bina tahqeeq koi baat dosraon tak pahunchana.

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
بسـم الله الرحمـن الرحيـم

السـلام و عليـكم



doston kaise hai aap umeed k inshaAllah theek hi honge.doston aapko is thrd k naam se hi ye pata chal gaya hoga k ye kis baare me hai.han aapne sahih samjha ye un logaon k taaluq se hai jo deen e islam ya ksi dosre maamlaat me suni hui baataon ko dosraon tak bina tasdeeq kiye pahunchaate hai.aise logaon keliye ye thrd inshaAllah mufeed sabit hoga.

kyunke Allah taala sura e nissa-93 me farma raha hai.k

يا يها الذين أمنو اذا ضربتـم فـي سـبيل الله فتبينـو ولا تقـولو لمـنالقـى اليـكم السـلام لسـت مومنـا
aye iman walo jab Allah ki rah me niklo to khoob tahqeeq karlia karo aur jo shaqs tumko salaam kahe to isse ( kafir samajh kar ) ye na kaho k tu momin nahi.





Isi tarha surah e hujrat me Allah taala farma raha hai k



ياايها الذين أمنـو ان جـاءكـم فاسـق بنبـا فتبينـو أن تصيبـو قومـا بجهـالة فتصبـحو ا علـي ما فعلتـم نادميـن


Aye iman walo! Agar tumhare paas koi faasiq shaqs qabar lekar aaye to khoob tahqeeq karlia karo kahin aisa naho k tum jahalat me ksi qaom par hamla kar baitho fir tum baad me apne kiye par naadim hojao.





Aur isi tarha surah e nisa-83 me Allah taala farma raha hai k




واذا جـاءهم أمـر من الامـن أو الخـوف أذاعـوا به ولـو ردوه الـى أولـي الأمـر منهـم لعلـمه الذين يسـتنبطونه منهـم



Ye log jahan koi itmenaan baksh ya qaufnaak qabar sun paate hai usse lekar phaila dete hain halanke agar ye use rasool(pbuh) aur apni jamat k zummedar ashaab tak pahunchaaye to wo aise logaon k ilm me aajaye jo inke darmiyan is baat ki salahiat rakhte hain k isse sahih natija aqz karsaken.





Aur isi tarha nabi(pbuh) ne farmaya sahi muslim ki riwayat hai.





كفـى بالمـرء كذبـا أن يحـدث بكـل ما سـمع


K ksi insane k jhoota aur ek riwayat k mutabeq gunahgaar hone keliye itna hi kaafi hai k har suni sunaayi baat (baghair tahqeeq k ) aage bayan karde.




Isliye hame deen e islam me koi baat baghair tahqeeq k nahi karni chahiye chahe wo quran o hadees ki raoshni me hi kyun na kahi gayi ho iski bhi hame tahqeeq kar leni chahiye aur baad me isse logaon tak pahunchana chahiye.Allah hame in bataon par amal ki taufeeq ata farma aameen.
 
Last edited by a moderator:

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam wrwb :)
bohot hi mufeed sharing ki hai janab apne
Allah hame ispar amal ki taufeeq de Aameen
jazakallah khair
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wssalam u aliakum
jazakAllah..
ye baat waike hi aaham hai .bageer tehqeeq k baatain aage phelane se boht nuqsan hota hai.
aksr mobile pe ese message aate hain aksr hadis hoti hain ki sorat me lekin woh dar'haqiqat Hadees nhi hoti, pata nhi kisi ne khud hi bana k send kr di hoti hain or log bageer tehqeeq k use aage send krte rehte hain..jo boht afsos ki baat hai
Allah hume islam ki sahi smjh bhoj aata farmaye
Ameen
 
  • Like
Reactions: Sara Cilli Milli

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikum assalam
janab waqai humein kuch bhi confirm kiye bina nahin
karna chahiye khaas tour per islamic cheezein

jazaakALLAH khair great sharing bro
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Wssalam u aliakum
jazakAllah..
ye baat waike hi aaham hai .bageer tehqeeq k baatain aage phelane se boht nuqsan hota hai.
aksr mobile pe ese message aate hain aksr hadis hoti hain ki sorat me lekin woh dar'haqiqat Hadees nhi hoti, pata nhi kisi ne khud hi bana k send kr di hoti hain or log bageer tehqeeq k use aage send krte rehte hain..jo boht afsos ki baat hai
Allah hume islam ki sahi smjh bhoj aata farmaye
Ameen
Ji haan yeh baat to durust kahe aap lekin aaj kal kuch itne bhi ghafil o jahil loug hain
jo sahi hadees ko bhi htukra dete hain ALLAH unhein sahi samajh ata farmaye aameen
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Allahi baarik fee. aap tamam ka shukriya k aapne isse read kia Allah hame in bataon par amal ki taufeeq ata farma aameen.
 

Jiya.

TM Star
Jan 1, 2011
7,370
4,268
113
•°Karachi
JAZKALLAH KAHIR
bohat hi mufeed sharing ki hay aap nay
ALLAH PAK hamay is par amal krnay ki taufeeq ata famaye
AMEEN
:)
 

Qalandar

Active Member
Aug 8, 2011
323
477
63
37
صحیح فرمایا بلا تحقیق کوئی بات نہیں کرنی چاہئے، اور تحقیق کے بعد کوئی بات کسی کے متعلق معلوم ہوجائے تو بھری محفل میں اس راز کو افشاں نہ کیا جائے بلکہ اصلاح کو مد نظر رکھتے ہوئے اکیلے میں اسے بتایا جائے، یہ بہترین طریقہ ہے،
جزاکم اللہ واحسن الجزا
 

Hamzamasood

Newbie
Aug 29, 2020
2
1
1
Asalamalaykum
ap ny jo Surah Nisa ki Ayat 82 aur iska tarjuma likha hai.. yeh check kar lain k ap ny reference galat likha hai ya nae
 
  • Like
Reactions: saviou

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Asalamalaykum
ap ny jo Surah Nisa ki Ayat 82 aur iska tarjuma likha hai.. yeh check kar lain k ap ny reference galat likha hai ya nae
Wa Alaykum Assalam
@Dawn to abhi forum par nahi aate lekin ham ne wo ayat sahi kardi hai
Jazak Allah Khairan
 
Top