~*ماں کی شان *~

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
wo sorry jiska thrd tha usko to kuch bola hi nahi maine.
bahot accha thrd lagaya bahaar aapne jazakAllah khair.
inshaAllah main bhi yahan kuch share karunga jo sabse alag ho.
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
waliekum assalam sisooo bahar
wah bht nayab thread lagaya hy aap ne..aur us b barh ker jo topic hy thread ka wo bemisal hy..
parhte parhte aankh nam hogyi ...

tere pyar se barh ker
kuch nahi duniya me
ae maa

tere sath se barh ker kuch nahi
paaya rishton me
ae maa
tu azeem hy kitni
me kese tujhe bataon
ik lafz maa ke naam ke siwa
koi aur lafz nahi harfon me
ae maa
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
Jub yeah thread he Maa ki shan ma banay gaya tu hay

kuch days pehlay ma nay be aik choti c Maa ki shan ma likhny ki try ki thi

app sub ki nazar

Hope app sub ku pasand aye gi

Wo Meri Budsalooki Per Be Mujhey Dua'a Deti Hy
Aaghosh May Lay Ker Sub Ghum Bhula Deti Hy

Yun Lugta Hy Jaisy
Jannat Say Aa Rahi Hy Khusboo
Wo Jo Apny Pehlo Ki Hawa Mujhey Deti Hy

Ma Jo Anjaany Ma Karo Galti Koe
Meri
MAA Iss Per Be Muskura Deti Hy

Kya Khoob Banaya Hy
RUBB nay Rishta MAA Ka
Veeran Gher Ku Be
Jannat Bana Deti Hy

MAA K Bad Mera Kon Sahara Hy
Yeh Soch Aksar Mujhey Rula Deti Hy







MASHAALAH hm bhai bht khoob aur khoobsurat poetry likhi hy aap ne..bht gehrayi hy aapki nazam me ..i have no word for ur this sweet thoughts and poetry ...meri guzarish hy aap yunhi likhte raha karo...:)may ALLAH bless u
aap jitna ami ko miss ker rahe hoo ALLAH aaapko unse jald milwa dey ALLAH us hasti ko beitneha nematon se aur pyar se umar daraz se nawazy AAMEEN
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Thx soooooooooooooooooo much saif bhai aur also thx or pointing out the mistake

I'll edit it later In Shaa Allah




Wa'alaikum assalam behad umdah bhai jan

bas eik jageh aap ne ghalti ki typing mein

Wo Jo Apny Pehlo Ki Hawa Mujhey Deti Hy

woh jo apny pehlo ki mujhey hawa deti hy

jab ke ise youn hona chahiye tha
 

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Thx Khushi for encouraging and liking it and its true maa baap khabi apnay bachooku takleef ma nahi dhiakh saktay

May Bless All of them and they live long life (Ameen)




bohat acha likha hai bai...

aik aik shair zbrdasst or bilkul such hai....

hum jitna b dukh jitni b takleef dain lakin Maan Baap bchon ko takleef nahi dety....
 
  • Like
Reactions: *khushi*

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Beautiful and precious word Patar Patar

May Allah Bless U and your parents and they live long life (Ameen)


waliekum assalam sisooo bahar
wah bht nayab thread lagaya hy aap ne..aur us b barh ker jo topic hy thread ka wo bemisal hy..
parhte parhte aankh nam hogyi ...

tere pyar se barh ker
kuch nahi duniya me
ae maa

tere sath se barh ker kuch nahi
paaya rishton me
ae maa
tu azeem hy kitni
me kese tujhe bataon
ik lafz maa ke naam ke siwa
koi aur lafz nahi harfon me
ae maa
 
  • Like
Reactions: Asma24

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
itnay takulfaat ki kiya xaroorat thi patar patar

likh mtu ma doo but is taiz duniya ki dour sukh say bhaitnay ku fursat he nahi milti aur yeh sub kaam fursat ma he sirnajmm diye ja sakty hy

I'll try my best to share more in my own words on the subject

And thx for encouraging me, is may meray khoon sawa sair k izafa ho gaya hy {(haha)}






MASHAALAH hm bhai bht khoob aur khoobsurat poetry likhi hy aap ne..bht gehrayi hy aapki nazam me ..i have no word for ur this sweet thoughts and poetry ...meri guzarish hy aap yunhi likhte raha karo...:)may ALLAH bless u
aap jitna ami ko miss ker rahe hoo ALLAH aaapko unse jald milwa dey ALLAH us hasti ko beitneha nematon se aur pyar se umar daraz se nawazy AAMEEN
 
  • Like
Reactions: Asma24

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
zindigani ke safar main gardishon ki dhoop mein
jab koi saya nahin milta tab boht yaad aati hai MAAN

pyar kehte hain kisse aur maamta kya cheez hai
koi un bachon se pooche jinki mar jati hai MAAN

safa-e-hasti pe likhti hia asool-e-zindagi
isiliye to maqsad-e-islam kehlati hai MAAN

jab koi pardes jata hai aye noor-e-nazar
Quran leke sar pe aajati hai MAAN

leke zamanat mein raza-e-pak ki
peechey peechey sar jhukaye door tak jati hia MAAN

kaampti awaz main kehti hai beta alvida
samne jab tak rahe hathon ko lehraati hai MAAN

jab parseshani mein phass jate hain hum pardes main
aansuuyon ko pochne khawbon main chali aati hai MAAN

marte dam tak aasaka na bacha ghar pardes se
apni sari duyayain chokhat pe chor jati hia MAAN
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Jub yeah thread he Maa ki shan ma banay gaya tu hay

kuch days pehlay ma nay be aik choti c Maa ki shan ma likhny ki try ki thi

app sub ki nazar

Hope app sub ku pasand aye gi

Wo Meri Budsalooki Per Be Mujhey Dua'a Deti Hy
Aaghosh May Lay Ker Sub Ghum Bhula Deti Hy

Yun Lugta Hy Jaisy
Jannat Say Aa Rahi Hy Khusboo
Wo Jo Apny Pehlo Ki Hawa Mujhey Deti Hy

Ma Jo Anjaany Ma Karo Galti Koe
Meri
MAA Iss Per Be Muskura Deti Hy

Kya Khoob Banaya Hy
RUBB nay Rishta MAA Ka
Veeran Gher Ku Be
Jannat Bana Deti Hy

MAA K Bad Mera Kon Sahara Hy
Yeh Soch Aksar Mujhey Rula Deti Hy







wah wah wah Bro.......
kya baat ahi mashAllah...MAA k paikar kay khubsurti se pesh kiya hai
JazakAllah khair
Yun Lugta Hy Jaisy Jannat Say Aa Rahi Hy Khusboo
Wo Jo Apny Pehlo Ki Hawa Mujhey Deti Hy
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
wawwooo khushi beautiful sharing sissss
safa-e-hasti pe likhti hia asool-e-zindagi
isiliye to maqsad-e-islam kehlati hai MAAN



aur jin logon ne apni sharing nahi ki unse requst hai k MAA ko nazranay e Aqeedat zarur pesh karen...
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Jub yeah thread he Maa ki shan ma banay gaya tu hay

kuch days pehlay ma nay be aik choti c Maa ki shan ma likhny ki try ki thi

app sub ki nazar

Hope app sub ku pasand aye gi

Wo Meri Budsalooki Per Be Mujhey Dua'a Deti Hy
Aaghosh May Lay Ker Sub Ghum Bhula Deti Hy

Yun Lugta Hy Jaisy
Jannat Say Aa Rahi Hy Khusboo
Wo Jo Apny Pehlo Ki Hawa Mujhey Deti Hy

Ma Jo Anjaany Ma Karo Galti Koe
Meri
MAA Iss Per Be Muskura Deti Hy

Kya Khoob Banaya Hy
RUBB nay Rishta MAA Ka
Veeran Gher Ku Be
Jannat Bana Deti Hy

MAA K Bad Mera Kon Sahara Hy
Yeh Soch Aksar Mujhey Rula Deti Hy







sounds pretty professional.. good work
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Beutiful Khushi and in shairon ki kiya baat hy

jub be read kerta huum meri ankhine numm ho jati hy very Heart touching words

jab koi pardes jata hai aye noor-e-nazar
Quran leke sar pe aajati hai MAAN

leke zamanat mein raza-e-pak ki
peechey peechey sar jhukaye door tak jati hia MAAN

kaampti awaz main kehti hai beta alvida
samne jab tak rahe hathon ko lehraati hai MAAN

jab parseshani mein phass jate hain hum pardes main
aansuuyon ko pochne khawbon main chali aati hai MAAN



 

Asma Shah

TM Star
Jan 16, 2012
6,450
1,604
263
KSA,AL-Khubar
this is an awsum post.........................cant say anything.........shair tu bht hi zabardast hai.....mere se zaida achy se kon in alfaz ki sachai janta hoga..............very alone without my mom.............i misseddd her alot...............................................................

---------- Post added at 04:19 PM ---------- Previous post was at 04:17 PM ----------

wt a beautiful poetry for mother........aik aik word correct r sachai pe mabni hai.............
 

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
wawwooo khushi beautiful sharing sissss
safa-e-hasti pe likhti hia asool-e-zindagi
isiliye to maqsad-e-islam kehlati hai MAAN



aur jin logon ne apni sharing nahi ki unse requst hai k MAA ko nazranay e Aqeedat zarur pesh karen...

thanx Bahar
 

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
Beutiful Khushi and in shairon ki kiya baat hy

jub be read kerta huum meri ankhine numm ho jati hy very Heart touching words

jab koi pardes jata hai aye noor-e-nazar
Quran leke sar pe aajati hai MAAN

leke zamanat mein raza-e-pak ki
peechey peechey sar jhukaye door tak jati hia MAAN

kaampti awaz main kehti hai beta alvida
samne jab tak rahe hathon ko lehraati hai MAAN

jab parseshani mein phass jate hain hum pardes main
aansuuyon ko pochne khawbon main chali aati hai MAAN




thanx bhai...

aisa hi kuch mery saath b hota hai...
 
Top