Yeh shehar k mera shehar naheenPhir bhi hay shehar yaar yahanTum bhi dour se aey hoTumare dam se hay bahar yahanTumeen shehar ki kiya zarorat hayTumari aankhon main ek daiyar hayMain is daiyar main ja kar rah loun gaJahan har dam ek nasha sa hayYahan har dam ek khumar hayTum jahan bhi ja kar rah lo geyBane ga shehar pyaar wahanTum jis bhi dais main jao geyBasey ga shehar yaar wahan