نماز کے مسائل

  • Work-from-home

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
Allah he hidayat day behidayato ko ameen:rolleyes:
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
and muslim bro maine jo ahadeesen pesh ki hain unki arbi b likhi hoi hai lekin maine ussi post main bata dya tha ke yeh maine books se li hain warna agr net se leta to arbi copy krleta pc se likhni nhi ati mujhe or iske ilava main mazeed yeh kehna chahonga ke raffa yadain per 400 se zyada riwayat mustanind ahadeeson ki kitaabon main mojod hain jis main ek hi riwayat ko 350 sahaaba karaam ne riwayat kya hai or in sahaaba main woh 10 Ashra Mubashara rz hain ke jinko Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne unki zindagi main unhe jannat ki basharat di thi[DOUBLEPOST=1349282984][/DOUBLEPOST]
Allah he hidayat day behidayato ko ameen:rolleyes:
or meri dua hai Allah apki dua kabi qubol na kare
kyunke mujhe aisi hidayat nhi chahiye ke jis main Muhammad SAW ki farmayi hoi hadeeson ko ignore kar ke apne kisi makhsos imaam ki pervi ki jai mere lye Allah ka rasool tamaam doston or tamaam ristedaaron se ziyada azeez hai
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
and muslim bro maine jo ahadeesen pesh ki hain unki arbi b likhi hoi hai lekin maine ussi post main bata dya tha ke yeh maine books se li hain warna agr net se leta to arbi copy krleta pc se likhni nhi ati mujhe or iske ilava main mazeed yeh kehna chahonga ke raffa yadain per 400 se zyada riwayat mustanind ahadeeson ki kitaabon main mojod hain jis main ek hi riwayat ko 350 sahaaba karaam ne riwayat kya hai or in sahaaba main woh 10 Ashra Mubashara rz hain ke jinko Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne unki zindagi main unhe jannat ki basharat di thi
koi baat nahi bhai agr mumkin ho to iska arabai matan my pesh kardunga jese hi waqt mile in sha Allah
 

lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
قال ابراهيم النخعي : تفعل المراة في الصلاة كما يفعل الرجل
ذكره ابن ابي شيبة

''حضرت ابراہیم نخعی رحمہ اللہ (امام ابوحنیفہ کے استاذ) فرماتے ہیں عورت اسی طرح نماز پڑھے جس طرح مرد پڑھتا ہے ''

مصنف ابن ابی شیبہ الجزالاول والتانی رقم الصفحہ 75
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
jo namaz sahi bukhari sahi muslim ibn e maja or abu daud jesi mustanind or qabil e yaqin kitaabon ki sahi ahadeeson se sabit hai woh kuch is tarha ki hai​
553711_260266704087523_1354262657_n.jpg
ab baqi log kin kitaabon ki rehnumayi le ker kin tarikon se namaz ada karte hain iska zimmedar Rasool Allah SAW nahi kyunke woh namaz ka masnon tariqa apne farman or apne aqwal or apne amaal ke through bata chuke hain or kisi bhi muslim ke lye Allah ke rasool ke aqwaal or amaal se zyada izzat kisi dusre shaks ke aqwal or amaal ko dena kisi surat sahi nhi ho sakta​
 
Top