aj ki bat

  • Work-from-home

Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI
Kisi Ka Dil Mat Dukhao,
Ho Skta Ha Wo Tmhein Aise
Chahta Ho Jese Marne Wala
Zindgi….!

HAZRAT ALI (R.A)
 

Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI
Dusron ka Dil Dhukhna Aur Allah Ka Insaaf

AZEEM HE. Aur agr wo apne banday k dil dukhane ki aap ko saza de to aap kahin k b nahin rahain gay. Dusri bat ye k aik dhuki dil se nikli hui aah ya bad dua aap ko arsh se farsh pe patakh skti he,kbi aap dukhi hon to is baat pr ghor kijye ga k aap kis qadar takleef me he aur is tarhan na jane kitni hi bar aap k amal ya baton se dusre is surat-e-hal se dochar huay hon gay,is liye Allah k insaaf se darain aur insaan hone k nate,is bt ka khayal rakhain k aap k kisi jane ya an jane aml ya baat se kisi ko dukh na ho!!!
 
  • Like
Reactions: arzi_zeest

arzi_zeest

Senior Member
Jul 2, 2018
940
554
93
Hum apni pori kishish krte hain apni zaat se kabhi kesi ko takleef dukh na pohnchye kesi ki dil azari ka sabab na bane.
Agar phir bhi humri zaat se kesi ko takleef pohnchti hai hume es ka kaise pata chale ga ? Kaise hum os takleef ko door kr sakte hain?
 
Top