Apna Muhasba Kren

  • Work-from-home

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
Kunda daal k chori ki bijli se roads sajana konsa ishq he??

Naqli kaaba bana kr uska tawaf krna konsa islam he??

Khana pakao or khud hi khajao or ghareebon ko bhool jao ye konsa insaaf he??

Truck pe bare bare loud speakers se shor machana konsi sunnat he??

Juloos nikal kr traffic jamm krna konsa ikhlaq he??

Jo ye sab kaam na kare usko kafir kehdena kaha likha he??

Ye koi 14 august hekiya k manao or phr thanday hojao??

NABI S.A.W.W ka din mananae se ziayadaNABI.S.A.W.W ki sunnat pe chalana ziayada zaruri he

Hum ne ab tak Ishq e NABI S.A.W.W ne konse gunah choray iska jaiza len hum sab.

ALLAH hum sab ko naik hidayat de .AMEEN.
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Assalamu Alaykum Wrwb

subhan Allah bilkul sahi kaha apne Bint e Aisha......ye kaisa ishq hai jo duron ko takleef de.....ye kaisa ishq hai azaan ho rahi hai masjiden khali hain aur darbaren bhare padhe hain....ye kaisa ishq hai aurten benakab mazaron par sajh dhaj k jati hain......ye kaisa ishq hai wafat k din jashn manate hain.......ye kaisa ishq hai jo sunnate rasul saw ko chorkar shaitan par amal karte hain.....afsoss

kya aap ka ishq sahaba ki mohbbat se badhgaya....jo sahaba ne nahi kiya wo aap kar rahe ho kya ap sab ka martaba sahaba se zyada hai..........

wo Abubakkar ra jinki ek neki aasmaaan k sare sitaron se badh kar hai unse apka ishq badhgaya

wo umar farooq ra agar Allah k rasul saw k baad koi nabhi hota to umar hote kya apka ishq badhgaya

wo usmaan ra jo har waqt jannat khridne k liye aage rehte the kya apka ishq badhgaya

wo Ali ra hasnain k baba bibi fatima ra k shohar Nabi as k chcha zaad bhai aur damaad jinse khud Allah aur usk rasul sa mohabbat karte kya apka ishq badhgaya

wo chaaron imaam jinka danka sab peet te hian kya apka ishq badhgaya

bhayion zara socho aur Allah ki rassi Quran aur Hadees ko mazbooti se pakdo kabhi nahi bhatkoge Allah ka wada hai.......

aye Allah hame deen ki sahi samajh aur fahem aata farma jab tak zinda rakh islam par zinda rakh jab maut de to imaan par maut de Aameen

wasallelahu nabiyana mohammadin wa aala alihi wa ashabihi ajmayeen



Kunda daal k chori ki bijli se roads sajana konsa ishq he??


Naqli kaaba bana kr uska tawaf krna konsa islam he??

Khana pakao or khud hi khajao or ghareebon ko bhool jao ye konsa insaaf he??

Truck pe bare bare loud speakers se shor machana konsi sunnat he??

Juloos nikal kr traffic jamm krna konsa ikhlaq he??

Jo ye sab kaam na kare usko kafir kehdena kaha likha he??

Ye koi 14 august hekiya k manao or phr thanday hojao??

NABI S.A.W.W ka din mananae se ziayadaNABI.S.A.W.W ki sunnat pe chalana ziayada zaruri he

Hum ne ab tak Ishq e NABI S.A.W.W ne konse gunah choray iska jaiza len hum sab.

ALLAH hum sab ko naik hidayat de .AMEEN.
 

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
Assalamu Alaykum Wrwb

subhan Allah bilkul sahi kaha apne Bint e Aisha......ye kaisa ishq hai jo duron ko takleef de.....ye kaisa ishq hai azaan ho rahi hai masjiden khali hain aur darbaren bhare padhe hain....ye kaisa ishq hai aurten benakab mazaron par sajh dhaj k jati hain......ye kaisa ishq hai wafat k din jashn manate hain.......ye kaisa ishq hai jo sunnate rasul saw ko chorkar shaitan par amal karte hain.....afsoss

kya aap ka ishq sahaba ki mohbbat se badhgaya....jo sahaba ne nahi kiya wo aap kar rahe ho kya ap sab ka martaba sahaba se zyada hai..........

wo Abubakkar ra jinki ek neki aasmaaan k sare sitaron se badh kar hai unse apka ishq badhgaya

wo umar farooq ra agar Allah k rasul saw k baad koi nabhi hota to umar hote kya apka ishq badhgaya

wo usmaan ra jo har waqt jannat khridne k liye aage rehte the kya apka ishq badhgaya

wo Ali ra hasnain k nana bibi fatima ra k shohar Nabi as k chcha zaad bhai aur damaad jinse khud Allah aur usk rasul sa mohabbat karte kya apka ishq badhgaya

wo chaaron imaam jinka danka sab peet te hian kya apka ishq badhgaya

bhayion zara socho aur Allah ki rassi Quran aur Hadees ko mazbooti se pakdo kabhi nahi bhatkoge Allah ka wada hai.......

aye Allah hame deen ki sahi samajh aur fahem aata farma jab tak zinda rakh islam par zinda rakh jab maut de to imaan par maut de Aameen

wasallelahu nabiyana mohammadin wa aala alihi wa ashabihi ajmayeen


aise comments parh k dil khush hojata he k abi n is rue zameen pe aise log mojuud hen jo aqal o samjh rakhte hen
 
Top