Asalam o alaikum
dosto kese hain app sab umeed hai theek hi hoge main bhi fit hon app ki duwaon se
to dosto maine aksar ye dekha hai kafi famaly.s aysi hotin hain jahan har wakht larai jahgre ek dusre se bat nahi karna
jese key humari taraf ek famaly hai unke waleed sab ka inteqaal hogaya hai 3 bhai ek bhai ki shadi hogayi hai and unki waalda bimaar rahti hain ab dhakne wali bat ye hai key 3 bhai hain wo aur ek waalda jo key bistar se uti hi nahi hain
ek bhabhi hain unki jo ek zuban ki kafi taiz hain ye mere dost ki story hai wo bechara kafi pare shan rehta hai mere ko har bat batata hai to socha ajj app key sat sher karu
to phele wo lag karaye ke makan main rahte thy kafi mehnat kari mere dost ney wo thora sa ghareeb type ka hai
phir aista aista apna ghar taiyar kiya uske kuch dino baad hi dusre number wale ki shadi kardi takey gharme koi na koi ghar smhalne wali khatun ajaye aur humara ghar sawar jaye but huwa yun key uno ne do kamro ka ek chota sa makan tiyar kiya ek main shadi shuda uska bhai rehna laga dusre main us ka bara bhai aur wo bimar ammi aur mera dost kuch hi dinno main unkey ghar main laraiyan shuru hogain maine wajah puchi to mera dost kehta rehta tha yar roz bhabhi ki tabiat kharab hoti hai na roti banati hain na subah jaldi uth tin hain haar wakht apney kamre main lati rehti hain ab na unke ghar main koi bara hai jo zara dara sakey bara wala bhai chars ka nasha karta hai kafi ajeeb mahol hai un key ghar ka aur ab to ye suraat-e-haal hai key koi ek dusre se ankh nahi milata na koi ek dusre se bat karta hai unka ghar kafi suna suna rehta hai aye din unke ghar se larne ki awazain ati hain ye chaizain kiyon hain issee nafrat kahain ge ya?kuch aur ek dusre jo bat nahi karte mera dost to kehta rehta hai yar itni mehnat se ghar banaya uska sila ye mila hai wo bechara bhot mayus rehta hai
to ap logon se ye story sher karne ka matlab ye hai key is me ghalti kiski hai
unki bhabhi ki
unki ammi ki
unke bare bhai ki
unke shadi shuda bhai ki
ya phir mere dost ki
ya phir unka naseeb hi aysa hai
aur is ka haal kiya hosakta hai?????????
aur ye yaad rakte huwe jawabat dijiye ga babhi pari likhi nahi hain belkul bhi