7 words

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Hi Hello n (asda)

yahan main ap logon ko 7 words deti hoon or ap log batayay ga k yeh lafz ap k smanay kiya maynee rakhtay hain

Dosti

Muhabbat

Nafrat

Dunia

Maut

Shadi

Gher
 

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
Dosti
pasa hatem karna ke masen​
Muhabbat
waqeet ke barbade​
Nafrat
aqeel ko hatem karne ke dowaei​
Dunia
borai our achie ka gur​
Maut
ek haqeet​
Shadi
ek azabb jo yaad delta ha ka qubeer ma is sa be zidia azab ho sakta ha ager nake kame na kia koi to​

Gher .......................... {}{78iu
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Dosti : someone to share everything wid.. get help ....

Muhabbat: reason to live long.........

Nafrat: u get this from SHETAN

Dunia: its like a pond where good and dirty fishes live together

Maut: a part of my life

Shadi: makes you more responsible ......

Gher: shelter.... Manzil ... a place where i feel relax .. and comfortable
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
Redrose64 said:
Hi Hello n (asda)

yahan main ap logon ko 7 words deti hoon or ap log batayay ga k yeh lafz ap k smanay kiya maynee rakhtay hain

Dosti

Muhabbat

Nafrat

Dunia

Maut

Shadi

Gher
Dosti-----> apnay dil ki bat ko share kerney ka aik zariya

Muhabbat----> Piyar say agay ki cheez (I know sab keh rahay hogay k mohabbat or pyar aik he chez hai but ye aik alag manzil hai pyar ki...Pehley pasandedgi ki manzil hoti hai..us k bad piyar..Then muhabbat n then ishq..)

Nafrat----> {}{78iu

Dunia----> Arzi gher

Maut----> Dunia ki rangeenion ko chornay ka naam

Shadi---> Jhanjhat

Gher---> Mahal jahan buhat sara sakoon ho
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Dosti....sirf aik he say achi ..

Muhabbat---aik aisi chez jisay panay k liyay insaan koi bhi hud cross kar jay

Nafrat---jub koi kisi ko bohat hurt karay to dil may yehi chez baki reh jati hai

Dunia----aik aisi jagha jahan anay k baad kisi ka janay ko dil nahi karta

Maut---haqeeqat n her insaan ki jeenay k baad asal asliyaat

Shadi---zimadriyon ka naam..or sath may aik khobsorat ehsaas

Gher---jannat
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
Detail of 7 word

[size=13pt]Dunia Ahlay imaan k liya 1 azmaish ki jaga hai
1 rent pay liyahua ghar
jisay chor ker jana hi hai
ya 1 sarai
jis tarha 1 kerai daar apnay ghar ko acha bananay ki koshish kerta hai lakin hamesha us k dil main ye baat rehti hai k mujhay ye ghar chor ker jana hi hai.
Hazrat junaid Baghdadi rehmatullah k qol k mutabiq dunya main aisay raho jaisay k 1 bharay bazaar main ho lakin feel is tarha ho k tumhaaray saath sirf Allah hi hai yaani dunya k saath mil ker bhi raho aur isay apna bhi na samjho.
Lakin is dunya se related bhi kuch cheezain zairay ghor hona chaheya….?

? Shadi Shadi ya nikha kerna sunnatay nabwi (p.b.u.h)hai dunya ka har mazhab shadi ko 1 aham fareeza samajhta hai.
Aur hamaray deen main rehbaniat nahi hai isi waja se more than 1 nikha ki ijaazat bhi di gai hai.
Lakin jin mazaahib main rehbaniat abhi tak hai un ka haal kisi se posheeda nahi .

Huzooray paak (sallallaho aliehewasalam)ki hadees-e-paak ka mufhoom hai k longo ko chaheya k zuroor nikha karain aur agar is ki istataat nahi rakhtay to kasrat se rozay rakho kyun k ye nafs ko control kernay ka behtareen zarya hai

Lehaaza hum keh saktay hain shadi bohat zuroori hai.aur achi shadi k liya dosti, aur muhabbat bohat zuroori hai.

? Gher(Home)
Shadi k baad Ghar ki tameer shooruh hoti hai aur Ghar ghar waalon se mil ker banta hai yani 1 family jin k dukh sukh 1 hotay hain.aur jab 1 ko takleef ho to doosra bhi mehsoos kerta hai .aur hamain ye ahsaas dilaata hai k yehan hamaray apnay mojood hain jin k dukh hamaray dukh hain .jin ki khushyon se hi hamain khushyaan milti hain aur ghar k pillars hamaray parents jo hum ko shelter provide kertay hain sub se ziada comfortable,relax honay ki jaga ghar hi hai.

? Dosti (Friendship)Dosti 1 aisa lazawaal rishta jo sonay se bhi mehnga hai.

Aur kisi baadsha k taaj main lagay huay heeron se ziada qeemti,aur chandni raat se ziada attractive cheez dosti hi hai .
zuroori Hai k dost bananay se pehlay insaan apnay dil main 1 qabar bana lay aur dost ki saari burayian is main dafan kerday Allah farmatay hain k Allah k doston ko na koi ghum hota hai na fikar .asal baat ye hai k
dosti muhabbat se hi related hai.


? Muhabbat (LOVE) Hum zindagi main bohat se longo se muhabbat kertay hai lakin yehan ye baat samajhna zuroori hai k hum bohat se rishton se muhabbat kertay hain aur har rishtay ki muhabbat ka 1 alag hi rang hai parents,behan bhai,apni family lakin ye saari muhabbatain hamain jaan laini chaheya k Allah apni muhabbat ko hammaray dil main transfer ker k inko mukhtalif roop dai daita hai. Aur in main sub se khoobsurat rang maa ki muhabbat ka hai.


1 aur baat kehna chahti hoon dosti muhabbat ki muhtaaj hai lakin muhabbat dosti ki muhtaaj nahi lakin agar dono mil jyen to sonay pay suhaaga.


? Nafrat(Hate)
nafrat is soorat main ho sakti hai 1 to ye k pehlay se kisi se muhabbat ki jye aur wo is tarha hurt karay k dosti ,aitmaad hi khatam hojye.actually agar dekha jye to nafrat us waqt hoti hai jab dosti ya muhabbat hoti hai kyun k kisi ajnabi se kabhi bhi nafrat nahi ki jaati aur nafrat aur kisi ko na pasand kernay main bhi fark hai

? Maut(Death)Maut 1 aisi haqeeqat hai jis se kisi ko inkaar nahi kyun k Allah paak farmatay hain k har nafs nay maut ka zaika chakhna hai.aur baaqi rehjaanay waali zaat sif Allah ki hai.momin maut ko har waqt yaad rakhta hai kyun k us k dil main har waqt ye ahsaas rehta hai k najanay kon sa pal us ka akhri ho.actually marna ka khayaal hi zehan main rakhna hi momin ko naik kaamon par amaada kerta hail akin is ka matlab hargiz nahi nahi k wo maut se darta hail akin haan wo sirf Allah se aur us k saamnay hazri k khauf se darta hai aur maut ki haqeeqat ko saamnay rakhtay huay parhaizgaar banta hai.
 

grul.bball

TM Star
Jun 3, 2007
1,105
214
963
Canada
DON said:
Dosti : someone to share everything wid.. get help ....

Muhabbat: reason to live long.........

Nafrat: u get this from SHETAN

Dunia: its like a pond where good and dirty fishes live together

Maut: a part of my life

Shadi: makes you more responsible ......

Gher: shelter.... Manzil ... a place where i feel relax .. and comfortable
nice replay Don bhai
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
grul.bball said:
DON said:
Dosti : someone to share everything wid.. get help ....

Muhabbat: reason to live long.........

Nafrat: u get this from SHETAN

Dunia: its like a pond where good and dirty fishes live together

Maut: a part of my life

Shadi: makes you more responsible ......

Gher: shelter.... Manzil ... a place where i feel relax .. and comfortable
nice replay Don bhai
aray Don ko choro ab apna reply do naa {}{76yt
 

grul.bball

TM Star
Jun 3, 2007
1,105
214
963
Canada
Dosti some one who would tell eveything that u can't ur owns

Muhabbat live

Nafrat u get this from SHETAN

Dunia never cant be trusted

Maut

Shadi makes u start ur new life

Gher
 
Top