"Fariston se ebhtar hay insan ban'na" competition Result

  • Work-from-home

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
walikum asalam

wow bht mobarik ho arshad bhai....waqe lajawab likka u nay....
 
  • Like
Reactions: hoorain

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ASSALAM O ALAIKUMTM TM

aaj annu ki jaga muje daikh k sab hayran to hon gaye par bilkul bhi pareshan mat hon
Annu kuch masroof hain to is baar ye result announce karne ki bharri zumedaari muj masoom k nazuk nazuk kandhon par hay
:-ss

Umeed hay aap sab ALLAH k fazl-o_karam se theek aur khush baash hon gaye :)

Sab ki sharing dekhi maine aur MASHAALLAH sab bohat zabardast likhtey hain sab k khayalat bohat pukhta hay MASHAALLAH to koi aik winner ka btana sach may bohat mushkil kaam hay.
Lakin winner koi aik hi ho sakta hay To is topic

"Farishte se Behtar Hai Insan Ban'na,
Magar Is main Lagti
Hai Mehnat Ziada"

k winner hainnnnnn

...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..

..

.
.
.
.
.
.
.
.
.
..

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

..

.
.
..

.
.
..

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

."AAra'af bhaya"

Bohat Mubarik ho AAraaf Bhaya MASHAALLAH bohat zabardast likha aap ne :)

ye rhi inki sharing

Ye Allah ka humpar bahot bada ehsan hai k usne hame ashraful maqlooqat banakar is dunya me bheja.jab Allah taala ne irada kia k main zameen me apna naayeb banane wala hon to farishton ne kaha tha k aye Allah to is insan ko apna naayeb banane wala hai jo zameen me fitna o fassad karta phire.aur Allah kia hum teri ibaadat keliye kum hain hum to teri ibaadat din o raat karte hain.ye sunkar Allah ne kaha k main wo janta hon jo tum nahi jante.aur isi tarha Allah aadam ko wo tamam naam sikhaadiye aur Allah ne farishton se muqatib hokar kaha k inke naam batao to farishton ne kaha k aye Allah to hi behtar janta hai.tab Allah ne aadam se kaha k in sabke naam batao to aadam alaihissalam ne in sabke naam batadiye tab Allah ne kaha k maine kaha tha na k main wo janta hon jo tum nahi jante.uske baad Allah ne subko aadam k samne sajda karne ko kaha tamam farishton ne sajda kia siwaaye iblees k aur wo nafarmanon me se hogaya.tabhi se usne aadam alaihissalam aur maa hawwa ko bharkaana shru kia aur unhe jannat se nikalwa dia aur Allah se qayamat tak keliye muhallat hasil karli k main tere bandon ko bhatkaata rahunga.Allah ne isse muhallat dedi aur kaha k jo mere farmabardaar bande hain wo teri baton me nahi aayenge.aur teri farmabardaari karne wale na farmanon me se hojayenge.

Aur tab se lekar aaj tak shaitan insanon k peeche laga rahta hai unhe tarha tarha se bhatkaata hai.insan ki sifat me lachak rakhi gayi hai.uske iqtiyar me ye baat kardi gayi hai k wo acchayi aur burayi dono me se ksi ek ko iqtiyar kare.uske barkhilaaf farishton ki sifat sirf nek kaam karna aur Allah ki hamd o sana o ibaadaat me mashghool rahna hai.isiliye to hazrat allama iqbal rahimahumullah ne ye sher kaha tha k.

Farishton se barhkar hai insaan banna
Magar isme lagti hai mehnat ziada.

Ek martabe hazrat omar raziAllahu anhu se poocha gaya tha k taqwa kis cheez ka naam hai to unho ne ek bahetreen missal k zarye isse samjhaya tha k " raaste k dono taraf kaante daar daraqt hon aur tum usse bachte jaarahe ho k koi kaanta bhi tumhare jism ko nuqsan na pahunchasake" theek zindagi ki missal bhi usi tarha hai k hum gunahon aur burey kamon se bachte hue zindagi guzaren.aur isi ka naam taqwa hai.subhanAllah

Is dunya ki tamam maqlooq ka jab aap baghaur mushaheda karenge to aapko pata chalega k Allah ne jo ausaaf insan ko ata kiye hain wo dosri maqlooqat ko ata nahi kiye hain.isiliye isse ashraful maqlooqat kaha gaya.Allah ne insan ko soonchne samajhne , bolne ki aisi besh baha nematein ata ki hai k insan iska shukriya apni tamam zindagi ibaadat karle tab bhi ada nahi karsakta.laikin insan hai k is aql ko ghalat kamon me istemal karta hai.wo ye nahi soonchta k in nematon ki mujhse baaz purs ki jaayegi.laikin wo fir bhi isi faani dunya me itna mashqool hogaya hai k wo apne qaaliq e haqeeqi ko bhi bhula chukka hai.

Ek na ek din hamey is daar e faani se kooch karke mulk e adam ki raah leni hai jahan hamara koi na hoga.us din ki tayyari hamey abhi se karni hai.aur apni zindagi ko taqwe wali zindagi banana hai.aur iske badle jannat hasil karna hai.isiliye hazrat allama iqbal rahimahumullah ne kiya khoob kaha tha k

Amal se zindagi banti hai jannat bhi jahannum bhi
Ye khaaki apni fitrat me na noori hai na naari hai

Aap sab ka bohat shukrya k aap sab ne apne itne umda khayal share kiye aainda bhi share karte rhe :)
Wssalam u alaikum
kya baat hai humari aapa ki:-bd
mashaAllah..qaidana salahitain hain ap ne..
wese koi farq nhi parta ye bhoj ek masoom k kandhe se urat dosre masoom k khandhe pe sawar ho gya..masoom log k sath roz-e-azal se yahi hota aaya hai..woh chaheye aapa ho ya unki putri..:s{(popcorn)}:p
winner hmmmmmmmmm
Boht Boht Mubarik ho muhtaram:-bd
akhir ap jeet hi gaye{(popcorn)}
likhte rahen.

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia

hamari taareef kum aur aapa ki taareef ziada >:P
aapne hame ek award bhi nahi dilaya aur dekho di ne aate hi nawazishaon ki baarish kardi haha.mana k didi me johar ko dhondhne ki salahiat aapse laakh darje bahtar hai.{(haha})
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

ahem ahem ahem shukrya putri ;;)

hye rabba meko lagging jaise main iwnner hun inni tareefain ;;) :p
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Wssalam u alaikum
kya baat hai humari aapa ki:-bd
mashaAllah..qaidana salahitain hain ap ne..
wese koi farq nhi parta ye bhoj ek masoom k kandhe se urat dosre masoom k khandhe pe sawar ho gya..masoom log k sath roz-e-azal se yahi hota aaya hai..woh chaheye aapa ho ya unki putri..:s{(popcorn)}:p
winner hmmmmmmmmm
Boht Boht Mubarik ho muhtaram:-bd
akhir ap jeet hi gaye{(popcorn)}
likhte rahen.

hamari taareef kum aur aapa ki taareef ziada >:P
aapne hame ek award bhi nahi dilaya aur dekho di ne aate hi nawazishaon ki baarish kardi haha.mana k didi me johar ko dhondhne ki salahiat aapse laakh darje bahtar hai.{(haha})
hahah to zahir hay jis may salahitain ziada hai tareff bhi ussi ki ziada hogi na \:p

aww shukrtya shukrya yahan bhi me ki tareefain kia baat hay aap dono ki lagging aur meri moujain ;)) :p

laggey rho {(popcorn)}

waise is baar aap deserve karte thay issi liye aapko diya :)
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia

hahah to zahir hay jis may salahitain ziada hai tareff bhi ussi ki ziada hogi na \:p

aww shukrtya shukrya yahan bhi me ki tareefain kia baat hay aap dono ki lagging aur meri moujain ;)) :p

laggey rho {(popcorn)}

waise is baar aap deserve karte thay issi liye aapko diya :)

ji mujhe pata hai di bus aise hi mazahiya maine kaha.aur mujhe aise award ki zaroorat nahi jisme insaaf naho :) aur award wahi hota hai jo apni salahiton k bal par hasil kia jaaye aur uski khushi bhi waisi hi hoti hai.aur aapto meri di hain aapse na insafi ki umeed bhi nahi karsakta aur nahi mere doston se aisi umeed karta hon.
:)
 
  • Like
Reactions: hoorain

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

jee sahi kaha apne mohtaram
aur ham jo bhi apna kaam karte hain usse dusron ko ek acha msg mile ye umeed rakhte hain award ke liye to har giss nahi
jazakallah khair :)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hahah to zahir hay jis may salahitain ziada hai tareff bhi ussi ki ziada hogi na \:paww shukrtya shukrya yahan bhi me ki tareefain kia baat hay aap dono ki lagging aur meri moujain ;)) :plaggey rho {(popcorn)}waise is baar aap deserve karte thay issi liye aapko diya :)ji mujhe pata hai di bus aise hi mazahiya maine kaha.aur mujhe aise award ki zaroorat nahi jisme insaaf naho :) aur award wahi hota hai jo apni salahiton k bal par hasil kia jaaye aur uski khushi bhi waisi hi hoti hai.aur aapto meri di hain aapse na insafi ki umeed bhi nahi karsakta aur nahi mere doston se aisi umeed karta hon.:)
g beshak :)chlain issi khushi may popcorn khayain :p{(popcorn)} {(popcorn)}
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
jee sahi kaha apne mohtaram aur ham jo bhi apna kaam karte hain usse dusron ko ek acha msg mile ye umeed rakhte hain award ke liye to har giss nahi jazakallah khair :)
ahan bilkul sahi kaha :)par award k liye q nhi bhae inna anmol award daying main is baar award k liye bhi koshish karain to double koshish ho jaaeygi :p
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wssalam u alaikum
kya baat hai humari aapa ki:-bd
mashaAllah..qaidana salahitain hain ap ne..
wese koi farq nhi parta ye bhoj ek masoom k kandhe se urat dosre masoom k khandhe pe sawar ho gya..masoom log k sath roz-e-azal se yahi hota aaya hai..woh chaheye aapa ho ya unki putri..:s{(popcorn)}:p
winner hmmmmmmmmm
Boht Boht Mubarik ho muhtaram:-bd
akhir ap jeet hi gaye{(popcorn)}
likhte rahen.

hamari taareef kum aur aapa ki taareef ziada >:P
aapne hame ek award bhi nahi dilaya aur dekho di ne aate hi nawazishaon ki baarish kardi haha.
mana k didi me johar ko dhondhne ki salahiat aapse laakh darje bahtar hai.{(haha})

tareef to honi hi thi akhir aapa kis ki hain..Annu ki na{(popcorn)}{(popcorn)}
Award hmmm
ok..main dy don gi,intazar farmayen
 
Top