Azmaish Shart Hai Kia?

  • Work-from-home

Sakina

Newbie
Oct 12, 2007
652
44
0
mujay nahi lagta azmana chiaye dost ko kyun k har baar aik jesi souch aik jesay halaat nahi rahtyy kisi k dil mai demagh mai kia hai ham nahi jaan saky aksar personal problemz ki waja say b kuch log rude ho jatay hia etc etc,,, may be woh hamara best frnd ho ya samajta ho magar ham jab azmae to hamey aisa lagay woh hamei kuch nahi samajta .... aisey galat fehmion say hey achi khasi frndship kharab hotii hai ...
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
mujay nahi lagta azmana chiaye dost ko kyun k har baar aik jesi souch aik jesay halaat nahi rahtyy kisi k dil mai demagh mai kia hai ham nahi jaan saky aksar personal problemz ki waja say b kuch log rude ho jatay hia etc etc,,, may be woh hamara best frnd ho ya samajta ho magar ham jab azmae to hamey aisa lagay woh hamei kuch nahi samajta .... aisey galat fehmion say hey achi khasi frndship kharab hotii hai ...

tum nay bilkul theek kaha

aur kuch log to kehtay hain k hamain aazma k dekh laina

aur jab waqt parta hai to.................{}{78iu
 

Sakina

Newbie
Oct 12, 2007
652
44
0
jo actually yah wording use karty hia k hamei azma lena wohi too azmaish par poray nahi utartay {}{678u
 

Sahiba

Newbie
Jan 31, 2008
72
10
0
well main sakina say agree karti hoon....Dost ko azmaana nahi chhaya kion k hum azmatay us waqt hain jab hamat kisi par believe nahi hota...aur dosti main jab tak believe nahi tu dosti kaisi.....Dosti karo magar aisay k app ko apnay dost ko azmana na paray kion k hum jab azmatay hain tu kia pata wo us azmaish par poora na utray as sakina said.....
 
Top