Meray Liye tO Harf e dUa hO Gya wO Shakhs
Sarey dUkhOn Ki jAisey Dawa hO Gya wO Shakhs
Main Aasmaan Pey Tha tO Zameen Kii Kashish Tha wO
Utra Zameen Par tO Hawa hO Gya wO Shakhs
Main Us Ka Haath Dekh Raha Tha K Daf-a-tan
Simta Simat Key Rang e Hinna hO Gya wO Shakhs
Phirta hAi Ley Key Aankh Ka KashkOl Dar-Ba-Dar
Dil Ka Bharam Lutta tO Gada hO Gya wO Shakhs
Parhta Tha Main Nazam Smajh Kar Usey Rasheed
Phir yOn hUa K mUjh Sey Qaza hO Gya wO Shakhs