main paon se nai haathon se dance kar rahi hoonwoh b hawa main
so don't worry abt dat
/quote]
ab zameen ka....poori emarat hi gir jaani hai TM ki..![]()
Answer hai 19th day......
Phool ka size har roz double hojata hai iska matlab 19th ko uska size barha tha baqi pool ko 20th day ko phool ne cover karliya.
agar samjh na aay to bata dena phir mujhy mathematically samjhana parega.
@DuFFer
Mere bhole badsha aao samjho 19ht kese howa?nhi mujhe nhi aya samjh
tum to keh rhi thi ke har roz dugna hota hai phool ka size phir sirf 19th ko kyun dugna hoa?
Rite.....ohhhhhhhh ab samjha halanke jis tarha se tumne samjhaya hai us tarha se koi b nhi samjh payega lekin main jo khud se samjha hon woh batata hon kese samjha ok
dekho 20th day ko phool ne pure pool ko cover kya to zahir hai 20th day ko phool dugna barha hoga na
isliye dugne se pehle usne adha pool cover kya hoa hoga jo zahir hai 19th day hi hoga m right na?
Sahi......pta nhi bhai lekin urdu main ulat pulat ker bhi ek hi lafz banne wale words kahe jainge shayed
Matlab English Language main yeh alfaz lafzon ki konci category mai ate hainmtlb??? @Silent Soul
mtlb???Sahi......
.lekin English mai kia kehte hain yeh btana hai......
it's okay......aur members ke answer bhi dekhte hain..[DOUBLEPOST=1350646980][/DOUBLEPOST]
Matlab English Language main yeh alfaz lafzon ki konci category mai ate hain
Matlab English Language main yeh alfaz lafzon ki konci category mai ate hainsamajh nahi ayeenglish main
words khty hain aur kia