Ek baar Phir Hazir e Khidmat :p

  • Work-from-home

Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
28
Peshawar
Walikum salam wrwb
amazing such a nice poetry
mashallah bohot hi acha lekhti hai aap
os time main nahe ti but abi to ho
thank you so much for this beautiful poetry to share with us:)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Walikum salam wrwb
amazing such a nice poetry
mashallah bohot hi acha lekhti hai aap
os time main nahe ti but abi to ho
thank you so much for this beautiful poetry to share with us:)
koi baat nahi behna abhi to apne parh liya aur pasand bhi kiya bohot shukriya
tab aap nahi the aap hote to apke liye bhi poetry likhte ham :p
 
  • Like
Reactions: princess of Moon

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Assalamu Alaykum Wrwb :)

doston kaise hian aap sab inshaAllah theek honge
ye nazm hamne ek saal pehle contest k liye likhe the lekin wo contest ka kuch result aaya hi nahi /:)
bahre haal is contest me hissa lene aur poetry likhne k liye hame sana ne kaafi huasla diya tha aur hamne unhi k liye ye nazm bhi likhe the aur unhi ko dedicate bhi kiye the

to phir se apke samne ye nazm hazir e khidmat hai :)

http://www.tafrehmela.com/tms-contest/130513-your-own-poetry-contest-3.html

Ankhon me kayi khwahishen kayi khwabon ko sameti hai wo
Har Nayee subah nayee hasraten leke uthti hai wo

Apni hi duniya me gumsum khoyee rehti hai
kabhi hasti to kabhi roti to kabhi khush hoti hai wo

dekh kar isko har koi deewana war kehta hai
mere khwabon mere khayalon ki tabeer hai wo

Sheeshe ka dil liye in pattharon ki basti me
Har ek ka zakhm liye chup chaap sehti hai wo

Na kisi ka dard kisi k liye na kisi k liye hai pyar yahan
Deta har koi zakhmon pe zakhm har ek ka tuta sansar yahan

Har koi yahan deta hai yahan taleem e masawat
Hain insano ki shakl me darinde sare,har koi khonkhwar yahan

Na bachon pe shafaqqat na badon ki izzat
Taalim to aala hai lekin aqlaq kahan

Iss bharii duniya me sab paraye hain yahan
Na mera hai koi yehi kehti hai wo

Is basti se door khawabaon ki nagri me
Khwahishon ke shajr tale, Hasraton ke bagiche me

Kisi Ajnabi k intezar mein hai wo umeedwaar
Jo kare khushion ki barsat jo de dher sara pyar

Nasir duago hai uski hasrat ho puri khwab hon sache
Mile jahan ki har khushi jiski taalib hai wo

mashaAllah bahot umda likha aapne janab :-bd shukriya for sharing
 
MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Umdaaaaaaaaaaah poetry
i can neva forget ur poetry az a great gift for me;;)

Shukran chaagh uncle:D
stay blessed n happy alwayz:)

Nasir duago hai uski hasrat ho puri khwab hon sache
Mile jahan ki har khushi jiski taalib hai wo

Ameen:)
same thing:)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Umdaaaaaaaaaaah poetry
i can neva forget ur poetry az a great gift for me;;)

Shukran chaagh uncle:D
stay blessed n happy alwayz:)

Nasir duago hai uski hasrat ho puri khwab hon sache
Mile jahan ki har khushi jiski taalib hai wo

Ameen:)
same thing:)
summa Aameen :)
shukriya ki koi baat nahi mohtarma
bas khush rahen aur hamare liye bhi dua karte rahen
 
  • Like
Reactions: masoom_se_chahat

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Bohat KhOob..!

Last pOetry ki terah yah bhi Bohat acha likha aap nay MagEr Aak Jagha main Comfuse hO gie hOn.

Na kisi ka dard kisi k liye na kisi k liye hai pyar yahan
Deta har koi zakhmon pe zakhm har ek ka tuta sansar yahan

Har koi yahan deta hai yahan taleem e masawat
Hain insano ki shakl me darinde sare,har koi khonkhwar yahan

Na bachon pe shafaqqat na badon ki izzat
Taalim to aala hai lekin aqlaq kahan

Yah shair Yahan Fit nahi hOtay..! cuz baat hO rahe hay Larki ki, us k KhuwabOn aur majboryon Ki. Laken Majbori ko aap nay Social point of view se Likh dia hay. mUjhay Yahan aisa laga JaisE society K kise Bigrtay Pehlu ko pOintout kia hay. {(popcorn)}

Baqi Jahan "woh woh" hay wOh bOhat acha likha. lolzzz

Keep it Up. :)
 
bohot bohot shukriya mohtarma :)
ye ek saal se zyada hogaya likh kar to tab kya tha dimagh me theek se yaad nahi
lekin yahan par ek ladki ke khwabon par hi baat ho rahi hai aur uske ird gird hone wale cheezon par bhi nazar dali gayi hai jaise khud ghar ka mahol kabhi aisa hota hai ke kisi ke dil me kisi k liye pyar nahi dikhta aur insan se khud ko dareendgi ki taraf lejate hain aur yehi se muashre ka bigad bhi shuru hota hai to ek tarah se ye ek ladki ke khwab uske hasrat aur uski khwahishon se jude cheezen hi lagi hame

aur apne is par itna gaur kiya hame bohot khsuhi huyi :)
aage bhi tashee karte rahen hamari

jazakallah
 
Raat ki Rani

Super Star
May 26, 2011
9,376
1,452
413
Walaikum salam
zabardast ...mujhe tu rona arahi hain yai poetry parh kar {(cray)}

aapka koi jawab nahi saviou bhai bht hi superb sharing ...
thanks for such a beautiful sharing with us{(thx)}
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
walikum asalam...

poetry to bakam hay again nasir bhai...
apk alfaz bht porsoz hotay hay...mashaAllah...

but afsos is bat ka hay k kabe maray lie koe b petry nae likke apnay...{(angry)}
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe

bohot bohot shukriya mohtarma :)
ye ek saal se zyada hogaya likh kar to tab kya tha dimagh me theek se yaad nahi
lekin yahan par ek ladki ke khwabon par hi baat ho rahi hai aur uske ird gird hone wale cheezon par bhi nazar dali gayi hai jaise khud ghar ka mahol kabhi aisa hota hai ke kisi ke dil me kisi k liye pyar nahi dikhta aur insan se khud ko dareendgi ki taraf lejate hain aur yehi se muashre ka bigad bhi shuru hota hai to ek tarah se ye ek ladki ke khwab uske hasrat aur uski khwahishon se jude cheezen hi lagi hame

aur apne is par itna gaur kiya hame bohot khsuhi huyi :)
aage bhi tashee karte rahen hamari

jazakallah
wOh tu main samjh gie ThE K Larki ki MajboryOn sE related hi Likha gya hay But is sE start se Jo tasalsul shUro hua wOrds n Feelings wOh tOut gya aur ak dum se aisay Laga Jaise agay New Topic pE baat shUro ho gIe hay. {(popcorn)}

Anyways Aap nay bOhat acha likha aisay hi Likhtay rahain. :)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

wOh tu main samjh gie ThE K Larki ki MajboryOn sE related hi Likha gya hay But is sE start se Jo tasalsul shUro hua wOrds n Feelings wOh tOut gya aur ak dum se aisay Laga Jaise agay New Topic pE baat shUro ho gIe hay. {(popcorn)}

Anyways Aap nay bOhat acha likha aisay hi Likhtay rahain. :)

han ji sahi kaha apne :)
ainda se khayal rakhenge inshaAllah :)
 
Top