Ajnabi Rehna Par Kissi Ka Intezar Mat Karna,

  • Work-from-home

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Bas itna soch kar chup hain
Pas e izhaar kaya ho ga
K jab hum daar per hon gay
Tera kirdaar kaya ho ga ...
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Woh jo atay thay ankhon mein chand sitarey ley kr
Janey kis dais gaiy khawab hamarey ley kr
Kitnay he door chaley jain woh hum se lakin
Waqt aaiy ga unhein paas hamare ley kr ..
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Dhondti phirti hai dasht-o-biaban mein hamein...
Zindagi hum se bichar kar khud bhi pachhtai boht.
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Bikharate TuuTate lamhon ko apanaa ham_safar jaanaa
thaa is raah mein aaKhir hamein Khud bhii bikhar jaanaa
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
havaa ke dosh par baadal ke TukaDe kii tarah ham hain
kisii jhonke se puuchheinge ki hai ham ko kidhar jaanaa
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Ik larki,
Pagli si, Diwani si,
Masoom si, Anjaani si,
Apne ghar ki mundair per bethi,
In galiyon aur chobaaron ko,
In koochon aur bazaaron ko,
Dekhti hai..
Jahan us ne apna bachpan guzara tha,
Us ki aankhon mein tha,
Intizaar..
Kisi ka!
Magar usey kaun samjhaye,
Ke bachpan ke vaadey to,
Kacchi dor ki tarah hote hain,
aur,
Bhala jane waley,
Kab laut kar atey hain..
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
apni hi teg-ye ada sy app ghayal ho gia
Chanad ny pani may dekha or pagal ho gia
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Gham e dunia me gham e yaar bhi shamil kar lo,
Nasha bharta hai sharabeen jo sharabon me ilen.
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Hamari be-khudi ka haal woh pochein agar,
To kehna hosh bas itna hai tum ko yad karte hain…
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Hosh e haalat pe kaboo to kar liya maine,
unhe dekhke phir hosh kho gaye to kya hoga.
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Kab mehkti he bhala raat ki RAANI din men.,
Shehr soya to teri yaad ki khushboo jagi…!!
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Tere husan ko perdey ki zarurat hi kia hai
kon hosh main rehta hai tujhey dekhney k baad….
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Tapakti hai nigaaho’n se, Barasti hai adaaoon se,
Mohabbat kon kahta hai pahchaani nahi jaati……
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
ek ajab sa nasha hai teri yado\’n mein,
main tera ziqr likhu’n to alfaz raqsh karte hain.
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Tera Wajood bhi hai sach magar, Humain tujhse,
Wo Ishq hai ke tujhe soch kar hii mar jaayen
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Bahar saray chaman ki aaeen hoti hai,
Bahaar chand guloon ki hansi ka naam nahi..
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Baa’z oqaat kisi or kay milnay sa adam,
Apni hasti sa mulaqat bhi ho jaati hai..
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Bay niaazi hud sa guzri banda parwar kab talaq,
Hum kahain gay haal e dil or aap farmayain gay kiaa ..
 

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
Nazar se nazar ko milao nazar ka aitbar karo,
Hum tum se sanam, tum hum se pyaar karo,
Tum jo rootho to kuch bhi karke manaayen tumko,
Hum jo pal bhar ko jayen to tum intizaar karo..
 
Top