✿~✿ye Watan Tumhara Hai Tum Ho Pasban Is K ✿~✿*balochistanteam* ✿~✿

  • Work-from-home

Guriya_Rani

❥❥ღ ☆º ❥❥SuB Ki LaAdAli GuRiYa❥❥ღ ☆º ❥❥
VIP
Oct 18, 2013
24,325
8,905
1,313
Assalam-0-Alaikum{(queen)}
TM
kesy hen App Sub umeed hy theak thak hongy
wesy to Sbhi pakistan sy bohat piyar karty hen par me or @sweet_angel aap subko us azeeem Hasti k bary me btana chahty hen jinho ny hmary liye kari mehnat or mushaqat k bad hmay hmara aleda mulk diya
Pakistan kay bani Baba-e-Qaum aur Quaid-e-Azam pakistan ki tareekh kay wahid ghair motanaza quaid jin ki wal wala anghaiz qayadat nay Bare Saghir ki siasat ka dhara badal diya aur tareekh mein pehli bar nazariya ki bunyad par aik naie riyasat ko janam diya, 25 December 1876 mein Karachi kay aik Muslim Rajput gharane mein paida huye. Quaid-e-Muhammad Ali Jinnah kay walid garami ka naam Jinnah Poonja tha aur woh aik mumtaz tajir thay. App kay ajdad Gujrat kathiwar say hijrat kar kay Karachi aye tha.
Quaid-e-Azam ki taleem ki ibteda1882 Karachi kay School say hoi. Jahan app nay Gujrati ki 4 class tak taleem hasil ki. Iss kay bad app Sindh Madressatul Islam Karachi mein dakhil huye lakin yehan chand mah hi guzarne kay bad app Bombay (Mojoda Mumbai) chalay gaye jaha Anjuman Islam High School mein dakhil huye magar yehan bhi app zaida arsa na rahay aur Karachi wapas a kar phir say Madressatul Islam mein dakhil huwe yaha primary ki taleem mukamal karnay kay baad app church Mission School Karachi dhakil huye. January 1893 mein app Englistan gaye. Quaid Azam jab yehan aye to walid kay karobar ko taraqi dene ki garz say thay lakin zati dilchapi nay app ko Law ki taleem ki taraf ragib hone par amada kiya aur app yeaha kay mashor taleemi adarae link zane mein dakhil huwe aur 1896 mein barrister ki degree hasil karnay mein kamiyab rahay.
Iss asna mein Karachi mein app kay walid ka karobar tabahi ka shikar tha. Quaid-e-Azam kay walid nay doran-e-taleem hi app say wapas ane kay liye kah diya tha lakin app nay in ko tasali di aur yaqeen dilaya kay taleem mukammal karnay kay baad app in kay sare bojh uthalan gay. App nay apna ye wada such kar dekhaya. 1897 mein Muhammad Ali Jinnah nay Bombay (Mojoda Mumbai) say ba hasiyat barrister wakalat ka aghaz kiya aur jald hi app ka shumar mulk kay saf-e-awal kay wakla mein honay laga. 1900 mein Mumbai High Court mein app ka taqrrar ba hasiyat advocate huya. 1905 mein Congrees mein shamoliat akhtayar ki. 1909 mein Bombay Precedence kay Muslim halka intekhab say app bila muqabla supreme counsel kay rukun muntakhib huye aur 1910 mein qanon saz konsil kay rukun banay.
1912 mein Kolcata mein Muslim League kay salana iglas mein sirkat. 1913 mein Muslim Leauge mein sirkat akhtayar karli. Quaid-e-Azam nay sub say pehlay wakeel (Advocate) kay tour par shurat hasil ki practice kay agaz mein jab har wakeel dalelon ka sahara leta hai. Muhammad Ali Jinnah nay iss say ijtenab kiya. Sarkari muqadmaat kay liye sarkari afsaron ki khushamad say bhi app nay inkar kardiya residency magistrate muqarar kiye gaye to app nay police ki najaiz hamayat say inkar kardiya aur apnay uhday say mustafi ho kar practice shuro kar di. justice hazrat iss noukhaiz barrister ki qadar kartay. Inn ko na dabaya ja sakta tha aur na khareda ja sakta tha precise kay liye in kay apnay usool thay 500 rupees yomia fees late thay. Aik muqil nay puray muqadma kay liye 5000 rupe fees tay karna chahi lakin app nay apne usool ko tark karnay say inkar kardiya. Moukil ki tawaqat o khadsaat kay bar akas app nay sirf 3 tareekhon mein muqadma jeet liya aur iss say sirf 1500 rupees fees liye. Aik dusray moukil nay inhein undaze kay mutabiq 10 hazar rupe ada kar dia tha lakin app nay apna haq 3500 ropay wasool kar kay baqi 6500 rupees wapas lota diye. Gareeb logon kay muqadmat app bila mavza bhi lartay thay bal kay bazz mustehaq logon ki darkhuwast par court fees aur degar akhrajat bhi apnay jaib say ada kartay thay.
Muhammad Ali Jinnah nay jab Siasat mein dilchaspi ka agaaz app kay qiyam Englistan say hi ho chuka tha. Hindustan wapsi kay bad mulki halat nay app ki dilchaspi ko barhaya aur app nay sirgarmi say siasat mein hissa lena shuro kardiya. Agaz app nay Muttahida Hindustan kay azeem rehnuma Gokhale ki ham raqabi mein kia aur Al India konress mein samil hogaye. Ye woh dour tha jab ao yaqeen rakhtay thay kay Hindoun aur Musalmano ko mil kar Hindustan ki azadi kay liye jado jehad karni chahiye aur isi souch kay tehat app nay dono aqwam mein paye jane wali ghalat fehmiyon ko door karnay aur in mein itehad hum ahindagi ko frog dene ki koshish ki app ki koshison ki badolat app ko “Hindu Muslim itehad ka safeer” ka khatab mila. 1913 mein app nay Muslim League mein bhi shamoliyat akhtayar karli aur mulki siasat mein hissa letay rahay. App ki pehli shadi Englistan janay say pehlay 1892 mein hoye thi lakin app kay qiyame Eglistan kay doran hi inn ka intiqal hogaya. Quaid Azam Muhammad Ali Jinnah ki dosri shadi 1918 Bombay ki aik mashor parsi shakhsiyat Sir Dinesha Patriot ki beti Rutan bai Patriot say hoi jo nikah say qabal halka bagosh Islam ho chuki thi. App ka Islami nam Marium rakha gaya. App kay batan say 15 August 1919 ko aik beti paida hoi jis ka nam Dina Jinnah rakha gaya Marium Begum ka inteqal 1929 mein huwa.
Siasatdan ki hasiyat say Quaid-e-Azam ka kirdar be dag hai woh apni raye kay mutabiq iqdamat kartay huwe iss ki kitni bhi mukhalfat kiun na ho woh Congress kay rukan the aur Muslim itehad kay kawaha thay. Chunacha app nay misaq Luckhnow kay zariye dono ko mutahad kar kay chora lakin jab Hindo ki asal zehniyat app par muntashaf hogai to app Hindo kay daow mein phir kabhi nahi aye. App angrezo say haqoq hasil karnay aur gair mulki samraj say nijat pane mein hamesha sanjeda rahay. Muhammad Ali Jinnah ka Congress kay is wafad mein shamil thay. Jis kay mutalbat par 1919 ki islahat nafiz ki gai Rolette Act kay khilaf ahtejaj kartay huwe markazi counselor say istefa app ki jurat o khulus ka ayena dar hain. Quaid-e-Azam ghair dastori tareeqa kar ko pasand karte thay. App nay satiya garahi siasat ki hamesha mukhalfat ki. App nay tehreek khilafat kay haq mein zurdar bayan diya lakin soul na farmani mein shirkat say inkear kardiya aur iss maslah par congress say istefa day diya baye huma khud inhone nay is waqt tak qanon saz counsal ki ruknaiyat qabool nahi ki jab tak congress nay bay cout ki polivey turk nahi ki is qanon pasandi kay ba wajod jab inhein nay muslim qoum kay haquq kay tahafuz kay liye riyasat aqdamat say graiz na kiya gandhi jee apni ayadat nay siyasat say achot leder Dr. Ubaid kar ko dhoka dene mein kamiyab hogaye lakin Quaid -e-Azam par guf-o-shandahi kay liye war karnay kay bawajud is mein kamiyab na ho sake.
Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah Lamha ba Lamha
1876 25, December ko Karachi mein paida hoye.
1882 un ki ibtadaye taleem ka aghaz.
1892 sola 16 sal ki umar mein Matriculation aur Barrister ki taleem kay lia Englistan gaye, London ki mashoor qanoni darsga Linkan in mein dakhla, Mrs. Dada Bhai Noroje kay election ka hangama aur iss mein Mrs. Jinnnah ki amli sargarmiyaan. 21 sal ki umar mein Barristeri ka imtehan pass kar kay Karachi wapsi.
1897 kuch arsa Karachi aur phir Bombay mein practice ka aghaz.
1900 Precedence Magistrate Bombay.
1905 Mrs. Dada Bhai Noroje “Congress, Ijlas Kolkata” kay private secratory ki hasiyat say Congress mein sirkat.
1909 Supreme council kay lia bila mokabla intakhab.1909 Supreme council kay lia bila mokabla intakhab.
National Anthem of Pakistan. Our national anthem was adopted in August 1954. It is written by Hafeez Jullundhri and its music composed by Ahmad Ghulamali Chagla. The lyrics are written in Urdu, but uses a heavy Persian poetic vocabulary, with the word کا (kā) in the second stanza being the only word which is exclusively Urdu and not borrowed from Persian.
Hafeez Jullundhri
Ahmad Ghulamali Chagla
Our National Bird Chukar
Our National Flower Jasmine
Pakistan cricket team
Pakistan Hockey Players
Pakistan Champions
Pakistan National Poet
Neelam River
Mazar e Quaid
Pakistan Army Force
Military Awards
Pakistan Air Force
Here are some interesting facts on the Lohana roots of Mohammad Ali Jinnah the founding father of Pakistan:
Mohammad Ali Jinnah's Grandfather was a Gujarati (Indian).
He was the grandson of a Gujarati Premji bhai Thakkar (Gondal – Gujarat – India), who, to support his family, entered into the trading of fish within the coastal town of Veraval (Gujarat – India).
His business, however, clashed with the (vegetarian) strong moral ethics of the Lohanas (A caste in Kathiyavadi – Gujarati) and as a result he was ostracised from the community.
He made enough money in this trade and attempted to rejoin the community. He also discontinued the fish business. The Lohana leaders, in their wisdom, did not accept his request. (think about the course of history, if they had not had inflated egos and had welcomed him back!)
Premjibhai’ s son Punjalal Thakkar (Jinnah’s father) was enraged at his father’s humiliation and reacted like any other Lohana – with equal and opposite force. He adopted the Muslim religion and changed the names of all his four sons.
However, he continued to use his Gujarati nickname:
Zino (pronounced Jinno in old fashioned Gujarati) which means ‘Skinny.’
Jinno`s son – Mohammad Ali – changed his family name to Jinnah – the nickname of his converted father.
So, here is the fact. Gandhiji who effectively gave birth to independent India (Bharat) and Jinnah, who is the father of Pakistan , are both sons of
Saurashtra,(old Katahivad) Gujarat!
Beach near Barambah
In Balochistan
Ghulam Ishaq Khan Institute of Engineering & Technology
yeh raha hmara bohat khoobsurt PakistanQuaid_e_azam Wo azeem hasti hen jin ki waja se humen itna Pyara watan mila
I hope k aapko Pakistan or hamari mohabbat ka izhar pasand aye ga
We All love You Quaid_e_azam
@Hoorain @Abidi @Haya_Fatima @Iceage-TM @Shiraz-Khan @Toobi @Khushboo @Haya_Fatima @Pakistani_angel @whiteros
@whiteros @sweet_angel @S_ChiragH @Guriya_Rani @Pakistani_angel @Don @faari @Pari @fareena_01 @shzd
 
Rahath

smile :)
TM Star
Aug 2, 2012
1,780
2,909
513
karachi

WAO0O0O0O0O0O0O0 SUPERBBBBBBBBBBBBBBBBBBB THREAD FATOOOOOOOOOOOOOOOOOOOO :) :) HAMRI CHOTI GUDI ;)
 
*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
32
Pakistan.. karachi

walaikumsalammmmmmmmm best of luck both of u awsome sharing :)
 
Top