Aaj Ki Sehri Aur Aftaari Mohtrma Anadil K Sath (21-5-2019)

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Aslaam O Allaykum Tm K Sathiyo :)

Aaj Ki Sehri Aur Aftari Walay Silsala MeiN Hum 21-5-2019 K Mehmaan @AnadiL Mohtrma Ko Bulaa Rahay HaiN Aur Un Se Kuch Baat Cheet Kartay HaiN.

Aap Log Bhi Sawalaat Pooch Saktay HaiN.

1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaati HaiN?

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Karti HaiN?

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Karti Hain?

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?

السلام و علیکم تفریح میلہ کے ساتھیو

آج کی سحری اور افطاری کے سلسلہ میں آج ہماری مہمان ہیں
@AnadiL محترمہ

آپ لوگ بھی سوالات پوچھ سکتے ہیں۔
ہمارے سوالات کچھ یوں ہیں
پہلا سوال۔۔ ماہ رمضان کیسا گزر رہا ہے؟
دوسرا سوال۔۔۔سحری کے وقت آسانی سے اٹھ جاتی ہیں؟
تیسرا سوال۔۔۔سحری میں کیا کھانا پسند کرتی ہیں؟
چوتھا سوال۔۔۔روزے کی حالت میں سارا دن کیا روٹین رہتی ہے؟
پانچواں سوال۔۔۔روزے کی حالت میں کبھی بھول چوک سے کچھ کھا پی لیا ہو؟
چھٹا سوال۔۔۔افطاری میں پسندیدہ چیز کون سی ہے یا کون سی چیز کے بغیر افطاری کا دسترخوان ادھورا لگتا ہے؟
ساتواں سوال۔۔۔سحری اور افطاری بنانے میں مدد کرتی ہیں؟
آٹھواں سوال۔۔۔پہلا روزہ کس عمر میں رکھا؟
نواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی یادگار واقعہ؟
دسواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی نصیحت؟

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
@Don @saviou @Shiraz-Khan @shehr-e-tanhayi @Hoorain @RedRose64
@Aaylaaaaa @minaahil @Umm-e-ahmad @H@!der @khalid_khan @Untamed-Heart
@duaabatool @Armaghankhan @zaryaab-irtiza @DiLkash @Seemab_khan @Mahen @Masha
@Cyra @Kavi @rooja @Aaidah @BeautyRose @Gaggan @hasandawar @AnadiL @Prince-Farry
@Hasii @Masha @Bird-Of-Paradise @Besharam @shzd @hinakhan0 @zehar @bilal_ishaq_786
@Belahadi @Manahi007 @BeautyRose @ujalaa @*Sonu* @Guriyaa_Ranee @illusionist
@sonu-unique @shahijutt @ujalaa @Layla @Fantasy @Babar-Azam @AM_ @Princess_Nisa
@Shanzykhan @sweet bhoot @NXXXS @IceCream @zahra1234 @AnadiL @Basitkikhushi
@Pari @whiteros @namaal @Abid Mahmood @Iceage-TM @Toobi @i love sahabah
@NamaL @Fa!th @MSC @yoursks @thefire1 @nighatnaseem21 @Fanii @naazii @Miss_Tittli
@junaid_ak47 @Guriya_Rani @Azeyy @Gul-e-lala @maryamtaqdeesmo @HorrorReturns
@shzd @p3arl @Atif-adi @Lost Passenger @marzish @Pakhtoon @candy @Asma_tufail
@Rubi @Tariq Saeed @Mas00m-DeVil @Wafa_Khan @amazingcreator @marib @Raat ki Rani
@Ghazal_Ka_Chiragh @Binte_Hawwa @sweet_c_kuri @sabha_khan40 @Masoom_girl @hariya
@Aayat @italianVirus @Ziddi_anGel @sabeha @attiya @Princess_E @Asheer @aira_roy
@shailina @maanu115 @Dua001 @pyaridua @xortica_ @DesiGirl @huny @AshirFrhan
@Rahath @Shireen @zonii @Noor_Afridi @sweet bhoot @Lightman @Noorjee @hafaz
@Bela @LuViSh @aribak @BabyDoll @Silent_tear_hurt @gulfishan @Manxil
@errorsss @diya. @isma33 @hashmi_jan @smarty_dollie @Era_Emaan
@saimaaaaaaa @Nighaat @crystal_eyez @Mantasha_Zawaar @zaatzarra @reality
@Hudx @Stunning_beauty @Zia_Hayderi @Fadiii @Aqsh_Arch @St0rm @ROHAAN
 
Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
Aslaam O Allaykum Tm K Sathiyo :)

Aaj Ki Sehri Aur Aftari Walay Silsala MeiN Hum 21-5-2019 K Mehmaan @AnadiL Mohtrma Ko Bulaa Rahay HaiN Aur Un Se Kuch Baat Cheet Kartay HaiN.

Aap Log Bhi Sawalaat Pooch Saktay HaiN.

1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaati HaiN?

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Karti HaiN?

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Karti Hain?

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?

السلام و علیکم تفریح میلہ کے ساتھیو

آج کی سحری اور افطاری کے سلسلہ میں آج ہماری مہمان ہیں
@AnadiL محترمہ

آپ لوگ بھی سوالات پوچھ سکتے ہیں۔
ہمارے سوالات کچھ یوں ہیں
پہلا سوال۔۔ ماہ رمضان کیسا گزر رہا ہے؟
دوسرا سوال۔۔۔سحری کے وقت آسانی سے اٹھ جاتی ہیں؟
تیسرا سوال۔۔۔سحری میں کیا کھانا پسند کرتی ہیں؟
چوتھا سوال۔۔۔روزے کی حالت میں سارا دن کیا روٹین رہتی ہے؟
پانچواں سوال۔۔۔روزے کی حالت میں کبھی بھول چوک سے کچھ کھا پی لیا ہو؟
چھٹا سوال۔۔۔افطاری میں پسندیدہ چیز کون سی ہے یا کون سی چیز کے بغیر افطاری کا دسترخوان ادھورا لگتا ہے؟
ساتواں سوال۔۔۔سحری اور افطاری بنانے میں مدد کرتی ہیں؟
آٹھواں سوال۔۔۔پہلا روزہ کس عمر میں رکھا؟
نواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی یادگار واقعہ؟
دسواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی نصیحت؟

wahh boht acha mehman bulaya ap ne :p
hum b sawal pochengy pehle zara ap k sawalon ka jawab de de ye mere sawal tofaan ki tarha ayengy phr =))
 
AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237

Walaikum Assalam..

Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?
Alhumdulillah Bohot Badhiya aur Masrooof.

Nahh :s ( kiunki weaqai neend nahi poori hoty:dead)

Chaye K Sath rust wagera..Ya Bread butter with Chaye...Aur ammi k yaha thi to Qeema Aur Paao b acha Lgta tha ;;)

Sehri me Uthne k Baad Soyi to theek wrna Hamza 7 baje se jaga deta Hy...Phir Uske sath Lag jaty hun 11 bje tk Wo dobara sota hy to Uske Baad Quaran Pak Ki tilawat le k beth jaty hun Phir zohar Ki namaz padh k Thoda Aram krty hun...Then iftar ki tayyari shuru krdety hun Phir wo silsila Maghrib tk Chalta hy beech Me namaz Padhliya..
iftar Khol k room me ajaty hun Husband se baat Hoty hy Ghante k qareeb Then Namaz Padh k hamza ko sulane Ki kosshish aur usay sulate sulate khud sojaty hun :joy

Nahi.

Juices hona lazmi hyn...chahe Koi b ho
baqi sab Kuch Shukr ada krke kha lety hun..Chahe Kuch missing ho ya na.

Sehri Nahi..Iftar Banaty hun Alhumdulillah.

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?
Yad nahi theek se...shayd 6 saal ki umar me rkha tha.

aummm....do teen Saal pehle bade mamu k yaha badiiii c iftar party thi usme bada maza aya tha..aur last Year ramzan me nani jaan ka inteqal hogaya tha...To Dono hi waqiye Dil pe naqsh hyn.

Mai Naseehat dene K qabil nahi hun.
bas Itna Aik Opinion hy Ramzan ko le k kii Koshish kren k Jitni behtareen Aadaten Ramzan me Apna te hyn Saal bhar un Aadato ko Maintain rkhne ki koshish kren.
 
Ha mujhe pata hy bohot achi hun mai ;))
Han toofan ki trha aayenge aur Tasunami ki trha beh jayenge hy na?:dead:dumb
 
  • Like
Reactions: Fanii

Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI

Welcome @AnadiL
 
Jazak Allah
 
Shukria Siso

Sab SawaloN K Javab Bahot Khush Asloobi Se Diay Aap Ne.

Acha Laga PaRh Kar.

Dobara se aatay hain aik aadh sawal k sath.
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
WS

Ye rahey kuch hamare sawalaat

@AnadiL

  • Subsey Tight aftari kis jaga ki hey aaj taq?
  • Mujhe kab Sehri ya aftari per bola rahi hen?
  • Aftaar k liye sub sey best cheez kia paka sakti ho ya bana sakti hu aap?
  • Aftaar mey subse favourite cheez kia hey?
  • Sehri me sub se favourite cheez kia hey?
  • Sehri mey pani Oont(camel) ka pait smjh ker peete hen ya normal? Note: q k camel pani stored rakhta hey...
  • koi 2 se 3 maze k waqiaat hun tu share karen sehri ya aftaar se relate
  • shadi se pehle or shadi k bad me koi farq aya? share karen

  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

Subsey Tight aftari kis jaga ki hey aaj taq?
Mammuu k Yaha ;;)

Mujhe kab Sehri ya aftari per bola rahi hen?
Jab b ana Chahen aap :joy with apni zojaa :))

Aftaar k liye sub sey best cheez kia paka sakti ho ya bana sakti hu aap?
Alhumdulillahh jo b samne wale ko pasnd Ho koshish hoty hy k behtareeen hi pakaun .

Aftaar mey subse favourite cheez kia hey?
Sab kuch hi kha lety hun.

Sehri me sub se favourite cheez kia hey?
Bread butter with Chaye.

Sehri mey pani Oont(camel) ka pait smjh ker peete hen ya normal? Note: q k camel pani stored rakhta hey...
Normal..actually mai through out the night peety hun.. So sehri k waqt shadeed peene ki hajat nai lgty

koi 2 se 3 maze k waqiaat hun tu share karen sehri ya aftaar se relate.
Aummmmm maze k toh naii kuch khass....Bas shadi se pehle ki iftar ammi k yaha ki bohot yaad aty hy.
khusoosan papa ka meri pasnd ko khayal me rkhte hue iftar lene jana.. k bhai sonu ko ye pasnd hy ye lana hy aj. :(

shadi se pehle or shadi k bad me koi farq aya?
Behadddd Farq hy...
Mujhe yaad ata hy Dastarkhwan pe pehle jo cheeze mai Haq se sabse pehle apni plate me dal lety thi k ye to mjhe hi khani ab Do baar soch k bhi nahi daalty hun k Ghar wale ye na sochen k Kitni nadeedi hy..
Bohot kuch pasnd Ho k bhii apni pasnd ka nai bana saktw khususan...
papa Ka khayal rakh rkh k Ifta krwana bohot yaad ata hy...Aur Taraweeh padh k wo maal pua, khichda aur gulab jamun jo late the wo b..
Ammi k yaha thoda sa Roza lgne pe b seedha Iftar me azaan k waqt uthty Roze k waqt shadi k Baad sara din thak k bhii apko sab kaam as it is krne hyn hi...Koi Dulaaare nahi krta {(book)}
I miss Everything.
share karen
 
AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Ma Sha Allah Se Hamza K hotay Yeh Aap Ka Pehla Ramzan Hai. To Kabhi Aisa Ho K Sehri Ka Time Kam Hai Aur Mousoof Bhi Jaag Gaey.... Phir Aap Ko UnheN Goud meiN Utha Kar Hi Khana Khaana PaRa?
Yess..
Abhii last days to mene socha sehrii hi nai krty hun usko Sula k khud b sojaungii ;)) aksar Uske Uthne k timings yehi hyn after sehri till 10,11 am:oyeah
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi
Top