Ahmad Faraz Sms

  • Work-from-home

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Kayi Dinon se the main pareshaan Faraz{(thinkg)}
kay tumharay shair kahan milayn gay....{(laugh)}


*
*
*
*
*
*


Khud ko chuntay huway din saara guzar jaata hai "Faraz"
Phir hawa shaam ki chalti hai tu bikhar jaate hein..!
----------------------------------
Ab osay roz na sochoon to badan toot-ta hai FARAZ...!!
ik umer ho gayi us ki yaad ka nasha kartay kartay...

``````````````````````````````````````````````

Ankhain khuli to jag uthi hasratain FARAZ...
usko bhi kho diya jisey paya tha khwab main.....
----------------------------------
her roz dil udaas hota hai or shaam guzar jaati hai "faraz"..
ek roz sham udas hoga or huma guzar jaaynge..!
-----------------------------

Tawaaf-e-manzil-e-jaana hamain bhi karna hai,,
FARAZ tum bhi agar thori door sath chalo . . !
----------------------------------

SaDa RoPoSh RaHtay HaiN WoH PAThAr FaRaz.......!!!!

EmaRat JiN Kay KaNdhOon Pay Khari Ho........!!!!



--------------------------------


MuHABBat KaY BaAd MuHABBat MuMkiN Hay FaRaz.....!!!!
MaGar ToOT Kay CaHna SirF Aik BaaR Hota Hay.......!!!!
----------------------------------
KoUn ToLay Ga Abb HeRoOn Main HaMAraAy AnSoO FaRaz.....!!!!
WoH Jo DaRd Ka TaJir Tha DuKaN ChOR GaiYa.......!!!!

-------------------------------

WoHJISskayPAsS RaHta Tha DoStoOn Ka HAjOom....!!!!
SuNa Hay FaRaZz KaL RaAt EhSaAs_e_TaNHAi say Mar gaiYa.....!!!!
----------------------------------
wo mujay apni zindge samjti ha Faraz
kia usay muj pr aihti bar ni
--------------------------------------

shiddate dard se sharminda nahi meri wafa FARAZ
dost gahre han to phir zakhm bhi gahre honge..........
----------------------------------
Bara Naaz Tha Un Ko Apnay Parday Pay Faraz
Kal Raat Wo Khuwab Mein Sar-E-Aam Chalay Aaye.....
------------------------------------

USKAY SHEHAR MAIN KI GUFTOGO HAWION SAY 'FARAZ'
YEAH SOCH KAR KAY HAWION MAIN SANSAIN THI USKI
----------------------------------
hazaroo tukray kiye us ne mere dil k [ F@r@z]
kudhi ro para har tukray pe apna naam dekh kar
----------------------------------

~**~Kahin tanha na kar dy tujhy munfarid rhny ka shok Faraz~**~
~**~Jab din dahalay to kisi say haal-e-dil kah diaa karr~**~
----------------------------------
~**~Wo bzahir to mila tha ik lamhay ko Faraz~**~
~**~umar saree chayee usko bhulany k liay~**~








--------------------------------

~**~ Roeay ga is kadar wo meri laash say lipat kar Faraz~**~
~**~ Agar is bat ka pata hota to kab k maar gaey hotay ~**~
----------------------------------
~**~ Unglian aaj bhi is soch main gum hain Faraz~**~
~**~ Us nay kasay naeay haath ko thama ho ga ~**~
----------------------
~**~ Apni nakami ka ik yah bhi sabab hy Faraz ~**~
~**~cheez jo mangty hain sab say juda mangty hain~**~
----------------------------------
~**~ Gila karain to kasay karain Faraz ~**~
~**~wo bewafa sahi magar intakhab to mera hy~**~
------------------------------

Kitni Nafrat thE ussE Teri TasveeR sE FaraZ..
KE apnA haTh hi Jala DalA Teri TasveeR jalanE k bAAd
----------------------------------
uskE pyaaR ka NashA itnA thA FaraZ..
Ko logoN Ny MerA NaaM SharaBi RakH diyA
--------------------------------

MojY kiSi sY Bhalai ki Ab koi Tawaqo Nahi FaraZ..
Main Adatan Sab Sy Keh raHa hoN mujhE DuaoN Mein Yaad rakhNa
----------------------------------
Hm nE Sookhi hui ShakoN pe Lahu Chhirka tha FaraZ..
phool Agr Ab b Na khilTe To KayamaT Hoti

----------------------------

Hum Wo Patty Nahi Jo Shakh Se Gir Jaty Hain FaraZ..
Kehdo Toofano Say Zara Okat Main Rahen..

----------------------------------
ab milain ge to khubb rulayain ge us sangdil ko faraz,
suna hy rote mai usko lipat jane ki aadat haay
--------------------------
~**~ Wo bhi kiya ajeeb shaks tha Faraz k jis ki zaat par~**~
~**~ jab aaitbar barrh gia to ikhtyar ghatt gia ~**~

----------------------------------
~**~ Teri bewafion par mar jany ko ji chahy Faraz~**~
~**~ Tuj main wafa hoti too kiaa hoota ~**~

------------------------------------

~**~ Boht ajeeb hain yah bandshain mohbat ki Faraz~**~
~**~ Nah us nay kaid main rakha nah hm Farar howy~**~

----------------------------------
teray in ansoon ko kaun dekhay ga Faraz
aaj kal tou mausam bhee barishoon ka hai


------------------------------------
Ji yeh chaahta hai kay jaan hi dy dein Faraz
itnay haseen khareedar sy kyaa lena dena .

----------------------------------
Ghar say niklay thay ke dunya ne pukara tha Faraz
Abb fursat miley dunya se tou ghar jain kahein

-------------------------------------

woh mujhy roz parindoo ki misal data hai FaraZ
saaf saaf nahi kehta mera shahar chOOr do

----------------------------------
hum ne is khayl se tasbih he toor de.... FARAZ...!
kya gin k uska naam lon jo behisab hai....

----------------------------------

Iss Khouf say Motor Cycle hi Baich di ......Faraz............
Kahin Khud ko na Baichna Pare petrol k liyea......

----------------------------------
Kayi Dinon se the main pareshaan Faraz....
Dawlance liya tou baat bani ..


----------------------------------

akal waloon k mukadar main kahan zook e janoon hay faraz
ishq walay ain jo hr chez luta daytay hain

----------------------------------
zindagi bhar na sath daynay ki tum khao kasam faraz
ham nay sanso ko b juda hotay daykha ahy


------------------------------------
~**~ Ab neend say kahoo hm say sulah kar lay Faraz ~**~
~**~ Wo rooth gaey jin k liay hm jaga karty thay ~**~

----------------------------------
~**~Nai wo shaks kismat main phir b us say milty hain Faraz~**~
~**~ bara purlutf lagta hy mukadar ko saza dana ~**~


-----------------------
Ab to iss qadar bagairti bhar gayi hai Faraz...
Shair kissi or ka naam mera thok dete hain....

----------------------------------
koi muntazir hy uska kitni shiddat se FARAZ.....
wo janta hy magar anjan bana rehta hy!!!

----------------------------

unglian aj bhi isi soch main gum han faraz...
us na kasy naye hath ko thama ho ga

----------------------------------
wo her bar mujh sa nazerain chura ata ha faraz ...
main kagaz per bhi bna kar dekhi han ankhin us ki

------------------------------

mohabbat kar suktay ho to RAAB sakaro faraz..
miti ka putlon sa kabhi wafa nhi milti

----------------------------------
fakat is dur sa sona bhi chore dia ha faraz...
kahin wo khuwab main bhi bichra to mer jain gay

------------------------

~**~ Janay kis bat pay us nay mujy chora hy faraz~**~
~**~Main to mukhlis tha kisi maan ki duwaon ki tarah~**~

----------------------------------
Mery Shikwon Pr Us Ny Hans K Kaha FARAZ....
KsiNy Ki Thi Wafa Jo Hm Karty....!!!!!
---------------------

Ab Neend Sy Kaho Hm Sy Sulah Kr Ly FARAZ
Wo Daur Chala
Gaya Hy Js K Liye Hm Jaga Krty Thy!!!
----------------------------------
SHAAM-EWADA SAHI DUKH ZADA SAHI PHIR BHI DEKHO "FARAZ",
AAJ SHAB USKI FURQAT MAIN KEHLO GHAZAL KAL USAY DEKHNA...
---------------------

~**~Bondain giri to aankh main aansu b aa gay Faraz ~**~
~**~ barish kas uss ki yaad say rishtaa zarroor hy~**~

----------------------------------
~**~ Mery sajdoon main kami to nahi the Faraz ~**~
~**~mujsy bharh kr kisny usy manga tha Khuda sy~**~

-------------------------------

~**~Kal rat apny sary dhuk kmray ki dewaron sy kah daly Faraz~**~
~**~ Ab main soota hun to dewarain roote rahti hain ~**~

----------------------------------
Mujhe khairaat main mili khusian ache nahi lagti Faraz
main apne dukhoon main rehta hoon nawabon ki tarah
------------------------------------

Jitni shiddat se mujhe zakham diye hain us ne FARAZ.
Itni shiddat se to main ne usay chaha bhi na tha.
----------------------------------
ab naa woh hain naa woh tu hai naa woh mazi hai faraz!
jase do shkhas tamana ke sarabon main milain!!!!!!!!!!!!

-------------------------------

Doston ka karam hai FARAZ,
Zindagi ki dua se dartey hain......................
----------------------------------
Sharminda hai taire takhallus ka mazakk urane k bad....
tu youn roth jai ga zindagi se Fraza ye khabar na thi.....
----------------------------

chup chaap apni aag main jalte raho FARAZ
duniya to arz-e-haal se be-aabru karay.

----------------------------------
Boondain gireen tou ankh main ansoo bhi a gay "FARAZ"
Lagta hai barish ka uski yaad say rishta zarure hai...!

---------------------------

To be continued..........
 
  • Like
Reactions: nrbhayo and Nelli

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
{(goodpost)} don bahi aei to kitna din baad ap per ata he sal kia post ke ha {(wacko)}
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
main jin hun FARAZ nahi

Jin: kia hukm ha mere aqa ?
PATHAN: aik shair suna do.
JIN: hukm karien bakwas nahi
main jin hun FARAZ nahi
PATHAN: wah wah kia shair hy.
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Mian chaltay chaltay thak gia hon fraz.

....

koi to ho jo aak Sheezan he pila dy.


*********************

Ab
kia dhandoty ho kaghzoon ke dhair main Fraz

...

Woh jis main tumhari tasveer thi uss akhbar main to koi NAAN lay gia.




*****************

*********************

Wo yah kah kar nikal dia mujy kayray ky makan say Fraz

Tu shaheen hay basara kar paharoon ke chitanoo par
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Use keh do faraz,Wo meri taqdeer sy
jalna chor dein,
Arey hum tou wo badnasib hain,jo agar
LOTAY ki dukan
Kholain,Tu log HAGNA chor dain…..
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan
Mujhy ye arzu k uthaen wo khud niqab , FARAZ

Unhen ye tmna k tkaza kry koe.


---------- Post added at 12:10 PM ---------- Previous post was at 12:08 PM ----------

rat aksar hum se ye sawal krti hai

faraz...

k kon hai tere dil main jo tujhy sone nai deta..
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top