Dua Manganay Ki Fazeelat

  • Work-from-home

luckybikerboy

Newbie
Nov 2, 2008
2
0
0
31
Abbot road,Sialkot
Aap (S.A.W) ne farmaya Dua Momin ka hathiyar hai deen ka sutoon hai aur Aasman aur zameen ka noor hai

Nabi Kareem (S.A.W) ne irshaad famaaya Jo shakhs ye chahay keh Allah us ki dua sakhtiyon aur moseebaton ke waqt qubool famayain us ko chahiye ke wo Farakhi aur Khushhaali me bhi kasrat se dua manga kare

Rasool (S.A.W) ne famaya ke Allah Tallah ke haan dua se ziada aur kisi cheez ki wuqat nahi
 
Top