Congrats Abidi Bro For Ur Top Class Bongiesssss :p

  • Work-from-home

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore

Assalam o Alykum TM pariwar {(jccoffe)}
bongi rating hazaar tum ko milaen naye saal mein
dety haen hum dua tumhaen Tahh-e-Dil se :p

ahem ahem jasa k ap samaj hi gye ho gye mein kis azeem shakhsiyat ki bat kar rhi ho :p
han ji tou hamary honuhar @Abidi bhiya ny bari kamyabi k sath apni bongi senchury complete ki hai :p
hamari dua hai Allah inn ki bongi rating mein
din rat azafa kary :p
ap sub bhi inny wish kary ta'k inn ka hosla oar buland ho bongiya marny mein :p
Congrats for ur 118+ bongi rating :-bd :p
keep it up {(laugh)}
abidi bhiya k azeem karnamy py kuch kahna chahti ho {(laugh)}
hama tan gosh ho k sounye ga ap sub :p
main nanha sa main munha sa
josh hai muj main bhara hua
main ro ro k sab k kan dukhaoun
main shararton se sab ki watt lagaoun
muj se tang merey dushman b
kaat jaoun main @Don , @Hoorain k naak b :p
mazay se TM py ata hoon
lambi sairain karta hon
mood acha ho tou
main khud se thread banata hon
Staff sy bhess karty karty :p
khud hi latak jata hoon {(laugh)}
main nanha sa main munha sa
kan merey hain latkay huwaye
khud b latak sa jata hon{(laugh)}
phir b zoor main lagata hoon
bhess karta hi jata ho
main nanha sa main munnha sa {(care)}
and last abidi bhiya ki tarf sy
special thanks to @Hoorain
jinn ka iss bongi rating mein bhot bhara hath hai {(laugh)}
{(laugh)}
All the best bhiya {(baby2})
mujy thread lagny ki saza di ti na ap ny lo ji i'm completed my task {(laugh)}
 

Rana-M-Rehman

Active Member
Dec 19, 2013
283
29
28
34
In your Heart

Assalam o Alykum TM pariwar {(jccoffe)}
bongi rating hazaar tum ko milaen naye saal mein
dety haen hum dua tumhaen Tahh-e-Dil se :p

ahem ahem jasa k ap samaj hi gye ho gye mein kis azeem shakhsiyat ki bat kar rhi ho
han ji tou hamary honuhar @Abidi bhiya ny bari kamyabi k sath apni bongi senchury complete ki hai :p
hamari dua hai Allah inn ki bongi rating mein
din rat azafa kary kary :p
ap sub bhi inny wish kary ta'k inn ka hosla oar buland ho bongiya marny mein :p
abidi bhiya k azeem karnamy py kuch khna chahti ho
hama tan gosh ho k sounye ga ap sub :p
main nanha sa main munha sa
josh hai muj main bhara hua
main ro ro k sab k kan dukhaoun
main shararton se sab ki watt lagaoun
muj se tang merey dushman b kaat jaoun main unk naak b
mazay se TM py ata hoon
lambi sairain karta hon
mood acha ho tou main khud se thread banata hon
Staff sy bhess karty karty :p
khud hi latak jata hoon {(laugh)}
main nanha sa main munha sa
kan merey hain latkay huwaye
khud b latak sa jata hon
phir b zor main lagata hoon
bhess karta hi jata ho
main nanha sa main munnha sa {(care)}
All the best bhiya :-bd :p
mjhe ap ki ik baat ki smjh nahi aye ap us ko mubarik baad dy rahi ho ya us ki be-izzati ker rahi ho
 

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
32
Pakistan.. karachi

Assalam o Alykum TM pariwar {(jccoffe)}
bongi rating hazaar tum ko milaen naye saal mein
dety haen hum dua tumhaen Tahh-e-Dil se :p

ahem ahem jasa k ap samaj hi gye ho gye mein kis azeem shakhsiyat ki bat kar rhi ho
han ji tou hamary honuhar @Abidi bhiya ny bari kamyabi k sath apni bongi senchury complete ki hai :p
hamari dua hai Allah inn ki bongi rating mein
din rat azafa kary kary :p
ap sub bhi inny wish kary ta'k inn ka hosla oar buland ho bongiya marny mein :p
abidi bhiya k azeem karnamy py kuch khna chahti ho
hama tan gosh ho k sounye ga ap sub :p
main nanha sa main munha sa
josh hai muj main bhara hua
main ro ro k sab k kan dukhaoun
main shararton se sab ki watt lagaoun
muj se tang merey dushman b kaat jaoun main unk naak b
mazay se TM py ata hoon
lambi sairain karta hon
mood acha ho tou main khud se thread banata hon
Staff sy bhess karty karty :p
khud hi latak jata hoon {(laugh)}
main nanha sa main munha sa
kan merey hain latkay huwaye
khud b latak sa jata hon
phir b zor main lagata hoon
bhess karta hi jata ho
main nanha sa main munnha sa {(care)}
All the best bhiya :-bd :p
Wal;kymsalammmmmmmmmm :eek: :eek: :eek: :eek: bongi rating py be koi task tha inka ya wesy he dil kiya ye rating leny ka ?
 
Top