Drood-o-salam درود و سلام

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
subhan Allah bohot hi umda aur behtareen andaaz me apne pesh kiya Anwar
hamare paas alfaaz nahi bohot shukriya apka....
Allah apko jazaye khair de Aameen
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Jazakallah bhai.... beshak bohat neak kaam kea aap ne.... darood perhne aur is ki talqeen kerna beshak aik bari neki hai aur yeh baat Allah pak ko bhi bohat pasand hai....

Surah Ahzab mein Irshad hy" Beshak Allah or uss k fareshtey Hazoor Nabi Pak (PBUH) per Darood-o-Salam Behjatee hy. Lehaza aye Iman Waloo tum bhi Hazoor (PBUH) per khob Darood Bheja karo.



Khud Hazrat Muhammad (PBUH) Ka irshad hy k " Jo mujh per aik bar darood bhejta hy Allah us k Das gunah mauf fermata hy or Dus rehmatein Nazil Farmata hy ur us k nama-e-amal mein dus nakiyan likhta hy

Jab tak Banda Darood Perhta hy Farishtay us k liye duayein karte rehte hyn.

Allah pak hum sub ko zyada se zyada Darood perhne aur dosron ko is ki talqeen kerne ki taufeeq ata fermae. Aaameeen...


 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Jazakallah khair thanks for posting such a usefull and blessful post
yeh dheck ker buhut khoshi hurahi hain k hume yaha per zyadater Islamic
topics perhne ko mel rahi hain...
Allah (SWA) hum sub ko es per amal kerne ki taufeek atha kare (AMEEN)
 
  • Like
Reactions: سرفروش

TM DON

TM Star
Dec 18, 2009
1,566
3,112
713
45
pakistan rwp

الحمد اللہ رب العلمین والصلوٰة والسلام علیٰ سید المرسلین

اما بعد فاعوذ باللہ من الشیطنٰ الرجیم بسم اللہ الرحمن الرحیم


جزاک اللہ
جزاک اللہ

جزاک اللہ
جزاک اللہ

 
Top