afheem.........

  • Work-from-home

CoOoL

TM Star
Jul 1, 2009
1,267
804
413
Pakistan
asslam u alikum,

sab kaise hai,

Mujhe app sab se thori information chahye afeem k bare main ye kaisi hoti hai (age kisi k pass es ki photo hai to plz wo b send kr dijye )es ka kiya nuqsaan hotta hai , or agr koi insan es ka addi ho jaye to es kaise chutkara hasil kia ja sakta hai, plz jis k pass es k bare main jitni information hai wo sari share kijye, app k liye dua go ,
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
afheem ek Pauday ka naam hei. Us pauday se nasha banaya jata hei. aur behosh karnay ki medicines mein bhi uneh istemaal kiya jaata hai. isi tarah galat log usey galat istemal kartay hein.

us sey naisha tu hota hei lakin itna tez nahi jitna k Sharab waghera se nasha hota hei.
isi liye islam mein bhi afheem se jo nasha charhta hei us ki wajah se hadh nahi lagai jati. jab k sharab waghera k nashay se hadh lagai jati hei.
 

CoOoL

TM Star
Jul 1, 2009
1,267
804
413
Pakistan
Thanks a lot ahmed bhai, jazak allah ho khair,

Ek baat or afheem chornamushkil hai ya shrab or agr kisi se afheem chrwani ho to os ka kia tarika hai?
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
ek hi tareeqa hei woh hei k elaaj aur elaaj karna bohat hi mushkil hota hei. mein ne suna hei k
jab afheem wale ko us ki afheem milti tu us ko lagta hei k us ka jism ander se kat raha hei aur woh sakht aziat se guzarta hei.
 
Top