~*Dil K Sahra Main*~

  • Work-from-home

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Chara_e_dard ki khawahish nahen karne doon ga
Khud ko zakhmon ki numahish nahen karne doon ga
Dil k sehra main banaoun ga alag tera mehal
Tuj ko aankhon main rehaish nahen karne doon ga
Apni chahat main sherakat mujhye manzoor naheen
Ab tujhye bhi teri khawahish karne nahen doon ga
Khud bikhar jaoun ga ek din khushbo ki tara
Apne yaroon ko yeh sazish karne naheen doon ga
Toor doon ga main kisi rooz yeh mehor bhi "Freed"
Khoon ko khaak main gardish naheen karne doon ga

 
Top