aulad ki tarbeyat kayse karein?

  • Work-from-home

Sahiba

Newbie
Jan 31, 2008
72
10
0
Don jii very nice sharing
aur har parents poori koshish kartay hain k wo apnay children ko waisa bana sakain jaisa islam main kaha gaya hai
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
yes .. but sometimez kuch parents apnay children ko dunya mien kahra karnay ki koshish k chakar mein akhrat ka bhooltay ja rahe hian ......
 

Sahiba

Newbie
Jan 31, 2008
72
10
0
lakin bohat kam aisay parents hotay bohat kam kion kkoi parents yah nahi chahtay k un k bachay ghalat kaam kar k agay barhain jin sai un ko nuksaan hoo....infact aj kal k bachay aisay hain jo apnay parents k against ho kar ghalat kaam kartay hain....and really feel bad jab hum suntay hain k koi bacha aisa karta hai tu
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
well yea thats true .... but still aaj kal k parents mein wo baat nahi jo k pehlay k parents mein howa karti thi ... aj kal k parents apnay bacho ko martay howe dartay hain .... k kahi yeh hum say naraz na ho gaye ....

but mien sab ko nahi keh raha ... laykin majority mein aysa hi ho raha hai ...
 

NonStopLeo

Newbie
Feb 2, 2008
355
82
0
Sometimes hum childern ki tarbiyat kisi aur base per ker rahay hotay hain aur un say expect kuch aur kartay hain.
For example, Kuch parents chahtay hian k hamaray childern singing karein, dance competition mein win karein, movie k heros ki tara ho jayein, aur ager yeh sub sikhanay k baad un say expect karein k hamara bacha 5 times masjid mein bhi jaye to woh kabhi bhi nahi jaye ga. Bcoz uss ko woh to sikhaya hi nahi gaya.
 
Top