میرے خواب

  • Work-from-home

Jinda

Regular Member
Jun 14, 2016
93
26
518
Canada
:">
میرے خواب
کتنے نازک
کتنے کچّھے
کانچ سے بھی نازک ہوں جیسے
کیوں کہ جب بھی
آنکھ کھلتی ہے
سارے خواب بکھر جاتے ہیں
بس چند قطرے
اشکوں کے
آنکھ میں اکثر رہ جاتے ہیں
******
عبدالمطلب مقیّد

View attachment 110384
Goya keh aap raat ko sotay mein bhi rotay hein?...:">
 
  • Like
Reactions: Untamed-Heart

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
baaz aa jaaiay bhai............... naa subah saweray hi dukhi kijiay humein
dekhain matti dhook ko saaf karne keliye agar bahar se pani maaro to kuch kuch kachra andar reh jata hai is liye andar se ubalta hua paani sab kachra bahar phaink deta hai jis se andar ka ghubaar nikal jata hai aur insaan halka phulka mehsoos karta hai
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313

rehnay do bhai................................... iss se acha hai k 2-4 piyaaz kaat lo... sara kachra aapay saaf ho jana hai
 
Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
rehnay do bhai................................... iss se acha hai k 2-4 piyaaz kaat lo... sara kachra aapay saaf ho jana hai
sis thorhy se faraq ke saath baat to aap ne bhi wahi ki
paani andar se bahar aya chahe pyaaz zaya karo ya mujh jesa drama kar ke roni shakal bana ke anso zabardasti bahar nikaalo hahahaha
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
sis thorhy se faraq ke saath baat to aap ne bhi wahi ki
paani andar se bahar aya chahe pyaaz zaya karo ya mujh jesa drama kar ke roni shakal bana ke anso zabardasti bahar nikaalo hahahaha
piyaaz ka fayida yeh hai na k chehray k tasuraat dukhi nahi dikhtay aur na dekhne waaloN ko afsurda kartay hain
 
Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
piyaaz ka fayida yeh hai na k chehray k tasuraat dukhi nahi dikhtay aur na dekhne waaloN ko afsurda kartay hain
pher kia faida aik to itne mehengy pyaaz zaya aur chehra dukhi bhi na lagey

pakistani qoam hamesha agar free main kuch milta hai to us ki qadar nahi karte
 
Top