Best Shair

  • Work-from-home

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi,
Kissi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi,
Kar ke mohabbat koi nahi bachega,
Aur jo bachega use tanhai mar dalegi




Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,
Saza mili hai hume bus muskurane ki



Zindagi ke liye, Na Dosti ke liye,
Waqt rukta nahin kisi ke liye,
Kadam do Kadam tho sabhi Chalte hain,
Saath Chalta nahin koi Zindagi bhar ke liye
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

sam

Newbie
Nov 20, 2007
11
3
0
124
[color=tere b mashwaray shaamil thay tarq-e-khwahish me

aay meri wehsat-e-dil! ab ye iztiraab hai kya?????

red][/color]
 

sam

Newbie
Nov 20, 2007
11
3
0
124

Toote hue khawabon mein haqiqat dhundta hoon

Pathar ke dilon mein mohabbat dhundta hoon

Naadan hoon mein ab tak yeh bhi nahin samjha

Bejaan buton mein ibaadat dhundta hoon

Mere jazbaaton ki keemat yahan kuch bhi nahin

Beimaani ke baazaron mein sharafat dhundta hoon

Is ajnabi dunia mein koi bhi apna nahin akmal

Gairon ki aankhon mein apni surat dhundta hoon

Umeed ki thi pyar ki bas yehi bhool thi meri

Girte hue ashkon mein apni hasrat dhundta hoon...
 

sam

Newbie
Nov 20, 2007
11
3
0
124
Pyar se dosti ker ke dekha

Pyar se mohabaat ker ke dekha

Pyar ko chahat ki nazaaro se dekha

Pyar ko ulfat bana ker dekha


Na woh dosti hain na woh mohabaat

Naa woh chahat hain na woh ulfat


Pyar dillon ki dhardkan hain

Shayar ki shayari kahe

Pyar insaan ki dewaangi hain

Kavi ki kavita kahe


Pyar ibaadat hain

Pyar hi inayaat hain

Pyar se bandha hain har insaan

Aur pyar se hain mehffoos yeh jahan


Pyar ka na koi rang na koi roop hota

Pyar ka na koi wajood hota

Pyar ka na koi apna na paraya hota

Pyar sirf pyar hi hota
 
Top