arey nai baba aisa nahi hai mai office mai busy rehta hon coz audit start honey wala aur TM pe tub aata jab mind thak jata bohat aur idhar gupen shapen mar ke fir kaam start ker deta .... kum kum aata hon iss liye feel hota ho ga werna to apni Guriya Rani ka sara dimagh khaaa jaoun ....Jab koi Lift kerwata hay tu aap k pass Time hi kahan hOta hay? aur aap Kise k Lift kerwanay se Foran Office main busy ho jatay hain..?