According To ISlam: Bank Mein Job

  • Work-from-home

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Pakistan/Canada main sara paisa banko kay through ata hai. ap sab log bhi wohi hasil kartay jo banko kay mulazim hasil kartay hain. bankon main ap kay account hain.. kia yeh theek hai
bank account rakhna necessity mei shamil hota hai....aur bank mei paise wahi jaate hein jo humne khud se kamaye hon.......aur bank mei account rakhna bilkul theek hai.....mujhe is ke lie koi reference dene ki zarorat nahi kyonke yeh aik simple aur common sense baat hai...
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

aik jaga ghalat hai or wahan ghalat kam hota hai wahan pe apana paisay rakhna, yeh esay hi hai jaisay ap un kay business ko support kartay ho... ap kay paisay se woh apnay kam chaltay hain... to phir aik bank kay mulazim or uss banday ka jis ka bank mian account hai ya paisa bank mian para hai kia farq hai
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
mufte taqe usmani sahab ki kitab motala farmaye ...q k masla bht nazuk hay...

nd bank may baqe to rehnay day chokidar ki tankhowa b haram hay..q k wo sood say ada ki jate hay...

ab islamic bank walay to bht zor daytay hay k sab sod say pak kam hay..lakin sahe ilam to aLLAH HE KO HAY..
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
en muftion ne aam shaks ki zingagi bohat mushkil kar di, jab woh ghreeb chowkidar bhook kay dar se khudkushi kar leta hai ya apnay bevi bacho ko qatal kar deta hai to phir mufti usmani sahib apna fatwa change kar detay hain
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
aik jaga ghalat hai or wahan ghalat kam hota hai wahan pe apana paisay rakhna, yeh esay hi hai jaisay ap un kay business ko support kartay ho... ap kay paisay se woh apnay kam chaltay hain... to phir aik bank kay mulazim or uss banday ka jis ka bank mian account hai ya paisa bank mian para hai kia farq hai
Laken Current A/c Main tu aisa nahi hota..!
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
mufte taqe usmani sahab ki kitab motala farmaye ...q k masla bht nazuk hay...

nd bank may baqe to rehnay day chokidar ki tankhowa b haram hay..q k wo sood say ada ki jate hay...

ab islamic bank walay to bht zor daytay hay k sab sod say pak kam hay..lakin sahe ilam to aLLAH HE KO HAY..
ap ese kahu ki quran hadees mutala karu ya mustanad mufti se quran hadees ke hawale se malumat lu bt ye bulna ki taqi usmani tik ny hawala molvi ke nam se ny huta
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
ap ese kahu ki quran hadees mutala karu ya mustanad mufti se quran hadees ke hawale se malumat lu bt ye bulna ki taqi usmani tik ny hawala molvi ke nam se ny huta
quran hadees ki ro say to neechay manay lika hay na k sab haram hay....even bank ki imarat soud say he bani hote hay to ap nimaz b nae parh saktay..lakin is pay shaied ikhtelaf hay ye confarm nae mujy..

baqe hamaray gar may islamic banking k hawalay say 3,4 books hay mofti taqe usmani sahab ki..jo pakistan k bht baray mufte hay..so manay ise lie inka refrnc diya...
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
Laken Current A/c Main tu aisa nahi hota..!
lekan ap bank ko utilize to kartay ho , misal kay tor bank ko apni paison ko hasool kay liey use hotay hain.. ess tarah ap banking /soodi nizam or ziada mostahakim hota hai.... ap ki zaroorat ban gai hai bank... agar bank na ho to phir ap paisay kahan nikawalin... yeh hikmat hai
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
quran hadees ki ro say to neechay manay lika hay na k sab haram hay....even bank ki imarat soud say he bani hote hay to ap nimaz b nae parh saktay..lakin is pay shaied ikhtelaf hay ye confarm nae mujy..

baqe hamaray gar may islamic banking k hawalay say 3,4 books hay mofti taqe usmani sahab ki..jo pakistan k bht baray mufte hay..so manay ise lie inka refrnc diya...
shai bula ap ne sud ka hr juz haram hy
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
yes ise lie bola manay k ye masla bht nazuk hay..apk or maray kehnay say kuch nae hoga..q k hamaray pas abe koe pakka prof nae hay k islmaic bank walay sahe kehtay hay.,.agar sod say pak kam karna itna he asan hay to pir hum baqe banko may q halal kam nae kar saktay?sod shetan ki anth ki tara bht lambe mosebat bun choka hay poray mulk k lie...

agar is say chotkara waqe asan hay to khuda pak hum sab ki madad farmaye...ameen
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
lekan ap bank ko utilize to kartay ho , misal kay tor bank ko apni paison ko hasool kay liey use hotay hain.. ess tarah ap banking /soodi nizam or ziada mostahakim hota hai.... ap ki zaroorat ban gai hai bank... agar bank na ho to phir ap paisay kahan nikawalin... yeh hikmat hai
well ager Bank main A/c hona bhi Ghalt aur Sood ko support kernay main aata hay tu phir is k baray main aap valid information share keran According to Quran-o-Hadees takay Confusion dor hOo.

2nd Abhe Jo log Hajj k liye Ja rahay hain un k liye bhi Bank A/c no lazmi ho gya hay. aur us k bina un ki APplications accept nahi ho saktin..! so aisay main woh log becharay kia keran woh intentionally tu aisa nahi chahtay mager unhain kerna paray ga kyun k yah requirements main shamil kr dia gya hay.
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
aik jaga ghalat hai or wahan ghalat kam hota hai wahan pe apana paisay rakhna, yeh esay hi hai jaisay ap un kay business ko support kartay ho... ap kay paisay se woh apnay kam chaltay hain... to phir aik bank kay mulazim or uss banday ka jis ka bank mian account hai ya paisa bank mian para hai kia farq hai
mujhe maloom hai ....deposit karte waqt bank apni income generate karti hai aur bht kamati hai...
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
well ager Bank main A/c hona bhi Ghalt aur Sood ko support kernay main aata hay tu phir is k baray main aap valid information share keran According to Quran-o-Hadees takay Confusion dor hOo.

2nd Abhe Jo log Hajj k liye Ja rahay hain un k liye bhi Bank A/c no lazmi ho gya hay. aur us k bina un ki APplications accept nahi ho saktin..! so aisay main woh log becharay kia keran woh intentionally tu aisa nahi chahtay mager unhain kerna paray ga kyun k yah requirements main shamil kr dia gya hay.
abhi ap baat meri samj gai, baaz dafa insan kay sath majboori hoti uss kay bagair koi chara nahi hota... or yahan pe kuch log bohat alam ban rahay hain or keh rahay kay chokidar or bank jo amla karta un ki tankhawa bhi haram hai... agar woh haram hai to sab ka hajj bhi haram hai, sab ki salarian bhi haram hain.... jahan pe bank ka talaq to quran mian saaf likha, so

آپ نے خود لکھا ہے کہ بنکوں کا نظام چلتا ہی سود پر ہے اور سود کے بارے میں ایک حدیث ملاحظہ فرمائیں:‌
صحيح مسلم (3/ 1219)
106 - (1598) حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ الصَّبَّاحِ، وَزُهَيْرُ بْنُ حَرْبٍ، وَعُثْمَانُ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ، قَالُوا: حَدَّثَنَا هُشَيْمٌ، أَخْبَرَنَا أَبُو الزُّبَيْرِ، عَنْ جَابِرٍ، قَالَ: «لَعَنَ رَسُولُ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ آكِلَ الرِّبَا، وَمُؤْكِلَهُ، وَكَاتِبَهُ، وَشَاهِدَيْهِ»، وَقَالَ: «هُمْ سَوَاءٌ»
''رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے سود لینے والے ، دینے والے ، لکھنے والے اور اس کے گواہ بننے والوں پر لعنت کی ہے اور فرمایا ہے کہ یہ سب اس جرم میں برابر کے شریک ہیں۔''
معلوم ہوا کہ سودی معاملے میں کسی بھی طرح کا تعاون سود لینے دینے کے مترادف ہے لہذا ایسے اداروں‌ میں کام کرنا جائز نہیں ۔
واللہ اعلم بالصواب ، وعلمہ احکم وابرم !!!

kehnay ka maqsad hai jo log bank main account khelatay hain kay woh tawaon nahi kartay bank kay sath.. yeni woh soodi nizam ko apni zindagi ka hissa bantay hain lain dain kartay hain.. quran main to saaf likha hai kay sood lenay walon kay khilaaf allah ki jang hai
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
lekan yahan to kisi ki jaan nahi juri logon ne apni marzi se bankon ko apnaya hai. Kon nahi zinda reh sakta bank kay baghair
agar jaan nhi jari or na koi majburi hu tu pir ju hadees me hy wu un pr lagu huga ap pareshan kiu hore cool thanda pani pio
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
agar jaan nhi jari or na koi majburi hu tu pir ju hadees me hy wu un pr lagu huga ap pareshan kiu hore cool thanda pani pio
biyaa haditsain to bohat hain, jis ka jo dil ata hai follow karta... masla yeh hai jis ka bank main current account hai woh koshish kartay kay kisi tarah woh apnay ap ko sacha sabit kar day, jo bank mian chokidar ka kaam karta hai woh koshish karay ka kisi esay alam ko donday jo us ko support kartay.. or ap log koshish karo gay jo bank main kaam kartay hain un ko ghalat sabit karnay ki sleep(}
 
Top