Chaha hai mainay buhat shiddat say tumko,
main tumhay buhat shiddat say yaad aoo ga,
yun sakoon say kabhi so na sako ge,
bankay dil ki kasak raat bhar jagaoon ga,
ab kay baras sawan dil main aag lagai ga,
bhego ge tum jab bhi barish main main yaad aoo ga,
har shair har nazam main nazar ain ge meri batain,
parho ge jab bhi koi shair main yaad aoon ga!!!!!!