QURAAN ghar main hai mager hum parhtey nahin,
Hum dil main zara bhi KHUDA ka khoof rakhtey nahin,
Zalzalon ki aahat sey uth jaatey hain foran hum,
Mager Fajar ki azaan par uthtey nahin,
aati hai museebut to Allah yaad aata hai hamen,
warna to sajdey main hamaray sar juktey nahin,
kaanon main azaan ki aati hai awaz,
mager band kabi tv ko hum rakhtaay nahi. afsos!!