Choosing a Perfect Life Partner

  • Work-from-home

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
masha Allah bohot khoob bro bohot acha likha hai aap ne
behsak life partner chunna ek mushkil kaam hai agar dunaiwi zarooriat par nazar dali jaye to lekin agar deen ke liye ham koshish karen to Allah ki madad bhi hoti hai

jazakallah khair bro
hame bohot khushi huyi ke apne hissa liye aur is mauzu behtareen andaz me pehs kiye
Allah se dua hai ke apki zindagi me jo aane wali hai wo apke liye dunia o akhirat dono me khair ban ke aaye Aameen

rahi baat apki rai ki to bohot mufeed rai di hai aap ne inshAllah aage koshish karenge qiraat par koi contest ho :)
AAMEEN SUME AAMEEN...
jee inshaAllah...zaroor khoshish karyega aise contest ke lie...
saath mei hum khud hi apni example dei dete hein...
hamara jaha rishta howa hai..unho ne hamari taleem nahi dekhi..bas itna hi pocha ke hum kia parh rahe hein...
unhe hamara uthna beithna..hum kitna deen se connected hein..hamara khandan dekh kar...humse rishta tay karlia...
woh hamein kehte hein ke unki haan us hi waqt se thi jaise hi woh hamare ghar mei kadam rakhein....ALHAMDULILAH..
yeh sab kehne ka yahi maqsad hai ke aj bhi aise log hein jo deen ko tarji dete hein.....jo log is fikar mei hote hein ke abhi kaha se hoga...parhaye mukammal nai hoe...job nahi hai...bhai behno ka rishta pehle hojae..aise nai sochna chahiye..sochna buri baat nai hai.....but agar ap kisi waja se ruk rahe ho..aur ap chahte ho ke apse intezar nahi hota...to go ahead..Allah talah apki zaroor madad karegein...at the end..ITS ALL ABOUT UR INTENTIONS...
 
  • Like
Reactions: hoorain

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Wa'alaikum assalam bohot hi pyari article likhe ho bhai
aur bohot hi knowledge mila ise parh ker kuch parh liye
aur kuch thori deir baad parh lengein

dubara kahunga ke sach mein bohot hi behetereen kaam anjaam diye aap

umdah tehqeeq kiye........
jazakaAllah khair bro itne pyaar bhare comment ka...
Allah talah humko deen ki sahi samjh dein..AAMEEN :)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,205
24,155
1,313

AAMEEN SUME AAMEEN...
jee inshaAllah...zaroor khoshish karyega aise contest ke lie...
saath mei hum khud hi apni example dei dete hein...
hamara jaha rishta howa hai..unho ne hamari taleem nahi dekhi..bas itna hi pocha ke hum kia parh rahe hein...
unhe hamara uthna beithna..hum kitna deen se connected hein..hamara khandan dekh kar...humse rishta tay karlia...
woh hamein kehte hein ke unki haan us hi waqt se thi jaise hi woh hamare ghar mei kadam rakhein....ALHAMDULILAH..
yeh sab kehne ka yahi maqsad hai ke aj bhi aise log hein jo deen ko tarji dete hein.....jo log is fikar mei hote hein ke abhi kaha se hoga...parhaye mukammal nai hoe...job nahi hai...bhai behno ka rishta pehle hojae..aise nai sochna chahiye..sochna buri baat nai hai.....but agar ap kisi waja se ruk rahe ho..aur ap chahte ho ke apse intezar nahi hota...to go ahead..Allah talah apki zaroor madad karegein...at the end..ITS ALL ABOUT UR INTENTIONS...
bilkul sahi kaha bro aap ne :)
islam asaan deen hai magar ham ne khud isko mushkil bana rakha hai
aur khud hamari bhi misaal hai ham ne bhi deen ko hi tarjhee shadi ke liye aur hamari ahlia ke ghar wale bhi sirf deen ki wajhe se ye rishta qabool kiye halanke wo itna jald shadi nahi karna chahte the lekin khaas kar hamare rishte ki wajhe se haan kardiya Alhamdulillah

Allah ham sab ko har maamle me sunnat ki pairwi karne ki taufeeq de Aameen
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~
Top