CO-ADMIN INTERVIEW

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
wasay rr sister main ss ki burai nahi kar raha hoo per chating main interview leynai say saab say bharaa joo nuksaan hai woh yeh hai k interview shoroo hotai hee kataam hoo jataa hai matlab aik saat hee saab copy paste kar deyaa jataa hai ... jaab k aghar hum aik aik sawal karahai woh bhi thread main direct too iss say yeh hota hai k woh thread kafee time taak chaltee hai aur update rahtee hai
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0

Nah waqar bhai aik dafa hi sawal kay jawab dainay aur parhnay main maza ata hai. Luba to chalay ga 1 by 1 karnay say laikin sub ka time bohat zaya ho ga aur tempo bhi toot jaay ga.

Waisay naay anay walon kay liaay sawal poochnay ka mauqa milna chahyay. Is tarha Thread dead thread bunnay say buch jaay ga naay visitors bhi participate karain gay aur ziada enjoy karain gay.
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
hmmm mere matlab abb yeh bhi nahi ta k aik aik kar k pouchai

10 10 sawal pouch lai aik saat ... iss say yeh hota hai k interview

deynai wala person araam say aur achee tarahaa ann sawal ka jawab

dai deytaa hai any ways faltoo batain band karoo muj ko

rr say kuch sawal jawab karna hai rr sister tayaar hoo na ?
{(nix)}
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
@ Precious..interviews may sab ko allow hai k koi bhi member aa k question poch sakta hai..ss nay to just main main question poch lie hain..baki k koi bhi poch sakta hai

@ waqar bhai..yup m ready

me ka T.M per experience bohat zaberdastt guzra..bohat koch skehne ko mila..or bohat new information bhi mili..over all..bohat acha experince raha maira{(gimmefive)}
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
wasay rr sister main ss ki burai nahi kar raha hoo per chating main interview leynai say saab say bharaa joo nuksaan hai woh yeh hai k interview shoroo hotai hee kataam hoo jataa hai matlab aik saat hee saab copy paste kar deyaa jataa hai ... jaab k aghar hum aik aik sawal karahai woh bhi thread main direct too iss say yeh hota hai k woh thread kafee time taak chaltee hai aur update rahtee hai

ji waqas bhai ap ki ghalat fehmi door kar du zara sub se pehlay to yahan ye bata dun k is site main interview ka koi board nahi tha pehlay so jab main nay DON se mashwara kiya to wo bohat khsh hua lakin main nay saaray question us ko post kar diye k in k answer ready kar k rakhna aur is main 1 week laga jab us nay mj ko wo answer post kar deye to phir dobara un main editing karna etc in sub main kaafi waqt laga ap kiya samj rahay rahay hain bus bethay aur de diya bhai itna time kis k pass hai?

so us waqt se ye interview ki rivayat pari to red rose nay kaha ab sub ka lain gay aur un ko ijazat hogi k wo bhi quest karain

ap nay jo pehla interview parha hoga DON ka wo hi tha us main main nay neechay likha tha k DON se ab aap bhi sawal pooch saktay hain

mjay tareef sunnay ka koi shoq nahi kyn k is site k adimins ko pata hai main kitni sincere hu is liya koi bhi agr tareef karraha hai to us ki meharbani ...adat hogai hai mj ko Alhamdulliha{(popcorn)}
 
areeey mere behan tum say main nahi jeet saktaa muj ko pata hai kaha hai tumare paoo main iss ko choo kar mafee mang leytaa ho muj masoom ki jaan bakash doo galti hoo gahee
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
ss sister dil per na loo yaar mere baat main koi burai koi kar raha ta app nay achaa

interview leyaa hai main too bass chat say haat kar interview leynai ki baat kar raha ta

aur asay hoo saktaa hai k main app ki burai karoo app too mere saab say duffer matlab

super sister main say aik hoo yaar ... so faltoo main mood nahi karaab karoo muj jasay faltoo insaan k leyai
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
nahi waqaar bhai main ye nahi keh rahi lakin sirf itna kahu gi k yahan jo cheezain ap ko agr achi nazar arahi hain ap ko nahi pata un main kitnay din lagay hain aur mehnat aur mjay jatanay ki adat nahi ab ye baat nikli to kehna para
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
nahi waqaar bhai main ye nahi keh rahi lakin sirf itna kahu gi k yahan jo cheezain ap ko agr achi nazar arahi hain ap ko nahi pata un main kitnay din lagay hain aur mehnat aur mjay jatanay ki adat nahi ab ye baat nikli to kehna para

main samaj saktaa ho ss sister per tum apnay iss bhai ki baat ka galaat matlab lai rahee hoo acha yeh batoo main tumara interview phir say leyna chata hoo iss k leyai kiss ki khuisamad karna pharai gi {(lol)}{(lol)}
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
mind main too mere kuch aur chaal raha hai ss sister .... per interview app lai loo humara aur tayaar ho kar anay kyue k interview leyna iss baar app ko mera hai to be care full
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Co Admin sahiba aur hamari best friend aap agar koi aisi baat jo aap say poochi na gai ho aur share karna chahti hain to meri Ijazat hai. LOL.
 
Status
Not open for further replies.
Top