خاتون کا نکما پن

  • Work-from-home

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
waise ajeeb baat hai..... aisay mumalik jahan qatal jaise jurayem ki saza kaRi nahi, wahan bv k kaam na karne par 6 saal?
lagta hai kisi dushman ne uRaayi ho gi.
sister ab bhi aap nahi samjhi ..... Aisi BV ka hona Qatal hone se bhi ziada khatarnaak hai
kyun @Shiraz-Khan bhai
ab @imama sister ko dekho .... wo kitni achi hain saary kaam karne main :p
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
ap ka ghar damad bany ka program lagh raha hy sayd
Nahi yaar pathan Ghar damaad nahi bante :p
mgr ufffff yaar kitna maza ata hai BV ke saath kitchen main kaar karne main bas imagine karo yaar main to ankhain band kar ke soch hi raha hoon :p
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Nahi yaar pathan Ghar damaad nahi bante :p
mgr ufffff yaar kitna maza ata hai BV ke saath kitchen main kaar karne main bas imagine karo yaar main to ankhain band kar ke soch hi raha hoon :p
Bhai Sheikh Chilli................ AnkheN Kholo.... TM pe ho aap is waqat.
 

Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI
Nahi yaar pathan Ghar damaad nahi bante :p
mgr ufffff yaar kitna maza ata hai BV ke saath kitchen main kaar karne main bas imagine karo yaar main to ankhain band kar ke soch hi raha hoon :p
ap aik kam karo office main kam karny wali sy sahdi kar lo ap ghar k kam karna ho office
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
ap aik kam karo office main kam karny wali sy sahdi kar lo ap ghar k kam karna ho office
ufff yaar aap samjhe hi nahi meri baat hahahahaha
mera matlab keh BV ke saath kaam karne main kia burai hai
Islam main jo cheez na jaaiz nahi to ma'ashry main kesy na jaaiz ho gia
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
ufff yaar aap samjhe hi nahi meri baat hahahahaha
mera matlab keh BV ke saath kaam karne main kia burai hai
Islam main jo cheez na jaaiz nahi to ma'ashry main kesy na jaaiz ho gia
to phir is baat ko bura kyun samjha jata hai?
 
Top