chand lamhon ki rifaaqat ka suhaana sapnaa...

  • Work-from-home

zabaid

Newbie
Feb 20, 2010
88
122
0
44
chand lamhon ki rifaaqat ka suhaana sapnaa...
omr bhar k liye taskeen ka saamaan na huaa ,
yonhi aaya thhaa tasalli mujhy deny k liye...
osky alfaaz men iss dard ka darmaan tu na thhaa
ghuor sy osny parhi hi nhi iss dil ki kitaab..........
nooha gar bhi thha koi, sirf ghazal khuaan na thhaa..!
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top