teacher-parent communication. These sites make it possible and more convenient for parents to ask questions and voice concerns without having to meet face-to-face."

Ref:http://en.wikipedia.org/wiki/Social_network_service
[/QUOTE]
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
lekin phir b humari society ka 1 bara hisa office me sns use krta hai jis ki waja se aksar companies me youtube or face book wagera par pabandi hai,wo pabandi is lye hi hai k log apne kam ko thek se tawaju nhi de pate..
ap ne thek kaha k log sns ko use kr k apne business communication or dosri kai cheezon ko taraki dete hn..
ye to tasveer ka 1 rukh tha
lekin ye b haqeeqat hai k sns ko use kr k nonmuslims islam ki beruhmati krte hn,(QURAN PAK ko jalane ka din manne or HZARAT MUHAMMAD(S.A.W) ki shan me ghustakhi krte hn,nawuzbiAllah)kya ye galat nhi??
yakeenan is se bhar k buri or koi bat ho hi nhi sakti..is se to akwam k darmiyan larai hoti hai.
or almi jang ka khatra b hai ..
is se bhar k nuqsan-dah or kya bat ho sakti hai???????

Top