According To ISlam: Bank Mein Job

  • Work-from-home

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Assalam-o-alykum

well, kuch log kehte hain k Bank Mein Job nahi karni chaiye, kiun k bank ki jo income hai wo suud(interest) k payse say hoti hai jo haram hai or wo apnay workers ko bhi unhi payso say PAY karte hain ... to sawal yeh peeda hota hai k
kia bank mein job karni chaiye k nahi .... ????

because aap ko jo income mile gi wo payse haram tareeqay k kamae hote hian MOSTLY

special non muslim banks

to, Ap k khayal mein bank mein job karni chaiye k nahi .....
 
The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
Bhai yeh Dawat-e-Islami ke Mufti sahib ka likha howa hai but unhon ne jiss Book '' FATAWA RIZWIYA '' ka hawala diya hai yeh Book Ala Hazrat Imam-e-Ahl-e-Sunnat Imam Ahmad Raza Khan (Alaihe Rahma) ki Fatawa ki Book hai jo 32 Parts main hai aur Ala Hazrat ka diya howa Fatwa ko koi Challenge nahi kar sakta kyon ki hum Sunni Barelvi unhee ki wajah say kehlaty hain.
 
hamza khatak

Newbie
Jul 6, 2008
4
2
0
AOA
bhai sud kay baray main bohat say yani har firka kay ulama fatwa day chukay hain
banks main job ko khas kar haraam karaar diya ja chuka hay
mager chunkay hamara mulk pakistan jo Allah ka naam lay kar hasil kiya gaya hay
is wakt 100% sud par chal raha hay
yah hakim-e-wakt ka kaam hota hay kay Allah ka kanoon nafiz karay
laykin chunkay sab bayimaan hain lihaza ager Allah ka kanoon chalta hay to on kay ghar nahi chaltay

Allah har mullmaan ko is lanat say mahfooz rakhay
Ager koi banks main job kar raha hay to ossay chahiay kay jald az jald issay chornay ki koshish karay or Allah say toba karay
Allah rahman or rahim hay{(thinkg)}
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Sawal ka jawab parh k aik sawal meray zahan main paida ho raha hai k chaprasi ki nokri kaisay mana naheen ussay bhi to sood k paison say tankhuwah milti hai.

Fatwa denay walay nain chaprasi ki nokri ko kaisay halal kah dia?

Bank to total sood pay chalta hai to tnkhuwah bhi sood say di jati ho gi chahay cashier, manager ya chokidaar koi bhi ho to sub haram huwa to aisi jagah job karna bhi haram huwa jahan haram ka koi kaam chalta ho.

Isi tarha her wo jagah jahan haram kaam ho rahain hon wahan janay say hi Islam mana karnta hai to chokidaar ho kay koi aam banda.

Islamic bank main kia sood ka kaam naheen hota?

Islamic bank kholnay walon main kis ka haath hai? Kaheen yay Islam k naam pay musalmanon ko bewaqoof bananany k liaay to naheen khola gia?

Islamic bank k kia rules hain aur wo kis tarha bilkul sood say paak hain aur unko munafa phir kahan say milta hai bank chalanay k liaay?
 
Mahira414

Newbie
Sep 16, 2008
229
30
0
a sweet Pakistan
ahan pehli baat clear ker doon k sirf esi nokri haaram hy jis mai sood ka kisi bhi qisam ka lain dain ho mai ne qtv per ye poora masla suna tha k bank ki sirf wo jobs jahan interest record kiya ja raha ho ya lein dain ho raha ho esi jobs mana hyn han albatta jin mai sood ka koi amal dakhal nahi wo is bala tar hyn or choonkey wo apni mehnat or imandari se kama rahy hyn isi liye unka is mai koi amal dakhal nahi hy or saving account wagaira bhi sood mai shumaar hoty hyn q k ye aapki asal raqam ki jga apko MUNAFA keh ker dety hyn per ye bhi sood mai aata hy isi trh bank loan mai bhi izafi raqam sood hy
 
I still didn't get it.

Jub quran main kaha gia hai burai ki taraf phatko bhi naheen ankh utha kar dakho bhi naheen.

Sood laina Allah say jang karna hai.

Wo jagah jahan Allah say jung chal rahi ho jana hi sahi naheen. Bank main to total karobaar sood par hota hai.

Koi sood wali gunah ki jagah pay kitni bhi imandari saay kaam karay wo haram kaam main shamil hai to na us ka kaam hi achcha huwa aur na hi uski tankhuwah.

Isi tarha sharab aur juwaay khanay main koi kitni hi imandari say kaam karay us ka kaam haram uski tankhwah haram Allah tala qiyamat kay din poochay ga.
 
Zayneb

Regular Member
Jun 11, 2012
53
62
18
Pakistan
Aj Kal Islamic banking K name Se jo munafa dia jata hai wo kia sahi hai.
ab Har Bank islami Munafa ki Bat karta hai. balke Dubai Islamic bank ne apne Bannar par likha hai.
quran ki aayat: Allah ne Sood Ko Haram kia hai & Tijarat ko Halal"
tu kia aj kal Ki banKing ka karobar Sood hai ya Islami munafa?
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
is me jo fatwa hy us me garh barh hy chokhidar ke lie jaez likha hy is me jiska koi hawala ny hy islie is pr amal ny husakta ese be maine fatwu se bachna zruri hy
 
  • Like
Reactions: ღ*HõOriã*ღ

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
Aj Kal Islamic banking K name Se jo munafa dia jata hai wo kia sahi hai.
ab Har Bank islami Munafa ki Bat karta hai. balke Dubai Islamic bank ne apne Bannar par likha hai.
quran ki aayat: Allah ne Sood Ko Haram kia hai & Tijarat ko Halal"
tu kia aj kal Ki banKing ka karobar Sood hai ya Islami munafa?
islami banking sab darama hai, sirf naam change kia hai logon ko dokha denay kay lie... yeh esi hai hai kay bhair ki khaal main kutta hai, or uss pe log kalima parh kar uss ko hilal kar rahay hain. Bank ka sara nizam hi 2 number, yeh bank greebon ko ghreeb kartay hain or ameeron ko ameer
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
gud question don...i was going to post this question nyhow...
will reply later inshaAllah..
 
Top