Aao Islam Ka Parcham Lehrayen Phir Se

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wa'alaikum Assalam
mashaAllah.. umdah...!

jazakAllah...!
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
bohut hi umdah sharing hai

khush rahe
wa'alaikum salam

bahot umda likha ha ap ne :)
nice....................
Shukran Mohtarmeen :)[DOUBLEPOST=1365098369][/DOUBLEPOST]
Wa'alaikum Assalam
mashaAllah.. umdah...!

jazakAllah...!
JAZAKA'ALLAH khair Brother
Walikum salam

Mashallah boht khub :D

Jazak Allah
Barak Allah Feekum :)
 
Umm-e-ahmad

Super Star
Feb 22, 2010
11,352
5,314
1,313
home
walaikum usalaam
jazak Allah bhai jan bht umda poetry hi Ma sha Allah
Assalamu Alaykum Wrwb :)

kaafi arse baad ham apke samne apna toota phoota kalam le kar hazir hain
umeed hai ke apko pasand aayega In Sha Allah :)

ye taqreeban ek saal pehle likhe the lekin share nahi kiye waise aur bhi bohot si poetries mukammal ho kar kitab me band hain :p wo sab bhi In Sha Allah ap sab ke sath share karenge

Is Kalaam me ham apne mohid bhayion se jo deen ke liye kuch kar guzarne ka jazba rakhte hain unse mukhatib hain unhe baki qaum ko jagane ke liye ubhaar rahe hain

thori taweel ha lekin Akhir tak zaroor parhen
Jazakm Allah Khairan :)

Aao Islam Ka Parcham Lehrayen Phir Se
Soyi Huyi Is Qaum Ko Jagayen Phir Se
Yaad Dilayen Zamaane Jaahiliyat In Ko
Qur'an Ne Kis Tarah Jagaya Tha Un ko
Tanha Rab Ki Pukar Liye Wo Masiha Nikla Tha
Haq Ki Aawaaz Sunkar Karwan Kaise Badla Tha
Batayen Inhe Kitni Takleefen Sahin Ashaab Ne
Kya Araam Gahon Me Baith Kar Kabhi Socha Ham Ne
Mushkilaat Me Kabhi Haar Na Maane The
Kis Qadar Ashaab Rasool Ke Buland Jazbe The
Imaan e Kaamil Kis Tarhaa Se Banaaya Tha
Veeran Dilon Me Tauheed Ka Gulshan Sajaya Tha
Qurbani Mein Khud Ek Misaal The Wo Loug
Maal o Dolat Kya Jaan Pesh Karte The Wo Loug
Maidan e Jung Me Bhi Na Karte Namazen Tark
Dekhlo Fursat Me ki Hamne Kitni namazen tark
Hazaron Ka Bhi Datt Kar Saamna Karte The
Na Darte Kabhi Na Kabhi piche hat'te The
Musalmaano Utho Thamlo Allah Ki Rassi KO
Meeta Kar Rakh Do Apni Zulamat Ki Pasti KO
Na Ghabraao Kuffar Ki Batil Taqaton Se
Mohidon Tum To Rahe Ho Bahaddur Azal Se
Qaid Ne Hamare Nahi Chora Mayusi Mein Hamein
Qur'an Ki Shakal Mein De Gaye Burhaan Hamein
Aao Wo Jazba E Jaawedi Paida Karen Phir Se
Aao Islam Ka Parcham Lehrayen Phir Se
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar

Ma sha Allah :)
buhut he behtareen tareeqay se aap ne ek massage convey ki hai sab ko.. Jazak Allah a worth reading poetry... truly beautiful :)
 
  • Like
Reactions: saviou
Top